Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Lack Of Orgasm - Psychological Reasons  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
43145
 
Lack Of Orgasm - Psychological Reasons

    3. Aisi khwateen ba'az haalaat mein orgasm hasil kar leti hain aur ba'az mein hasil karney mein nakaam rehti hain.

    Master & Johnson ki research kay mutabiq iss masley ki zyada ter wajoohaat nafsiyati hoti hain jab kay jismani wajoohaat bohut kam hoti hain ta'hum inn wajoohaat ko bhi madd e nazar rakha jaey.

 

Nafsiyati Wajoohaat (Psychological Reasons

  Ahem nafsiyati wajoohaat darj zael hain:

       Zehni daba'u, thakawat, koi sadma, mian biwi kay kharab ta'alluqaat, jinsi ilm ki kami, namunasib tariqey, khauf, kisi kay aajaney ka khauf, bachey kay jag uthney ka khauf, hamal ka khauf, sex kay hawaley sey manfi tasawwuraat, mubashrat ko bura aur gandi cheez samajhna, iss hawaley sey ehsas e gunah aur jurm, jinsi jazbaat kay hawaley sey sharmindagi, phir inn jazbaat ko dabaney ki koshish karna, mubashrat kay dard ka khauf, mard sey nafrat, jinsi jazbaat ki kami, la shaoori wajoohaat.

     Kuch aurtein baqa'eda orgasm ki muzahimat karti hain kyun kay unhein jinsi jazbaat kay tehat bey qaboo honay ka khauf aur phir sharmindagi ka ehsaas hota hai ba'az auqaat orgasm hasil na karney mein baar baar naakami ki wajah sey aurat ko tawaqq'a ho  jati hai kay woh orgasm hasil na karey gi aur phir woh hasil nahin karti iss masley ki yeh ek ahem wajah hai phir yeh manfi tawaqqa'a iss masley ko mustaqil bana deti hai.

 

 
 
<< Next       Prev >>
159160161162163164165166167168169
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012