ahmer88
|
Group: Members Joined: 04th Mar, 2011 Topic: 2 Post: 5 Age:
23
|
|
Posted on:17th Sep 2011, 3:03pm |
|
|
Why Can we not use medicine for increse our sex timing?
Docter, Meny apke n logo k bht se comment parhy hain k time increse capsules nahi use kerni chahye Dosri taraf kaha jata hai k biwi ko agr ziada time na diya jay hum uski nazr me aik healthy insan nahi hoskty phr apas me Laraiyan hotin hain n mohabbat khatam hoti ha zahir ha jub husband apni biwi ko piyar nahi desakyga to woh khush nahi rehsakti... So Plss Q Nahi use Kersakty timing tablests or Capsules? agr un tablets ka bht kam miqdar me side effect ho tab bhi nahi use kerskty? Halan k agr me apni Bat karon to bs meri timing kuch secnds hai to plss Give me well Advise JAZAKALLAH
|
Guide
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 3 Post: 497 Age:
40
|
|
Posted on:17th Sep 2011, 3:57pm |
|
|
shaadi se qabal early discharge ki baatain aap ghair shaadi shuda hai, abhi se iss qisim ki baatain na karain. agar musht-zani mai aap jald discharge ho jaatay hai tu iss ka yeh matlab nahi keh shaadi ke baad bhi aap ko problem hoga.
shaadi ke baad agar kisi ko jald discharge ka problem hua tu os ka ilaj medicine ke beghair bhi ho sakta hai. agar medicine ke beghair ilaj ho sakta hai tu medicine nahi leni chahiye, kio keh os ka bahut side effect hota hai.
aakhir mai aap se aik dafa phir arz hai keh abhi aap unmarried hai lehaza married men problem ke sawalat na karain. kio keh jab tak aap ki shaadi nahi hogi aap ka concept clear nahi hoga.
|
ahmer88
|
Group: Members Joined: 04th Mar, 2011 Topic: 2 Post: 5 Age:
23
|
|
Posted on:17th Sep 2011, 4:38pm |
|
|
Ahmer
Meny Sirf apna Concept Clear K liyne Question kia tha n me nahi janta tha k after marry insan ki ye prblm khatam hojati hai is liyn ye cheap questn marry se pehly kia... n JazakALLAH n Now InshaALLAH i hope aftr Marry i'll No need any Medicine or any treatment For increse my timing ... Thanks Alot
|
|