Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Sar aur back bone kay doosrey aur teesrey mohrai ko chot lagnay sey bhi mardana quwwat kam ya bilkul khatam ho jati hai. Baaz auqat iss masley ki wajah jinsi harmone testosterone ki kami hoti hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | More Erectile Dysfunction Causes - Jinsi Kamzori Wajoohat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
44216
 
Erectile Dysfunction Causes - Jinsi Kamzori Wajoohat

 jis ki wajah sey fard ko tanau (erection) ka masla paida hojata hai. aj kal cigarette noshi bhi naa mardi ki ek ahem wajah hai.

 

Chot

 

    Sar aur back bone kay doosrey aur teesrey mohrai ko chot lagnay sey bhi mardana quwwat kam ya bilkul khatam ho jati hai. Isi tarhan khusyey aur Peeshab ki naali ki chot sey bhi yeh masla paeda ho jata hai.

 

Jinsi Hormone Ki Kami

 

    Baaz auqat iss masley ki wajah jinsi harmone testosterone ki kami hoti hai. Aisey afraad ki tadaad 5% hai. Iss ki kami ko jannaa koi mushkil nahi. Agar aap ko tanau (erection) kay masley kay sath jinsi khwahish ki kami ka masla bhi hai aap ka mushtzani ya mubaashirat (intercourse) ko dil nahi karta. Kisi khoobsurat aurat ko dekh kar jinsi khwahish paeda nahi hoti to zyada imkan yehi hai kay aap kay jinsi hormone ki satah normal sey kam hai. Lab test sey bhi testosterone ki satah ka pata chal sakta hai. Yeh test blood lay kar kya jata hai.

 

Atherosclerosis

 

    Iss beemari mein fard ki artries sukht ho jati hain. Inn kay ander kuch ma'addey jama ho jatey hain jis ki wajah sey yeh sukht aur tang ho jati hain. Inn mein blood ka flow kam ho jata hai aur tanau (erection) nahi hota ya pura nahi hota. (Fard ko tanau (erection) tab hota hai jab zakar ki naaliyun mein blood jata hai) iss ki amomi wajah cholestrol ki zyadati, cigarette noshi, blood pressure aur sugar ki beemari hoti hai.

 
Erectile Dysfunction Causes - Jinsi Kamzori Wajoohat
 
<< Next       Prev >>
207208209210211212213214215216217
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012