Mr.Serious
|
Group: Members Joined: 31st Oct, 2010 Topic: 2 Post: 43 Age:
27
|
|
Posted on:28th Apr 2011, 12:05am |
|
|
Can someone confirm this hadith please Can someone confirm this hadith please or quote some other hadiths on this topic
"The Holy Prophet (SAW) said, Stop doing everything during the Azaan, even reading the Quran, the person who talks during the Azaan will not be able to say the Kalima A Shahadat on his/her death bed"
|
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6589 Age:
54
|
|
Posted on:28th Apr 2011, 1:41am |
|
|
seems fake صحیح بخاری
کتاب الاذان
( اذان کے مسائل کے بیان میں )
باب : اذان کے دوران بات کرنے کے بیان میں
وتكلم سليمان بن صرد في أذانه. وقال الحسن لا بأس أن يضحك وهو يؤذن أو يقيم.
اور سلیمان بن صرد صحابی نے اذان کے دوران بات کی اور حضرت حسن بصری نے کہا کہ اگر ایک شخص اذان یا تکبیر کہتے ہوئے ہنس دے تو کوئی حرج نہیں ۔
|
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6589 Age:
54
|
|
Posted on:28th Apr 2011, 1:46am |
|
|
azaan aur bataiN 1. jab azaan denay walaa, during azaan bataiN karsakta hai, hans sakta hai aur iss say azaan main koi faraq nahi paRta to azaan sonnay walay par etni sakht waeed mumkin nahi.
2. azaan bila wazoo bhi dee jasakti hai...azaan k dauraan zarooratan ezaafi wordz (to tell peoples) bhi kahay jasaktay hain... azaan, namaaz ki tarah ki ebadat nahi hai
3. sahih bukhari, sahi muslim maiN to aisee koi hadees nahi mili...agar kissi ko iska koi authentic source maloom ho to share karay...meri zaati roy main yeh hadees nahi hai
wallaho aalam bissawab |
Quest
|
Group: Members Joined: 04th Apr, 2011 Topic: 2 Post: 104 Age:
28
|
|
Posted on:28th Apr 2011, 6:04am |
|
|
fake hai iska koi record nahi hai ahadees books main...........sms aur emails kay zaryai loag fakhar se isay forward kartay hain bina tehqeeq kay..........
|
♥..s4u..♥
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2010 Topic: 2 Post: 185 Age:
24
|
|
Posted on:28th Apr 2011, 9:23am |
|
|
♥·´¯`·Re:
آذان كا جواب دینا مستحب هے واجب نهیں هے یهی وجه هے كه دورانِ آذان كهانا پینا جائز هے جیسا كه آذانِ مغرب كے ساته هی روزه افطار كیا جاتا هے' چنانجه اس وقت هم دعاء بهی پڑهتے هیں اور كهاتے پیتے بهی هیں؛ یقیناً یه روایت كسی كم عقل اور كم علم نے هی گڑهی هو گی اور بلا تحقیق كسی جهوٹی اور احمقانه بات كو پهیلانا اس سے بڑی جهالت اور حماقت هے' اور اگر اس بات كا تعلق دین سے هو تو گناهِ عظیم بهی هے نبی كریم علیه الصلاة والسلام كا فرمان هے "من كذب عليّ متعمدا فليتبوأ مقعده في النار" (البخاري ومسلم) یعنی جو جان بوجه كر میری طرف جهوٹ منسوب كرے تو بس وه اپنا ٹهكانه جهنم میں بنا لے نیز فرمایا "كفى بالمرء كذبا أن يحدث بكل ما سمع" (مسلم) یعنی كسی شخص كا جهوٹا هونے كی پهچان كے لئے یهی كافی هے كه وه هر سنی سنائی بات كو بیان كرتا پهرتا هے جب عام بات بلا تحقیق بیان نهیں كرنی چاهئیے تو الله تعالی اور رسولِ كریم كے حوالے سے بلا سند باتیں بیان كرنا كس قدر خطرناك هوگا!!!! مندرجه بالا وضاحت محض اصلاحِ عامه اور الله تعالی كی رضاء اور نبی كریم صلی الله علیه وسلم كی طرف جهوٹ كے رد كے لئے كی گئی هے اس سے كسی كی دل آزاری اور حسن نیت پر شبه كرنا مقصد نهیں هے. دعائے خیر كی گزارش هے
this is your copy paste source ,
paki-friends.blogspot.com/2011/02/re-pf162877-holy-prophet-saw-said-stop.html
copy paste material not allowed here moderator
|
♥..s4u..♥
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2010 Topic: 2 Post: 185 Age:
24
|
|
Posted on:28th Apr 2011, 9:25am |
|
|
herat hoti hai log esi baton ko hadees ka nam dete hain aur phir is pr amal karein na karein lekin dosron ko zaror kehte hain. aik bar mere sath bhi esa hi hoa,main azan k time boli to mojhe kaha gya k aapko kalma naseeb nahi hoga,ap jannat me nahi jao gi:(
|
♥..s4u..♥
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2010 Topic: 2 Post: 185 Age:
24
|
|
Posted on:28th Apr 2011, 7:37pm |
|
|
thank u...:D janab moderator uncle mojhe nahi pta tha k yahan pr bhi hai ye.maine ye facebook se copy ki hai.lgta h jis ki maine copy ki hai onhu ne bhi kisi ki copy ki hai...:D
beeech me hadith jo k insan khod se to likhne se raha is lie copy paste hi ki jati h.
|
System
|
Group: Members Joined: 03rd Jun, 2008 Topic: 40 Post: 2267 Age:
32
|
|
Posted on:29th Apr 2011, 6:30pm |
|
|
re
asslam o alekum i dont have any reference or hadis to qoute. what i heared is not to talk during Azan But never heared that ke marte waqt kalma naseeb nahee hoga. yeah to main ne pehli martba suna hai... baqi rahi baat azan ke doran bolne ki to i can understand not to talk during azan. First reason not to talk during azan that we should answer the azan and if you answered one azan would be enough you dont have to answer all azan. Ager hum azan ka mutalb samjhte hain to is se saaf zahir hota hai ke azan aik bulawa hai tmam musalmano ko namaz ki taraf. Haia alslah, Haia alafalah. ka matalb ao bhali ki taraf ao namaz ki taraf. Azan allah pak ki taraf se message hai tmam musalmano ko. to hamain allah ke is message ka ehtram karna chahe. maslan jab app kissi ko apna message den aur sunne wala bjai sunne ke shore mchai aur hanse instead of listening your message. then what would be your reaction
|
♥..s4u..♥
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2010 Topic: 2 Post: 185 Age:
24
|
|
Posted on:29th Apr 2011, 11:16pm |
|
|
wa alikum asalam wrwb jazak Allah,aap ne bhi sahi farmya.
lekin dekhein logon ne islam ko kitna mushkil bna dia hai.aur khod insan faislay krne lag gae hain k aap jannati ho aur aap jahunami:(
|
Maryam
|
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:30th Apr 2011, 3:00am |
|
|
Azaan Allah pak ka bulawa
above qouted Hadith mujhay bhi confirm nahi lekin sun,nay meiN zaroor ayi hae. is hawalay se maiN system bhai k reply se agree karoNgi. azaan Allah pak ka bulawa hae isliye masnoon to yehi hae k isay khamoshi se sunaiN bhi aur is ka jawab bhi daiN . azaan k doraan baat karna aur hansna be. saakhta ya kisi jawaz ki bina pe to maanaa jasakta hae lekin is ko mustaqilan apna lena ya habbit bana lena munasib nahi lagta. azaan ki ehmiyat ka andaza is waqia se kiya jasakta hae. malika zubeda ne aik nehar khudwai aur us pe zubaida naam ka katba lagwa diya. har khaas o aam ko ijazat de di gai k yahaN se muft paani laiN. ( pehlay zamanay meiN paani ki bhi khareed o farokht hoti thi ) aur bhi bohat se achay aur naik kaam kiye. jab us ki death hogai tou aik raat in ki khadima ne inhaiN khwaab meiN dekha aur in se poocha k aap ne duniya meiN itnay achay achay kaam kiye . Allah pak ne aap k sath kiya muamla farmaya to zubaida ne jawab diya mera koi amal meray kaam nahi aya. jo nehar maine khudwai thi us pe apnay naam ka katba lagwaya tha tou Allah pak ka farmaan hae k jo koi duniya se wah wah lenay k liye koi amal karega us ka sila duniya ki wah wah hi hae. bas aik choTay se amal pe Allah raazi hogaya. khadima ne poocha woh konsa tou unhoN ne jawab diya k aik martba sakht garmi ka mausam tha . maine khadima se ThanDa paani maanga tou us ne mujhay lakar diya abhi maiN paani peenay hi wali thi k azaan shuru hogai. maiN wahiN ruk gai aur azaan ka jawab diya phir paani piya. Allah pak ne is amal k badlay meri maghfirat farma di. hum jo bhi amal kartay haiN humaiN ilm nahi k woh Allah k haaN maqbool bhi hae ya nahi. isliye kisi bhi amal ki wajah se kisi ko jannati ya jahannumi qaraar nahi diya jasakta. ( wallah alam )
|
System
|
Group: Members Joined: 03rd Jun, 2008 Topic: 40 Post: 2267 Age:
32
|
|
Posted on:6th May 2011, 10:57pm |
|
|
s4u and maryam
thanks |
Mr.Serious
|
Group: Members Joined: 31st Oct, 2010 Topic: 2 Post: 43 Age:
27
|
|
Posted on:4th Jun 2011, 3:36pm |
|
|
re JAZAK ALLAH
|
|