Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Masturbation (Mushtzani)- What are the Major Harms?

Unmarried Boys Problems   >>  Musht Zani (Masturbutation)
Male Semen Production
Increase Sperm Count, Mobility, and Motility
Male Fertility
Increasing Male Fertility
Male Sexual Health
Benefits of Exercise on Male Sexual Health
Handsome Men
Facial Exercise Keeps Men Handsome
Ahmad.r Group: Members  Joined: 14th Nov, 2010  Topic: 1  Post: 4  Age:  20  
Posted on:14th Nov 2010, 2:32am
 

Masturbation (Mushtzani)- What are the Major Harms?

assalam-o-alicum

main pochna chahta hon kah kya aik 18 saal ka larka aik week mein 2 bar must-zani(handpractice)kr skta hai.is mein koi harg to nai?. plz i am waiting for your reply 




~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4287  Age:  28  
Posted on:14th Nov 2010, 3:43am
 

Wa alaikum assalam

ismain buhut zyada harj hai, wo is tarha k

1. app study pe concentrate nahi karsaktay
2. 1 baar masturbation k baad apka dil sex main laga rahayga
3. 1 baar masturbation karne k baad apka dil baar baar karayga masturbation karne ko
4. 1 baar masturbation karne k baad app sexually sensitive hojaen ge aur choti si cheez ko dekh k ya khayal kar k foran hot hojaenge.
5. jab masturbation zyada barhay gi tou is say apki body ko nuksan pohonchay ga
6. weeek main 2 baar karna posible nahi banta likin baar baar karna posible ban jata hai
7. masturbation addiction ban jati hai
8. masturbation ek bad habit hai

itne saray disadvantages se behtar hai k masturbation se parhaiz ki jae aur ghalat batonb se bacha jae, masturbation se parhaiz karne se zyada control ata hai sexual feelings pe bajae masturbation karne k baad.
Ahmad.r Group: Members  Joined: 14th Nov, 2010  Topic: 1  Post: 4  Age:  20  
Posted on:14th Nov 2010, 9:19am
 

re

tanks ap ne mujy guide kiya lakin main kya kron muj almost hr 3 din bd ehtlaam ho jata hai or kbi kbi to rozana ho jata hai. main phir apni zindgi aram se kis trh guzaron?
~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4287  Age:  28  
Posted on:14th Nov 2010, 1:27pm
 

rE|~

baar baar ehtelaam honay ki ye wajohaat ye hain

1. bharay hoe pait k saath sojana (khana hazam kiyai baghair)
2. pani pi k sona
3. sex k baray main sochte rehna
4. sex movies dekhna ya koi sexy material parhna
5. sexually excited hojana baar baar kisi bhi cheez se
etc

in tamam wojohaat ki bina pe baar baar ehtelaam hota hai, aur baar baar ehtelaam honay se bhi apki body ko nuksan pohonchta hai...zindagi araam se guzaarni hai tou buri baton se bacna hoga, jab shadi hogi tou apko sab mil jaega abhi wakt hai study pe concentrate karne ka, buray doston aur buri baton se bachne ka, namaz parhain, khel khelain, dosri achi baton main dil lagaen, inshallah sab thek hojaega.

aur koi confusion ho apko tou app poch saktay hain.
Ahmad.r Group: Members  Joined: 14th Nov, 2010  Topic: 1  Post: 4  Age:  20  
Posted on:15th Nov 2010, 12:20am
 

re..;

buhat buhat thanks kah ap ne meri achi rehnomai ki. almost 3 saal phly mujy buhat ehtlaam hota tha. jb main hkeemon k resalon ko parhta tha to us mein ehtlaam k nuqsanat ko parh kr buhat perishan hota tha main smja tha kah mujy jaldi ehtlaam ho jata hai is liye main normal nai hon.lakin ab kuch behter hai

main ne apne doston se suna tha kah jis ko ehtlaam 15 din k bd hota hai wo normal hai or jis ko is se phly ya buhat zyada der se hota hai wo normal nai hai us ko apna elaaj krwana chahiye. ap ye bi clear kr den plz...??? bus isi kism ki buhat kuch mujy galt fahmiyan hain main smjta hon kah mujy shyed abi kuch chezon ka ilm nai jo mery liye janan'na buhat zrori hain.ap to is age se guzar chuky hain ap ko to experience ho ga

Doctor K K Group: Members  Joined: 02nd Apr, 2009  Topic: 25  Post: 1969  Age:  36  
Posted on:15th Nov 2010, 12:37am
 

Re: Ehtelam- Night Fall

Ehtelam ziada ya kam ana koi bemari nahi hai. Is waham ko demagh say khatam kerdain.

For More details please read






~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4287  Age:  28  
Posted on:15th Nov 2010, 9:54am
 

rE:

Ehtelaam bemari nahi hai, natural body process hai.....app bilkul normal hain bas jo batain avoid karne wali hain unse bachain, ye baat thek hai 15 or 20 or 30 days main 1 ya 2 ya 3 baar bhi ehtalaam hona natural aur normal hai, abnormal kuch nahi hai ,abnormal wo activities hoti hain jinki wajah se ek natural process disturb hojata hai, isliyain hamain healthy activities apnani chahiyain.

khair koi pareshan honay wali baat nahi hai ismain, kisi k kehne main na ayen , jo question pochna hai is forum pe pochain takay apko sahi guidance milay.
Guide Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 3  Post: 497  Age:  40  
Posted on:15th Nov 2010, 1:10pm
 

re: masturbation

read previous posts on this topic: Masturbation


Ahmad.r Group: Members  Joined: 14th Nov, 2010  Topic: 1  Post: 4  Age:  20  
Posted on:16th Nov 2010, 9:58am
 

re;

thanks ap mujy acha guide kr rahe hain.lakin main confuse is wqt hota hon jb mere kuch bri umer k dost kahty hain kah tum sexualli tor pr relax hone k liye kya krte ho.wo kahty hain kah hr koi kuch na kuch krta hai koi masturbation kr lete hai to koi kuch or. kuch dost( jin ka girlfriends wala kuch chakar hota hai) mujy kahte hjain kah tum itne sharif na raha kro ansaan ko sex k bary mein kuch basic ilm to hona chahiye is liye main confuse ho jata hon ap ko to experience ho ga is liye meri achi rahnumai farmain plz
~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4287  Age:  28  
Posted on:16th Nov 2010, 11:56pm
 

rE:

jo larkay aesi batain kartay hain wo khud nahi jantay sahi baat ko, aur agar jantay hain tou wo achi baat ko follow nahi karna chahtay, aese dost buray dost hotay hain.apko pata hai balkay har musalmaan ko pata hai k shadi se pehle kisi k saath kuch karna gunah hai aur girlfriend ka koi concept nahi hai islam main na masturbation karne ko kaha gaya hai kyun k ye koi natural tareka nahi hai sex karne ka....

young or teenage larkay larkiyan tv filmon dramon waghera se buhut mutasir hotay hain aur wohi batain adopt kartay hain jo usmain dikhaya jaraha hota hai....kyun k apki umer k larkay larkiyan kachi umer k hotay hain aur aese bachon ko guidance ki zarorat hoti hai, takay wo achi aur buri baat ko samajh sakain.

ek hotay hain achay dost aur ek bura dost, buray doston ki sohbat apko buray kaam sikha deti hai, balkay buray dost apko ghalat kamon pe uksatay hain kyun k wo chahtay hain k jab wo khud kartay hain tou dosra bhi karay zabardasti...... jese cigerette pena, girlfriend banana, ghalat batain karna, buri filmain dikhana, masturbation pe uksana etc.....aur achay doston ki sohbat apko achi batain sikhati hai.., app ye apkey uper hai k app kin doston k saath rehna chahtay hain. achay ya buray

sex k baray main ilm sirf apni confusion doar karne k liayin hona chahiyai uskay ilawa baaki batain shadi k baad jaannay ki hoti hain takay apka demagh ismain na lagay.
1
Women's Health
Tampon Troubles
Feminine Hygiene Products
Which Feminine Hygiene Product is Right for Me?
Pads and Liners
Incontinence Pants for Women: Pads and Liners
Pre-Menstrual Syndrome
Women And Menstrual
 
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us Last Updated: 28th March 2013