|
TheRock |
Posted on : Friday, 29th May 2009, 8:03pm |
Group:
Members
Joined: 24th Aug, 2008
Topic:12
Post:171
Age:25
|
@@saleem.@@@@mna1978 ISLAM ME KAHAN likha hai hai k 14 years ki bacchi se nikkah karloo yeh nikah kaisa hoaaaaa larki me samjh nahin hia ksi b baat ki or tum bhaii parhe likhay nahin hoo kia jo ghar walon ki baaton me ahker 14 years ki larki see shaadi karliii yaar ALLAH BEHSAK JOORAY banaata hai lkn kch rishtay insan b banaalete hian zaberdasti k bina sochay samjhay ALLAH nee aqal b di hai insan hoo k usko use karry 18 years me baaligh umer hai islam me i know k aaj kal girls 11 ya 12 me hi ho jati hain baaligh lkn baaligh hone see un me maturity itni jaldi nahin ahti hai samjhay.................or agr tum educated hoo to tumne aisa faisla q liyaaaa or tum me itni aqal nahin hai k 14 years ki bacchi se yeh abatein karoo gay to uski yehi haalat hoogiii........usko thora mature hone doo atleast 16 years ka hone doooo pir ussay yeh sab baatein karnaa tumhe itni jaldi kiaa hai ??? agr jaldi hai in sab baaton ki to aik mature larki se shaadi karlooo ok
|
|
TheRock |
Posted on : Friday, 29th May 2009, 8:04pm |
Group:
Members
Joined: 24th Aug, 2008
Topic:12
Post:171
Age:25
|
@@saleem.@@@@mna1978 ISLAM ME KAHAN likha hai hai k 14 years ki bacchi se nikkah karloo yeh nikah kaisa hoaaaaa larki me samjh nahin hia ksi b baat ki or tum bhaii parhe likhay nahin hoo kia jo ghar walon ki baaton me ahker 14 years ki larki see shaadi karliii yaar ALLAH BEHSAK JOORAY banaata hai lkn kch rishtay insan b banaalete hian zaberdasti k bina sochay samjhay ALLAH nee aqal b di hai insan hoo k usko use karry 18 years me baaligh umer hai islam me i know k aaj kal girls 11 ya 12 me hi ho jati hain baaligh lkn baaligh hone see un me maturity itni jaldi nahin ahti hai samjhay.................or agr tum educated hoo to tumne aisa faisla q liyaaaa or tum me itni aqal nahin hai k 14 years ki bacchi se yeh abatein karoo gay to uski yehi haalat hoogiii........usko thora mature hone doo atleast 16 years ka hone doooo pir ussay yeh sab baatein karnaa tumhe itni jaldi kiaa hai ??? agr jaldi hai in sab baaton ki to aik mature larki se shaadi karlooo ok
|
|
mna1978 |
Posted on : Saturday, 30th May 2009, 6:34am |
Group:
Members
Joined: 27th Jan, 2009
Topic:7
Post:227
Age:31
|
TheRock Dekhain Bhai... Hamara Sub say bara masla he ya hai kay... Har baat main hum pochty hain kay Islam main kahan lekha... Agar aap nay ya kahain nhi dekha to is ka ya matlab nhi kay ya lekha nhi hai...
Jis traha Uneducated or Jahil Main faraq hota hai... isi tarha Educated to Aqal Mand Main bhi faraq hota hai... Zarrori nhi har educated admi Aqal Mand bhi hoo....
For your kind information... Jab Hazat Ayesa(RA) ki shadi Muhammad(SAW) kay sath hoye to un ki umar 9 saal the... Keya Muhammad(SAW) ki zindega islam nhi hai...
Main aap say ya pochta hoon Islam Main ya kahan lekha hai kay 14 saal ki lary say sahi na karo....
Agar koyee baat aap ko achi nhi lagy to is ka ya matlab nhi kay woo Islam Main allowed nhi hai...
Aur aap say guzarish hai kay kisi kay azty mamlat main is had tak dakhal na dain... kay un ka dil dukh jayee....
Aur Jahan tak educated hont ki baat hai... to apny aap ko tees maar khan samajny ki koyee zaroorat nhi.. pehly apni knowladge ko update karain phir doosrron par ilzam lagain....
|
|
saleem. |
Posted on : Saturday, 30th May 2009, 6:38am |
Group:
Members
Joined: 28th May, 2009
Topic:1
Post:11
Age:26
|
reply assalam o alikum!
TheRock
app chate kya ho ?
app ne mna1978 bhai ki baten nahi paren kya?main kya talakh dy dun ab ya ap ke samjh nahi aai to app dobata puch lo mna1978 se app ki masware ka shokriya ap ke mashware mere ko nahi chiye ok main ne jawab kisi Docter se pucha hai ya jis ko pata hai sahe....thanks .... |
|
saleem. |
Posted on : Saturday, 30th May 2009, 6:46am |
Group:
Members
Joined: 28th May, 2009
Topic:1
Post:11
Age:26
|
reply mna1978 bhai app ne meri Knowledge main ek aur baat izafa ki ALLAH ap ko es ka ajar dy ga thanks mna1978 bhai ..
main ne pucha tha apni wife se unho ne kaha tha ke mere k kuch nahi hota aur yeh kaha tha mere pas es ka jawab nahi hai bus yeh bataya tha ke mere haat paoun thandy ho jate hain aur jawab nahi hai mere pass ab... |
|
zeb |
Posted on : Saturday, 30th May 2009, 8:51am |
Group:
Members
Joined: 18th Aug, 2007
Topic:105
Post:12155
Age:28
|
saleem cool down yar
kia ho gya hai
itna emotional kion ho rahey ho bhai |
|
rafaz |
Posted on : Saturday, 30th May 2009, 11:24pm |
Group:
Members
Joined: 14th Mar, 2007
Topic:12
Post:340
Age:48
|
BRIDE AGE Islam may shadi k lyee koi khas umer neehe rakey gyee ha sirif yee kaha gya ha k jeb lerka lerki baligh ho jayee to shadi ho sakti ha isai lyee ulmas yee khety heen k larki ko jeb phela haz ayee to us k bad us ki shadi ho sakti ha koi mamaneat neehe ha. yee bhee kaha jata islam may k larka larki jeb jawan ho jayee to shadi may jaldi karo isi lyye yee kjaha jata ha k larki ko doosra haz us k shoer k gher per hona chayee yee sirif medically aaj kak k doctors khetey heen k shadi k lyee larki umer 18 saal honey chayee. wesay aap logon k lyee ek baat betlata hoon k Hamarey NABI PAK(peace be upon him ) ney jeb Hazret Bibi Ayesha say shdi ki to un ki umer taqreeben 53 years thee
|
|
saleem. |
Posted on : Sunday, 31st May 2009, 7:50am |
Group:
Members
Joined: 28th May, 2009
Topic:1
Post:11
Age:26
|
reply bhai rafaz mna1798 ne Ayesa(RA) ki age kuch aur kahe hai aur app kuch aur batare hain ab main kis ki baat pe bhrosa karon aur mere sawal ka jawab to abhe tak nahi mila mere ko ..plz ultha sidha kehne se acha hai mere sawal ka jawab dy dyen jisay sahe pata ho aur jo es baat ko sabit karsakta ho.
thanks. |
|
Seemi |
Posted on : Sunday, 31st May 2009, 8:39am |
Group:
Members
Joined: 11th Sep, 2007
Topic:27
Post:4705
Age:23
|
mna
"Jab Hazat Ayesa(RA) ki shadi Muhammad(SAW) kay sath hoye to un ki umar 9 saal the... Keya Muhammad(SAW) ki zindega islam nhi hai..."
Pehlay to apni info correct kar lein.. k jab Pyaray NABI PBUH ne Hazrat Ayesha RA se nikah kiya us waqt un ki age 9 years thi lekin rukhsati 13 years ki umars mein hoi thi.... Or us waqt ki larki or aaj ki larki mein bohat farq hai.. Food ka, climate ka or environment ka... Aap kya apni behan k liye pasand karein ge k woh 14 saal ki umer mein aik baby goud mein le ke bethi ho... Grow up. Yahan baat islamic point of view se nahin ho rahi.. Mojooda dour mein aik larki ki feelings ki ho rahi hia...
Agar saleem sahab yeh chah rahay hein k in ki 14 saal ki wife waisay hi respond karay jaisay aik 25 years ki larki karti hai to it is not possible. Aap khamkha jazbati ho rahay hien. Mein yeh nahin keh rahi k yeh shadi ghalat hoi hai , mein bas yeh keh rahi hoon k aik 14 saal ki larki se is stage per romantic response ki expectation rakhna bewaqoofi hai.. Us ko apnay ghar le aayein.. us ko time dein.. us ki care karein, ahista ahista us k dil mein khod saleem sahab k liye pyar or respect paida ho jaye gi...
Agar Nabi Pak PBUH or Hazrat Ayesha RA ki example li jaye tab bhi Pyaray NABI PBUH un ko shoroo shoro mein bachoon ki tarah entertain kiya kartay thay or un ki saheliyan aa ker un k saath khaila karti thi.. Mera nahi khayal k NABI SAW ki yeh intention ho gi k Hazrat Ayesha RA rukhsati k aik saal baad hi baby deliever karein...
And 2nd thing.. Aap baat ko pehlay samajha karein phir comments kiya karein.. Mein ne Khuda ka khouf ki baat is sense mein ki k woh aik 14 saal ki larki se kya expect kar rahay hien.. Wife ya starnger ki baat kahan se aa gayi beech mein..
|
|
misha_ch |
Posted on : Sunday, 31st May 2009, 11:42pm |
Group:
Members
Joined: 06th May, 2009
Topic:0
Post:212
Age:21
|
Sahee Buhari sahee Bukhari main ha k Hazrat Ayesha ki umar 9 saal thi rukhsati k waqt...........so agar koee insaan kisi ko is tarha k amal pay galat kahta ha to wo sunnat ka b mazaq urata ha is liay plzzzzz soch samajh k baat kiya karin
The rock.........ap nay bohat galat baat ki.........kitni ghatiya harkat ha k kisi k personals ko discuss karna aur phir apni ray ko istimaal kar k us ka mazaq urana......ap senior member ho k aisee harkat keon kar rahay hain.....baat kahnay ka koee tariqa hota ha |
|
|