JollyBoy
|
Group: Members Joined: 10th Oct, 2007 Topic: 7 Post: 117 Age:
27
|
|
Posted on:21st Sep 2008, 5:39pm |
|
|
After Engagement: Romance and Love Allowed or Not?
As`salam o Alykum
i have a question that after engagement, romance/love allowed? or not. what you guys think that it should have relaxations? i know islam dont allow it even talk but that time boy & girl get married soon as they are baligh. But now boy & girl get marry when they are over or under 30 years of age. So, what are your point of views? Romance in limits should be allow?
Sameer ALi
|
ash28
|
Group: Members Joined: 02nd Aug, 2008 Topic: 7 Post: 347 Age:
29
|
|
Posted on:21st Sep 2008, 6:46pm |
|
|
jollyboy... Romance.....how it possible Mr....? |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 100 Post: 4647 Age:
38
|
|
Posted on:21st Sep 2008, 6:58pm |
|
|
Jollyboy ours Point of view should be same as ours Mazhab says.
Islam me Mangani ke bad bhi Romance ki Ijazat nahi hai.And this is Valid for each Older. Age 30 ho ya 18 same rules....for all. |
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4259 Age:
29
|
|
Posted on:21st Sep 2008, 7:39pm |
|
|
rE: After Engagement: Romance and Love Allowed or Not? Agar sirf mangni hoye hai tou ye gunah hai, likin agar nikah hogaya hai aur sirf ruksati baki rehti hai tou religious point say ye gunah nahi hoga, magar social point say ye thek nahi hoga , kyunkay socially marriage tabhi complete samjhi jati hai jab ruksati bhi hojaye.......is liyain behtar yehi hai k shadi tak aur wait karliya jaye...
|
Sooth
|
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1937 Age:
|
|
Posted on:21st Sep 2008, 9:44pm |
|
|
re: ager engagement ke bahd aur shaadi se pelhay romance kerna allow hotta tu Allah ne ye kuin hukam day diya ke shaadi keroo.es liay aap shaadi/nikaah ka wait kerain.aap dono ka es me hi faeda hai aur es ko read kerain:
· Premarital Relationships – Why Not? |
Tehseen
|
Group: Members Joined: 20th Feb, 2007 Topic: 53 Post: 386 Age:
31
|
|
Posted on:22nd Sep 2008, 6:01am |
|
|
Replay mangni ik promise hota hey k kuch time k bad shadi hogi aur is mein to bohat Ahatiyaat ki jati hey |
SOFI
|
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
30
|
|
Posted on:22nd Sep 2008, 7:26am |
|
|
Jollyboy bhai Mangne Sharan Nekah nahe balka mahaz Wada Nikah hai jis sa Mahromeyat nahe hote keyo ka ya khatam bhe ho sakte hai isleya Nekah sa qabl Mangne ka baad larka aur larke batakalofe aekteyar karna Sharan Jaez nahe issa ahtaraz karna lazem hai ummed ka baat samaj agae hoge jab baat karna ke he ejazat nahe to Romance ke kaha sa hoge.
Jab Shareyat jis sa Nekah ka Wada keya gaya hai ossa baat karna ke ejazat nahe date hai to pher aek aam insan sa baat karna ke ejazat kaha sa dage kher aj ka door ma ya Jaez hai sab ka paas agar koe mana karta hai to ossa bahas karna lagta hai aur mana karna wala ko galat sabit karta hai Allah ham sab par raham kara Ameen. |
zeb
|
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13607 Age:
33
|
|
Posted on:22nd Sep 2008, 8:50am |
|
|
jollyboy yar kuch bhi ho jaye ap engagement k abd shadi se pehle apni mangater se na hi mileyn to behter hai bcoz it is not allowed in islam
kisi bhi namehram se milna ya baten kerna ya dekhna tak bhi gunnah hai...
mehram ap shadi k bad banyen gay un k...us k bad jo marzi kerna |
rajmallik4
|
Group: Members Joined: 21st Sep, 2008 Topic: 2 Post: 16 Age:
28
|
|
Posted on:22nd Sep 2008, 9:42am |
|
|
all agreed
|
JollyBoy
|
Group: Members Joined: 10th Oct, 2007 Topic: 7 Post: 117 Age:
27
|
|
Posted on:24th Sep 2008, 3:56pm |
|
|
Thanks... As`salam o Alykum
Thank you all guys.. btw, romance could be in term of care and some love.
Kiyonk Mobiles nay boht kuch asaan kardiya hay.. Main apni Fiancee ki just care karta hon, to woh thori emotional ho jati hain to tapak tapak ansu girtay hain.. to main onkay forhead par aik paari kar deta hon... or thori dair hath pakar k batain kartay hain..
Well, mujeh maloom hay baat karna bhi jaiz nahi.. Lekinn ismain aapki ghalti nahi na meri ghalti hay.. ghalti hay to maashray ki hay or hamary parents ki bhi hay kiyonk Islam main to sakhti say Hukam hay k jesay hi Larka Larki Baaligh ho Shadi Kar Deni Chahiyeh.. Lekin Ham to Janab Nahi kartay.. To ALLAH Nay Kisi Waja Say hi yeh Huqam Diya Tha.. to Waja woh Yeh Saari Thi.. Kiyonk k Baaligh Honay k Baad Controle boht Mushkil Hota hay.. Larka or Larki main attraction hoti hay..
In the end beshak yeh Gunah Hay.. Lekin FLIRTING Say 100 Gunah Behtar hay k Apnay Honay Wali Shareekay Hayaat Say Kuch Waqt Pyaar Bhari Batain Kar Lay.. Issay Rishta or Mazboot Hota Hay..
Hope you guys will take it in Positive Sense..
Regards.. Dspr. Sameer ALi
|
JollyBoy
|
Group: Members Joined: 10th Oct, 2007 Topic: 7 Post: 117 Age:
27
|
|
Posted on:24th Sep 2008, 4:33pm |

Posted on:24th Sep 2008, 4:47pm |

For More Detail Click On Page No: 1 |
|