Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Hazrat Muhammad(P.B.U.H) ney apney ummat kay logon kay liye kanwari larkiyon sey shadi ko pasand farmaya hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Marriage In Islam  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
97909
 
Marriage In Islam

 Aik aur hadees hai: "Kawari larki sey nikah kiya karo kyun kay woh shereen guftaar hoti hain, ziyada bachey janti hai aur thori cheez per jald razi hojati hai." (Ibn-e-Maja)

 

    Lekin Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay bevah aurton sey shadi karney sey mana nahi farmaya. Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay khud bevah aurton sey shadi ki. Albatta Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay apney ummat kay logon kay liye kanwari larkiyon sey shadi ko pasand farmaya hai.

 

    Kuch din pehley meray paas neem pagal patient laya gaya jiski kuch month pehley shadi hui thi. Iss ki biwi pregnant thi. Nafsiyaati analysis kay doran maloom hua kay issko apni biwi pasand naa thee, issnay shadi sey pehley apni biwi ko dekha naa tha. Isssey isska jism pasand naa tha. Iss nay biwi ko uskay parents kay ghar bhaij diya kyun kay ussey uska qurb bhi naa pasand tha. Issnay kay bar divorce deynay ka socha magar buzdili aur khandani presssure ki wajah sey woh aisa naa kar saka aur soch soch kar neem pagal hogaya.

 

    Jadeed mahir-e-nafsiyat iss baat per agreed hain kay mard basarat kay zariya jinsi tor per stimu'nhlate hota hai. Yani mard kay jinsi jazbaat aurat ko dekh kar ubhartey hain. Doosrey lafzon mein mard aurat kay husun, zahiri shakal-o-surat aur jismani saakht ki wajah sey pasand karta hai. Agarcha har fard kay husun ka meyar mukhtalif hota hai. Jab kay aurat zahiri shakal-o-surat ko ziyada ahmiyat nahi deti bul kay aurton kay liye mard ka profession aur social status shadi mein ahem kirdar ada karta hai.

 
Marriage In Islam
 
<< Next       Prev >>
1718192021222324252627
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012