i-salmaan
|
Group: Members Joined: 19th Jan, 2011 Topic: 1 Post: 181 Age:
|
|
Posted on:22nd Jan 2011, 4:15am |
|
|
Selfish Love i hve a question - hum apne liyai luve kerte hain ya dosre kay liyai - i think apne liyai karte hai becz jb luve end hojata hai phir koi ek dosre ko nahi pochta - and us se pehle khob care and luv hota hai ek dosre ki - phr jab khud ko luv nahe rehta then dosre ki care bhi khatam - what you guys think -
|
MMMM
|
Group: Members Joined: 15th Jan, 2011 Topic: 2 Post: 84 Age:
22
|
|
Posted on:22nd Jan 2011, 5:48am |
|
|
hum apne liyai luve kerte hain ya dosre kay liyai? Assalam o Alilykum bhai jo meri soch hai wo yeh k pyar apne liye ya dosrun k liye nahi hota pyar to pyar he hota hai our pyar ka matlab pana nahi hota k agar hum kisi ko paa na saken to uski care karna ya pyar karna chorr dein pyar ka dosra naam qurbani hai schay pyar main jab azmaish ati hai to wo kum ya khatm nahi hota our bharta hai our wo pyar he kya jo azmaish ma badal jye.pyar to khubsurat esas ka naam hai our esas kisi k dor jane se bdalta nahi scha pyar azmaish ko kbol karta hai jo insan kisi se pyar karta hai use hmesha dil main rakhta hai our jo dil main rehte hun insan unk liye hmesha acha he sochta hai. pyar wohi hai jo kisi k dor jane se na bdlay jo bdal jye use pyar nahi kehte, apko yad hai ma ne kaha tha aap se k "Muhabbat hmesha Muhabbat he rehti hai chahe koi dor ho ya pass"apne pyar ki khushi he schay pyar ka maqsad hota hai. |
i-salmaan
|
Group: Members Joined: 19th Jan, 2011 Topic: 1 Post: 181 Age:
|
|
Posted on:23rd Jan 2011, 9:52am |
|
|
wa/salaam good reply - i must say apke hone wale husband lucky honge bcoz wo apse pyar karai na karai app unse pyar karti hi rahain gi =) - apki baat bhi thek hai likin aesa hota nahe hai- sab apki tarha nahe hotay - loag badlay mai expect bhi karte hain aur when expectation pori na ho then everything would be gone. selfish luv exist today - selfish luv means there is no genuine love just trading with each other.
|
MMMM
|
Group: Members Joined: 15th Jan, 2011 Topic: 2 Post: 84 Age:
22
|
|
Posted on:23rd Jan 2011, 11:25pm |
|
|
I think..... aap thek kehte hein koi kisi ko yaad nahi rakhta lakin jo insan scha hota hai wo sirf dena janta hai badlay ki khawish nahi rakhta k wo tab he acha soche ga kisi k liye jab wo bhi usk liye acha he soche.scha insan badlay ki umeed es liye nahi rakhta kyun k wo janta hai Allah insan se behtr badla deta hai our insan sache pyar se chahe to dilun ma jaga bna sakta hai i think insan ki achai uski kamyabi ka zriye hai so sirf acha sochen our acha karein our badlay ki umeed rakhein lekin sirf Allah se. |
MMMM
|
Group: Members Joined: 15th Jan, 2011 Topic: 2 Post: 84 Age:
22
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 1:52pm |
|
|
to i-salmaan AOA i-salmaan bhai aap kahan ghaib hein aj kal apna question bhi hbol gye hein? |
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 2:00pm |
|
|
hum apne liyai luve kerte hain ya dosre kay liyai
for details please read this thread
|
MMMM
|
Group: Members Joined: 15th Jan, 2011 Topic: 2 Post: 84 Age:
22
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 2:08pm |
|
|
reply bhai main ne to parh li hai abhi acha aek question pochun aap se? |
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 2:31pm |
|
|
ji ji zaroor agar main jawab dainy k qabil howa to mujy khushi hogi..:) |
i-salmaan
|
Group: Members Joined: 19th Jan, 2011 Topic: 1 Post: 181 Age:
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 2:34pm |
|
|
Wa/Salaam you are absolutely right - Allah miyan app jesi soch sab ko dein, but again normal life main aesa honahi pata- apne jis insaan ki nishandihi ki hai jo dena janay sirf lena nahi- i think wo ALLAH k khas banday he hotay hain and ye feeling normal rishton se wabasta hoti hai - kisi khas insan ki baat alag hoti hai. {mai us pyar ki baat kar raha hon jo apko shadi se pehle hojae bcoz shadi k baad to apka pyar apke samnay hi hota hai hamesha k liyai aur unmai to mohabbat khud hi ajati hai agar pyar na ho between}
app pochai jo pochna hai, i can reply you too.
mr: diplomate its too lengthy..but hope it would good. thanks for sharing.
|
MMMM
|
Group: Members Joined: 15th Jan, 2011 Topic: 2 Post: 84 Age:
22
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 2:38pm |
|
|
question bhai jab se ma forum pa aai hun ajeeb sa sanata dekha hai jo pehle nahi tha our members new member ko welcome karte lakin ab bhot fark note kia hai ma ne aisa kun hai?ma to itna khas nahi janti kisi member ko aap he bta sakte hein. |
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 2:40pm |
|
|
shabash main samjha k link diye gaye thread k bary koi sawal hoga ...:) khair...bhai i-salman sahib aap hi iss sawal ka jawab dey do..main kaheen lengthy hi na ho jaoon ...:PPPP |
i-salmaan
|
Group: Members Joined: 19th Jan, 2011 Topic: 1 Post: 181 Age:
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 2:54pm |
|
|
Dont know you are right miss - difference to hai ab main aur pehle mai - mai kuch members ko janta hon but silence ka reason nahi malom - koi regular member batasakta hai is baray mai...
mr diplomate app shortly batado apna answer.
|
MMMM
|
Group: Members Joined: 15th Jan, 2011 Topic: 2 Post: 84 Age:
22
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 2:54pm |
|
|
reply bhai lagta hai apko kuch bura laga hai naraz kun ho rhe hein question to ma ne aap se kia tha. |
paris
|
Group: Members Joined: 23rd Feb, 2011 Topic: 0 Post: 1 Age:
23
|
|
Posted on:23rd Feb 2011, 3:41pm |
|
|
love guyz love hr koi nhe krta haan daway bhot sa loog krty hai love krnai wala 1 n only apka husband hoot hai or koi nhe ya sb nikamy n filmy baatai hai |
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:23rd Feb 2011, 11:13pm |
|
|
♥·´¯`·Re: acha sawal hai. aksar log pyar sirf apne lie krte hain onhe koi acha lgta hai tab wo pyar krte hain.dosron ki parwah nahi krte k hume koi dosra krta hai....aur buhot se logon ka pyar jald hi khtam ho jata hai.sirf nam ka pyar hota hai.meri khod ki aik do friends hain jinhe love hoa tha aur lgta tha k ye aik dosre ki khatir kuch bhi kuch bhi krne ko tyar ho jaein ge.bilkul paglon ki trha chahte th.lekin kuch hi saloon bad konsa pyar kesa pyar. to ye pyar ,pyar nahi hota.ap k jazbat hote hain.aur aap is me beh jate hain sari dunya ko bhol jate hain.
main samjhti hon k jo log kisi ko deewano ki trha chahte hain aur apne pyar k daway krte hain k mere pyar jesa koi pyar hai hi nahi.jo donya ko bhol kr sirf aik insan ko chahe wo mojhe dimaghi mareez lgte hain...lol
maine bhi pyar kia hai.aur humare pyar me buhot si azmaishein bhi ai hain.humare beech buhot si diwarein kharein kr di gai.lekin hum ne Allah ka daman nahi chora.aur humara pyar dosre logon jesa nahi hai.jo shadi se pehle pyar krte hain to sirf apni zaat ko khosh krne ki khatir krte hain.aur apas me esi batein krte hain jese koi film ban rahi ho in pr.aur buhot hi over hone lg jate hain. aur phir jab pyar na mil saka to phir apni hi inhi baton ki waja se khod ko bhi moun nahi dikha pate.
wese ye bat bhi bilkul theik hai k pyar shadi k bad kia jana chahiye.aur wohin pyar hi sacha pyar kehlata hai.maine bhi shadi se pehle kia hai.insha Allah jald hi koi good news bhi suna don gi Allah ki marzi se.aur phir bare hi fakhar se kahon gi k main apne life partner se buhot hi ziyada pyar krti hon....:)
ye bhi hai k jo insan pyar krta hai wo samjhta hai k jitna pyar hum kr sakte hain otna koi soch bhi nahi sakta.jab k sab apni apni jga buhot hi pyar krne wale hote hain.
main shukar ada krti hon k jitna main love krti hon os se kahin ziyada mojhe bhi mila hai aur milta h agay bhi Allah se achi omeed hai.
|
hasrat
|
Group: Members Joined: 01st Mar, 2011 Topic: 0 Post: 2 Age:
27
|
|
Posted on:2nd Mar 2011, 1:15am |
|
|
============= muhabbat hoti apne liye he muger is mei lutf tab milta he jab doosre ko khushi mile.... ager aap ye kahei k doosre k liye hoti he.. to phir ye bataaei k kia mohabbat ye pooch ker ki jaati he k g mei aapse mohabbat kerna chahta hu ijazat he?... jawab+nahi.. q k choice nahi hoti lover k pass k wo ye pooch ker muhabat kere balke choice to is baat ki bhi nahi hoti k kis se love kiya jae..
hence proved k doosre k liye nahi hoti.. to phir hoti kis k liye he... bhai apne liye na... q k teesra option nahi he...
so your question is answered..
ab mei wese hi kuch batei kerta hu may be not on topic....
ye to thi romantecism ki baat ab zara spiritual romantesism ki baat bhi sunye.. ye jo muhabbat hoti he ye shuru mei aisi hoti he k .. hum shuru mei ye samajhte hei k ham nimaaz parhei.. and ibaadat kerei to ham Allah se mohabbat ker rahe hei... beshak hamara dil na kere k ham tv ke aage se hatei ore masjid jaei.. to goya ham Allah and uske Prophit pbuh se mohabbat shuru mei un hi k liye kerte hei.. muger Sufies are the best in understanding this love.. aor sufia kehte hei k haqeeai mohabbat , majaazi mohabbat k baad hoti he, pehle nahi.. to mere khyaal mei iss ka matlab ye he k pehle to majaazi mohabbat k zarye we get to know what love is?.. uske baad hamei haqeeqi muhabbat hoti he.. ye aik afkaar aor kefiaat ki dunya ka safar he.. jo insaan kerta he muger apni merzi se nahi not everybody has these experiences.... and i feel i am very lucky to have some drops from this ocean....
|
hasrat
|
Group: Members Joined: 01st Mar, 2011 Topic: 0 Post: 2 Age:
27
|
|
Posted on:2nd Mar 2011, 2:18am |
|
|
for s4u.. s4u said... (main samjhti hon k jo log kisi ko deewano ki trha chahte hain aur apne pyar k daway krte hain k mere pyar jesa koi pyar hai hi nahi.jo donya ko bhol kr sirf aik insan ko chahe wo mojhe dimaghi mareez lgte hain...lol)
yaar waese mohabbat per insaan ko ikhtyaar nahi hota jese..k kiss waqt shru ki jae ore kitni ki jae....
|
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:2nd Mar 2011, 12:55pm |
|
|
hasrat hasrat hay unn ghunchon par ...jo bin khily hi murjhaa gaye...:) |
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:9th Mar 2011, 8:55pm |
|
|
♥·´¯`·Re: hasrat ''yaar waese mohabbat per insaan ko ikhtyaar nahi hota jese..k kiss waqt shru ki jae ore kitni ki jae...."
ji janab aap ki bat bilkul theik h.k is pr kisi ka ikhtiyaar nahi.mojhe esa is lie lgta hai kiu k shayad jo mojhse is trha deewano ki trha mohabbat krta hai aur sari dunya ko aik traf aur mojhe aik traf rakhta hai..itna pagalpan k jb ose mana kia k itna pyar theik nahi mat kro to jawab mila k kia aap khod ko Allah ki ibadat krne se rok sakte hain?agar nahi to phir mojhe bhi na rokein.
to jo insan mojhse is qadar mohabbat krta h mojhe os shakhas se sakhat nafrat hai.
|
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:10th Mar 2011, 10:30am |
|
|
Muhabbat ek ajeeb aur gharib cheez hai...
kabhi lagta hai ye khatam ho gayi aur jal kar raakh ho gayi ,aur kabhi ek dam se ek chingari uth jati hai...
pyar kabhi selfish nahi ho sakta ,jo sefish hote hain wo pyar nahi kar rahe hote ..balke wo is dhoke me hote hain ke wo pyar karte hain
|
|