Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Respect The Views Of Others - Doosrey Kay Nukta e Nazar Ko Janna  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
7714
 
Respect The Views Of Others
  • Aankhein bund kar kay ab iss waqaey ko dobara apney zehen mein laein to burey asraat khatam ho chukey hongey agar khatam na hun to frame badal kar dekhein yani koi aur frame lagaein.

       41.  Ba'az auqaat mian biwi ya saas bahoo mein kisi baat per ikhtilaaf ho jata hai to phir tuu takaar hoti hai (behter to yehi hai kay ghar mein khushgawar mahol ko qayem rakhney kay liye ma'amooli ikhtilaf-e-ra'ey ko nazar andaz karein) iss surat e haal mein har fard apney nukta-e-nazar ko durust samajhta hai aur doosrey kay nukta e nazar ko samajhney ki koshish nahin karta. Ba'az auqaat humara nukta e nazar durust nahin hota magar humein ehsaas nahin hota agar hum iss ma'amley ko doosrey kay nukta-e-nazar sey dekhein to humein ehsaas hoga kay unn ka nukta-e-nazar bhi ghalat nahin doosrey kay nukta-e-nazar ko janney kay liye mandarja zael mushq sey faeda uthaya ja sakta hai.

Mushq no. 10

  • Kisi pursukoon jagah aaraam sey beth jaein teen lambey saans lein aankhein bund karlein.
  • Tasawwur karein kay aap kay saamney ek screen hai iss screen per iss waqae ko apney nukta-e-nazar sey dekhein.
  • Ab isi screen per iss waqaey ko doosrey fard kay nukta e nazar sey dekhein iss tarah tasawwur karein kay iss waqaey ko doosra muta'alliqa fard isi screen per dekh raha hai aap bhi uss kay peechey khari hain aap ki thori uss kay kandhey per hai ab aap iss waqaey ko doosrey fard kay nukta-e-nazar sey dekh rahi hain ya aap uss kay ander daakhil ho kar bhi uss kay nukta-e-nazar sey uss waqaey ko screen per dekh sakti hain.
 
 
<< Next       Prev >>
249250251252253254255256257258259
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012