Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Sex timing ki bohut ahmiyat hai. Tajurba karein aur note karein kay aap kis timet sex sey ziyada lutf uthaatey hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Sex Timing - Sex Date - Sex Mein Waqt Ki Ahmiyat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
73790
 
Sex Timing - Sex Date - Sex Mein Waqt Ki Ahmiyat

Sex timing ki bohut ahmiyat hai. Baaz afraad raat ko jald aur baaz der sey ziyada lutf uthaatey hain. Isi tarhan baaz raat kay bajaey subah kay waqt ziyada lutf andoz hotey hain. Tajurba karein aur note karein kay aap kis waqt (time) sex sey ziyada lutf uthaatey hain.

 

    8.  Biwi kay sath mil kar taey karein kay jinsi amal weekly yeh monthly kitni bar hoga aur kab hoga. Jadeed zaban mein iss ko sex date kaha jata hai. Iss sorat nay azdawaji zindagi kay lutf mein bohut ezafa kar diya hai. Iss sorat mein donon ziyada waqt nikal saktey hain. Bharpoor tayyari kar saktey hain aur sex ki zabardast planning kar saktey hain. Magar kabhi kabhar surprise bhi dein. Taey shuda waqt sey hatt kar bhi mubashrat (intercourse)  karein. Kisi ghaer mutawaqqah jagah maslan bathroom mein jinsi amal sey lutf uthaein. Jinsi zindagi mein josh ko barqarar rakhney kay liye surprise bohut mua'sser hai. Iss mein sex date ka tasawwur shuru hi sey mojod hai.

 

    Hazrat Oas Bin Oas sey marwi hai ka Allah kay piyarey nabi Hazrat Muhammad(P.B.U.H) ney farmaya jo shakhs juma kay roz ghusl karey aur (biwi sey ham bistiri kar kay isey bhi) ghusl karaey (jumma parhney kay liye masjid mein) jald aaey to isey (masjid mein janay aur anay waley) har qadam kay badley ek saal kay rozey aur ek saal kay qayam (raat ki ibadat) ka sawab miley ga. (Tirmizi)

 

    Yani Thursday ki raat yeh Friday sey pehley mubashrat (intercourse)  karna mustahib hai. Waisey kisi din bhi ki ja sakti hai Allah kay nabi Hazrat Muhammad (P.B.U.H) sey yeh cheez bhi sabit hai.

 
Sex Timing - Sex Date - Sex Mein Waqt Ki Ahmiyat
 
<< Next       Prev >>
147148149150151152153154155156157
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012