|
sunny007 |
Group: Members
Joined: 22nd Dec, 2007
Topic: 44
Post: 4167
Age:
|
|
Posted on:24th Nov 2008, 5:35am |
|
|
sharmily i agree to system, u should continue ur precious advises to the forum members.
aap ne apne ek post main touba k baare main baat kar li hai, main chahta hoon k us ki explaination karoon Quran k hawale se.
"aur Allah se bakhshish chaho, be shak Allah bakhshne wala mehrban hai" Nissa 4: Aayat 106
"Phir jinhon ne nadani sy bura kaam kia phir us ne touba ki aur sanwar gaie to tumhara Rab us k baad bakhshne wala mehrban hai" Nahal 16: Aayat 119
"aur aison ki touba (qabool) nahi jo bure kaam kie jaate hain, yahan tak k un main se kisi k saamne mout aa jati hai, to kehta hai main ab touba karta hoon" Nissa 4: Aayat 18 |
sharmily |
Group: Members
Joined: 08th Nov, 2008
Topic: 5
Post: 398
Age: 23
|
|
Posted on:24th Nov 2008, 6:31am |
|
|
Sunny007:-) sunny Bro thnx a million for such a nice explaination and information from Quran e pak
U have mentioned both, kis kis ki tauba qbool hogi aur kiski nahin....... thnx a million for that........
|
sunny007 |
Group: Members
Joined: 22nd Dec, 2007
Topic: 44
Post: 4167
Age:
|
|
Posted on:24th Nov 2008, 6:53am |
|
|
sharmily u wellcome |
saahilbhai |
Group: Members
Joined: 31st Oct, 2007
Topic: 17
Post: 973
Age: 26
|
|
Posted on:24th Nov 2008, 7:10am |
|
|
sharmily baji mein ne aaj hi yeh post parhi aur parh kar waqai bauhat khushi hui k app ne itni achi post likhi hai aur mujhe umeed hai k jo larkiyan iss post ko parheengi un ko bauhat faida hoga aur ayenda aisa karne se pehle woh zaroor sochengi aur yeh sadqa-e-jariya app k liye ajr-o-sawab banega Inshallah Allah app ko Khush rakhe sister remember me in your prayers |
sharmily |
Group: Members
Joined: 08th Nov, 2008
Topic: 5
Post: 398
Age: 23
|
|
Posted on:24th Nov 2008, 7:18am |
|
|
saahilbhai :-) thanx alot
GOD BLESS U |
Ayesha Anu |
Group: Members
Joined: 01st Dec, 2008
Topic: 0
Post: 5
Age: 24
|
|
Posted on:24th Dec 2008, 7:28am |
|
|
hi meri mom ne bhi mujhey yeh batein sikhai hain nd aaj tak mein apne bf se nahi mili aur na milne ki waja se woh meri itni izat karta hain so sahe baat hain galz izat hain sab kuch hai izat thook ki manind hain ek dafa zameen pe gir gaie per nahi utha paou gay i also have bf and us ne mujhey bouht bewakoof banae ki kusihsih ki mein milu lekin mein nahi mili aur aaj tak woh mujh se pyar karta hain wnats to marry with me ,,ek bhi gahlat bat nahi karta ,,hum galz jab khud razi hute hain tabb hi larke agey bharte hain warna nahi so Allah her larki ko izat hain un k sath mujhey hamisha namaz mein yeh duwa parhu k ya Allah meri izat abru aap ki hifazat aap karay :)
|
sharmily |
Group: Members
Joined: 08th Nov, 2008
Topic: 5
Post: 398
Age: 23
|
|
Posted on:24th Dec 2008, 6:31pm |
|
|
Ayesha Anu :-) Excellent honey that ur strong and have control on ur emotions, i also wanted to give girls the same advice..... esi respect bharti hai larkio ki.
aur ek baat aur tum apni boyfriend se nahin mily that is nice likin mery to mangni bhi hoi hai aur hijab aur qabool bhi hoa per bhi Mangeter bechara tak gaya request karki per bhi mein nahin mily :-( etni bhi sakhti tek nahin hai,,, but mein kehti ho ki nahin susral jaongi to free free sab karongi but osi pehli nothing, kia pata bech mein kuch hojai aur per mujhi sare zindagi pachtana pari..........
so girls plzzzzzzzzz be Carefull |
kureyshy |
Group: Members
Joined: 24th Dec, 2008
Topic: 1
Post: 3
Age: 40
|
|
Posted on:24th Dec 2008, 10:44pm |
|
|
Dear Main bhi aap ki baat se agree karta hoon. Darasal hota ye hai keh asal main itna kuch hota naheen hai jitna log likhtay hain ye log sirf apni sexual frestration door karnain ke liye aisa kartey hain. Jahan tak humarey deen ki baat hai tu us main tu bf or gf ka koi concept naheen or na hi is ki koi gunjaish hai. Main aik baat aur kehna chahon ga ye aik acha forum hai aur yehan log apney aise masail discuss kar saktay hain jo face 2 face discuss karnain mushkil hotay hai lehaza aap sub logon se guzarish hai keh is forum ko sex fun ke toor keh liye istemal na karain. |
fao.guru |
Group: Members
Joined: 16th Dec, 2008
Topic: 6
Post: 100
Age: 30
|
|
Posted on:25th Dec 2008, 12:40am |
|
|
Sungsaar (Sharmily) Aap ne apna khyal jo zahir kiya hay k: "soory mein sare bazar es liye kahongi kiyonki jo sex Nikah ki baghaer hoa ho woh Zinah kehlati hai jo Gunah e kabera hai, aur es saza mery khayal se Islam ne Sagsar karna likha hai....."yeh khayal ghalat hay. Ager ghair shadi shuda larki zana ki murtakib hoti hay to us ki saza 100 kooray (hunter) hay. Yeh saza dena bhi sirf Qazi k ikhtiyaar mein hay. Mein sex ko support nahi kerta lekin baat yeh hay k hamary muashray mein yeh buraieyan janam le chuki hein aur abb hum ne in ko khatam kerna hay. Ab jo larka ya lerki is ghalat amal se guzer chuka hay, hamari zimidari bunti hay k us ki madud karein aur us ko sahi raasta dikhayein. Thik hay aap sab ko aisay logoun ki beizzatti kerny ka haq hay (sori to say that) but is ka matlab yeh nahi k aap un ko mout k moun mein dhakail dein. yeh mery behen bhai pehly hi pareshan hoty hein aur aisay mein buhut kam logoun ko yeh forum milta hay. Meri dua hay k aisay sab log rahy raast per aa jayein. Haan yeh zaroor hay k nayi nasal ko is burayi ki taraf kjanay se rokna chahiye aur us ki liye kya lah-e-amal ho? to mery khayal mein class 6th se un ko sex education deni start ker deni chahiye. mein aik teacher houn aur 6th onward perhata houn. mujhay yeh sab buraiyan in mein nazer aati hein aur un ko roknay ka tareeqa bhi soch raha houn. inshah Allah jald hi is ko finalize ker loun ga. is mein aap sab ki help bhi chahiye ho gi. Is ki liye mein naya thread bhi start ker raha houn yahan per is liye tafsil se likh raha houn k aap meri baat samajh jayein aur kyun k Sharmily aur mera maqsad aik hay is liye bhi! lekin is thread ka topic mujhay pasand nahi aya. naya thread ka topic yeh hay "Isla-he-muashra bachpan se". Aap sab k comments mery liye keemti houn ge... hope for the best...
|
Amir4non |
Group: Members
Joined: 04th Dec, 2008
Topic: 1
Post: 13
Age: 27
|
|
Posted on:25th Dec 2008, 2:21am |
|
|
God bless shermili Ap ka post perha bohot hi acha likha, ap ne masla to bayan kr dya lekin is masle ka hal jo mujhe nazar ata he wo likhne ki koshish krta hon, me sirf pakistan ki bat karonga q k mujhe dosron ka ziyada pata nahi, mere khayal se in sb buraiyon ki waja cable or phr mobile phone hain, aj kal jo cable pe darame chalte hain un sb me yahi kuch dikhaya jata he k 1 lardka he use 1 ladki se pyar ho gaya or un k ghar wale un ki shadi per razi nahi hain, to 1 terhan se ye log lardka or ladki ka hosla barhate hain or dosri taraf parents ko in k pyar ka dushman or wilan k tor per dikhate hain, jb k parents to apni olad ka bhala hi chahte hain wo kbi b un ka bura nahi sochenge, or phr sone pe suhaga ye k mobile hr jaga hr kisi k pas a gaya he to ghar ki char diwari me jo ladki bethi he use to 1 terhan se mobile ne bahar ki dunya se mutaaraf krwa dya he, agar wo na b chahe to bahar k log us se rabta rakh skte hain or esa aksar howa b he, or ladkiyon ko apne ap ko is cheez se bachana b mushkil ho gaya he, to mere khayal se agar parents ne apne bachon ko ghar me cable or mobile ki saholat de rakhi he to ye un ka farz he k wo pehle se ziyada apni olad ki fiqar karain or un ki islah krte rahain or unhain smjhate rahain, me cable ya mobile k khilaf nahi hon, q k jahan in k nuksanat hain wahan faede b bohot hain, mene pehli dafa is forum me comment dene ki jasarat ki he agar koi ghalti ho to plz mujhe muaf kr di jiye ga thank u all |
sunny007 |
Group: Members
Joined: 22nd Dec, 2007
Topic: 44
Post: 4167
Age:
|
|
Posted on:25th Dec 2008, 5:04am |
|
|
punishment for illegal sex Islam main illegal sex ki punishment kuch youn muqarrar ki gaie hai
- when unmarried male/female do illegal sex
jab unmarried male or female, illegal sex karte hain, aur jab ye baat un par saabit ho jaie to Qazi k hukum par un ko 100 koorey die jate hain.
- when married male/female do illegal sex
jab married male or female, illegal sex karte hian, aur jab ye baat un par saabit ho jati hai, to Qazi k hukum par un ko sangsaar kia jata hai, Sangsaar ka tareeqa ye hai, k zameen main ek ghara khooda jata hai, aur us main Zaani ko gehrai main khara kar dia jata hai, aur phir us par mitthi daal di jaati hain, yahan tak k wo naaf tak zameen main dafan ho jaie aur us k haath b mitthi main baandh jaie, pir un per patthar bharsaie jaate hain, yahan tak k wo mar jaie.
|
sharmily |
Group: Members
Joined: 08th Nov, 2008
Topic: 5
Post: 398
Age: 23
|
|
Posted on:26th Dec 2008, 6:47am |
|
|
Sunny007:-) Thanks alot for ur information, May Allah Give u its Reward.
God Bless You |
sharmily |
Group: Members
Joined: 08th Nov, 2008
Topic: 5
Post: 398
Age: 23
|
|
Posted on:26th Dec 2008, 6:52am |
|
|
fao.guru :-) Thanks alot for the corecction and may Allah give you its reward. mery khayal ko tek karni ka shukria,
and i agree jo app ne kaha, humi on logo ko support karni chahye jin se yeh gunah hoa hai, likin es post mein to meine serf on larkiyon ko information diya hai jinone aj tak aisa kuch nahin kia, ya per on ki boyfriends hai likin sexual relation nahin hai, to mein on ko sex before Nikah ki consequences batana chahti ho. |
sharmily |
Group: Members
Joined: 08th Nov, 2008
Topic: 5
Post: 398
Age: 23
|
|
Posted on:26th Dec 2008, 7:17am |
|
|
Amir4non :-) first of all Thanks for ur support :-)
yeah your right jo solutions aur causes apni bataye hai woh bohut hi comon hai India and Pakistan mein.
I agree yeh cabel ki bohut bori effects par rahi hai humri society ki nawjawano per, but per bhi parents are main responsible, yeh on ki zimadari hai ki woh apni bacho ko kaise tarbiat deti hai, Agar parents laparwahi karengi to awlad bad tameez aur bad kirdar he banega.
Agar parents apni bacho ko bachpan se sahi rasta dika de aur osi bori aur achi kam mein farq karna sika de, aur bori dosto se on ki dori kardi, to bachi khud he nek aur shareef banti hai, aur sare zindagi apni parents ki advice ko follow karti hai.
jaha tak mobile phone aur internet ka sawal hai, jo bachi over 18 ho on ko etni aqal hoti hai ki kaise mobile use karne chaheye. The important group is bachi jo under 18 hai, parents ko chahye ki woh apni bacho ko sika de mobile phone ko kaise use karne chaheye, aur jab internet use karti hai, to kaise kari. mein to kehti ho ki parents ko hamesha apni bacho ko control mein rakna chaheye, jab woh net per kam karti hai, onki pas beta kare kabhi kabar take oni control kia kare.
PARENTS SHOULD NOT ALLOW THEIR KIDS (UNDER 18) TO WORK ON COMPUTER ALONE, IN PRIVATE ROOM;-)
Jin gharo mein bari behan bahi hai on ka bhi faraz banta hai ki apni choti behan bahiyo ko sika de ki kia sahih hai aur kia ghalat.
mery ghar mein meri saree behan bahiyo ki pas mobile phone hai, yahatak ki mery sister jo 13yrs ki hai. Nothing wrong happend jab humne kharida tha tab se mom and dadi ne kaha tha ki kaise use karo, stranger log agar miscall de ya per koi msg aye jini app janti nahin just ignor kare ya per humi bata di.
the same with internet, mery pass mera laptop hai, behan bahiyon ki pass bhi hai but humi se kisi ko bhi kisi paray skhas ki saat dosti nahin hoi, kabhi net per boyfriend dondni ki koshish nahin ki. to agar hum mobile aur internet ko kam blame kare acha rahega, the main thing to balme is our tarbiat.
jine achi tarbiat milti hai woh mobile, laptop, cabel en sab ki hoti hoi bhi, achi kaam karta hai, aur apni Izzat aur ma bap ki Izzat ka khayal rakti hai.
Bachi sare bohut sweet aur cute hoti hai, yeh ki woh Albert Einstine banti hai ya per Adolf Hitler, yeh depend karta hai, on ki tarbiat per. (plz don,t laugh its just an example:-)
Mein yeh bi janti ho ki koi bhi ma baap apni bacho ko nahin kahega ki jao logo ko maro ya per bori kam karo, serf on ki anjani laparwahi aur belawajah ki lad piyar hi onki bacho ki mustaqbel ko kharab kardity hai.
mein yeh nahin kehti ki parents lad piyar nade, bilkul de zaror de, likin etna bhi nahin ki bacha sara din galyon mein gum ho aur raat ko ghar aye, aur ma bhi ghar bet kar khosh hai ki kel rahi ya raha hai.
What you guys say Am i wrong?
|
sunny007 |
Group: Members
Joined: 22nd Dec, 2007
Topic: 44
Post: 4167
Age:
|
|
Posted on:26th Dec 2008, 7:26am |
|
|
sharmily Mein yeh bi janti ho ki koi bhi ma baap apni bacho ko nahin kahega ki jao logo ko maro ya per bori kam karo, serf on ki anjani laparwahi aur belawajah ki lad piyar hi onki bacho ki mustaqbel ko kharab kardity hai.
bilkul theek kaha aap ne.
mind blowing job, i think aap ne wo saare cheeda cheeda khasosiat collect kar k share ki hain, jo basically ek bache ki achi tarbiat k lie zaroori hai.
very good......... |
saira khan |
Group: Members
Joined: 15th Dec, 2008
Topic: 13
Post: 164
Age: 23
|
|
Posted on:26th Dec 2008, 9:20am |
|
|
To sharmily Excelent yara keep it up.I like ur post very much. |
sharmily |
Group: Members
Joined: 08th Nov, 2008
Topic: 5
Post: 398
Age: 23
|
|
Posted on:26th Dec 2008, 10:57am |
|
|
Sunny007 and Saira khan thanks lot for ur support
God Bless you |
fao.guru |
Group: Members
Joined: 16th Dec, 2008
Topic: 6
Post: 100
Age: 30
|
|
Posted on:26th Dec 2008, 12:00pm |
|
|
Sharmily :-) ok and sorry if i was too harsh on ur comment. Infact I read alot posts here in which people do insult the girls only on being guilty. so i was much angry at that time wen i wrote that comment... |
sunny007 |
Group: Members
Joined: 22nd Dec, 2007
Topic: 44
Post: 4167
Age:
|
|
Posted on:26th Dec 2008, 12:26pm |
|
|
sharmily u are welcome
wesy es main thanks ki koi gunjaiesh nahi hai mere khayal se, postive kaam k lie positive reply hi honi chahie,
haan albata aap ne dua jo ki hai, us ki sakhta zaroorat hai ham ko, dua main zaroor yaad rekhie ga, thanks for that
khush raho |
sharmily |
Group: Members
Joined: 08th Nov, 2008
Topic: 5
Post: 398
Age: 23
|
|
Posted on:27th Dec 2008, 5:46pm |
|
|
fao.guru :-) no need to say sorry i didn,t mind that
thanx for ur post
God Bless You and sunny too |
|