Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic |Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrmonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

khwab

Non Medical Discussion
 
 
 
705mardan Group: Members  Joined: 16th Dec, 2010  Topic: 1  Post: 1  Age:  21  
Posted on:20th Dec 2010, 9:50am
 

khwab

KHWABON KI TABEER KAHAN SE MALOOM KI JAI?
s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 97  Post: 5354  Age:   
Posted on:22nd Dec 2010, 2:47am
 

♥·´¯`·Re:

khwaboun ki tabeer aap kisi ese insan se pochein jo aapko sahi tabeer bta sake.ese hi kisi se na pochein jo aap ko confuse kr de.
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 112  Post: 6589  Age:  54  
Posted on:29th Dec 2010, 4:48am
 

it's a Allah gifted

jaisay Allah nay hazrat Yousuf AS ko iska khasoosi ilm dia thaa... aam naik logouN maiN say bhi baaz logouN k pass yeh ilm hota hai, sab k pass nahi

islamic taleem yeh hai k agar khaab achaa hai to rahmaan ki taraf say hai...iss par shokar ada karaiN... agar boraa yaa khaufnaak hai to shaitaan ki taraf say hai. istagh.faar paRhaiN aur aisay boray khaab ka kissi say tazkerah nah karaiN.

khaab maiN batlaayee gayee kissi bhi hedayat par osss waqt tak amal /belive nah karaiN jab tak quran o sunnat ki taleemat iss say match nah karay.... islam say un-matched khaabouN par istaghfaar paRhain.

har khaab ki tabeer nah dhoondaiN... iska koi faidah nahi...... iski bajaa.ay jaagtay howay achchay achchay khaab dekhaiN aur oski tabeer paanay k liyeh jiddo johad karaiN....... sleeping-khaab ay yeh jaagtay howay khaab dekhna zeyadah behtar hai :)

s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 97  Post: 5354  Age:   
Posted on:30th Dec 2010, 11:47pm
 

jagti ankhon k khwab

jo log jagti ankhon se khwab dekhte hain on k bare me log ye bhi to kehte hain hain k ye din me taray gin rahe hain.
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 112  Post: 6589  Age:  54  
Posted on:30th Dec 2010, 9:58pm
 

sha'air o adeeb log

din maiN jaagti aankhouN say khaab dekhtay haiN aur scientist /politicians in khaboun ki tabeer DhoonDtay haiN....... shairouN aur fiction nigarouN nay hawaa maiN oRnay aur chaand ko choonay ka khaab dekha aur scientist nay in khaabouN ki tabeer dee... Allama Iqbal nay pakistan ka khaab dekha aur Muhammad Ali Jinnah iss khaab ki taabeer dilwayee.

jaagtay howay ooNchay oonchay khaab dekhna aur phir in khaaboun ki taabeer paanay k liyeh jiddo johad karnaa...... inferadi satah par kia jaa.ay to bandah aur ijtemayee satah par kia jaa.ay to qaumaiN kaamyaabi ki bolandi par pahonchti haiN.

haan agar koi sirf khaab hi dekhta rahay aur issay panay k liyeh koi koshish nah karay to aisay logouN ko s4u shaikh Chilli ka khitaab bhi day sakti hai :)

1
 
 
 
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 28th March 2013