khilji medically musht zani ka koi nuksan nehin.aur na he es se health kharab hoti hai..han ager aap mentally sochey ge ke aap weak ho gaye hain to aap wake mein he weak hone lag jaye ge.lekin musht zani aak bad habit hai ose choor dena chahein.
read this: Masturbation (Musht Zani) readthis: How Control Masturbation read this: Semen
study mein dil na lagna aur thodi dair study kar ke bore ho jane ki waja bhi musht zani nehin hai..study kisi se zabardast nehin karwayi ja sakti..yeh to khud apne ander shouk ki baat hai..
jab shouk he na ho to phir thoda phar kar insaan bore he hone lagta hai aur os ki waja musht zani samujta hai..jab ke musht zani mind ke liye refreshing ka kaam karti hai es se body free ho jati hai aur insaan mentally tour par easy feel karta hai.
aap jis subject ki study kar rahe ho os mein aap ka ager dil nehin lag raha to aap subjects change kar ke dekh lo.ho sakta hai phir aap ka dil kare study karne ko.
early discharge hona koi bimari nehin aur na he es k ilaj ki zaroorat hai.you read my article. Article of early Discharge
|