ali bhai apne theek kha hai k hume nabi pak s a w w ki hyaat tyebah ki examples di jati he aur aj bhi hum yehi koshish krty he k unki sunnat per chulay.
jha tk is topic me example ki baat hai aur yeh alfaaz bht ajeeb lgrhy he k nabi pak s a w w se muqabila..........:( yeh word yaha kehna na mnasab tha aur hai bhi.
jaha tk bewaqoof ki bat hai unkay ziada tr replies me islam ka hawala nahi hota hai wo sawalo ko general sumjhty he aur islam ka hawala diye bghair jawab daity he.laikn asusual ne jb nabi pak s a w w ki hyaat tybaah ka zikar kia to bewaqoof ka jawab aisa nahi hoa chhaye tha jaisa dia...........
baqi members ne jo kha wo bhi wrong tha kio k yeh un members ka apna zaati hyaal tha na k wo asuasual ki help krhy thy. |