dr sahab aap ki books parh kr to ye lgta hy k mushtzani halal hy,or dil khol k kro.me to is sy bachny k lye yhaan aya tha?????
agr mushtzani halal or jaez hy,or kioi gunah or side effect ni to is k baad insan ko ehsas e gunah q hota hy??? or sadyon purani tehqeq ka kia ghlat hy???? kia me roz din me 1,2 ya 3 bar musht zani krun kuch ni hogs?? plzzzzzz in qs ka zrur jwaab dejye g
or aap ny kaha DR. sahab apni book me k ap ny kbi mushtzani ni ki,to dusron ko kyo targheeb dy rhy han???
me is sy bachna chahta hun koi thoos reason den k me mushtzani chor dun????
Mushtzani k Nuksan to confirm ha, Han kisi ko hota ha or kisi ko nieh. Lakin bohat ziada adet say Nuksan must ha.
Lakin Dr. Sahib nay ye bat kisi or nazray say ki ha, jo shayed ap ki samjah main neih Ayee.
Derasal Dr. Sahib nay Batoon Batoon main Un Logoon ka Ilaj kia ha jo is Marez main Mubtala hain. ( Yani K jo ho gia so wo ho gia) Past k tention door kernay k liay Dr. Sahib nay ye likha ha, ( In my Point of View)
Jo moshtzani kerta ha usay ye zaror sochna chaya k wo Apni honay wali Bivi ka Haq Zia ker raha ha.
Yarkaan (Peelia) Moshtzani ki waja say ho sakta ha, or Ankhoon per Halky Moshtzani ka ultmiate result ha. or dora result Bachani ha jo Moshtzani ker walay ko Foren ho jati ha.
Bhai Sab, Chaman na bilkul theek kaha. dr. Saab ka message shayad ap nahi samajh pay. wo to sirf un logo ko shara aur hosla de rahein hein jo iss mey mubtila hein aur umeed kho bethey hein ke unki taqat khatam ho gai hay. hum sab samjdar hein aur khoob jantein hein k humare liye kia ghalat hei aur kia sahee.
Masht zini ek buri aadat hay aur iss se bachna chaheiye. Haan agar aap kisi moqa par itne kamzor hojayein k zana keliye raazi hojai to iss se behtar hey ke aap mashtzini(masturbation) karley kyunke zina buhat bara gunah hey.
Islmically point of view say yee mana ha nahee kerney chayee ,leken shadi k bad aap ager chayee to bivi k hands say aap mushtzani ker saktey heen yani k discharged ho saktey heen leken khood say kerna mana ha.
Medical point of view say yee bilkul bhee nuqsan dey nahee ha ,leken esa bhee nahe ha k aap her waqt kertey raho
to all members i don't know kay dr. sahib nay kia point of view rakah ker yeh likha hai k mushtzani ka koi nuksan nahin hota yeh to wo houd hi jawab day suktay hain lakin main itna janta hoon k is kay nuksanat hain. frequently say karnay wala sub say pehlay appni back main pain mahsoos karin gay. Stemina main kami hogi sans jaldi phool jai ga. hakeem log is ko galat karar datay hain or dr. hazrat is ko normal kehtay hain. yehan aik waqia k baray main likna zaroory sumjta hoon k aik dafa kuch sahabioon nay Hazrat Muhammed (Salalaho alahay walhi wasalm) say is mushatzani k baray main poucha to jawab yeh mela k is say behtar hai k tum shadi kar lo or is amal ko napasand kia. isi lie jub koi musht zani karta hai to us ko ehsas gunnah hota hai. or is mushtzani ki waja bahut ziada sexy films dekhna buray larkon ki suhbat or waqat per shadi na hona hai. Islam nay her cheez ka hal dia hai hum nay houd baja namoud numaish wali rasoomat shamil kar rakhai hain. app agger Islamic way main bachey yeh bachi k baligh hota hi shadi ki taraf towja dain to yeh sub nahin hoga
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.