Kam seelan ke saath agar jism mei susti bhi hai tu mumkin hai thyroid ki kami ho ya anemia ho. kam seelan ka yeh matlab nahi hai keh bachcha dani saaf nahee ho pa rahi hai. thyroid normal hai ya nahee. iss ka test mahir doctor hi ker sakti hai. apne shahar ke medical college mei doctor se rabta karain aur on se mashwara le ker yeh test ker walain. anemia ky liuy bhi khoon ki janch kara lain masla kya hai yeh maloom hone se saheeh ilaj ho sake ga.