Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Paigham e Quran and Hadees
 
Warning: This Website is not for people who are less than 16 years of age. Please exit
 
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Menses Delayed

Unmarried Girls Problem
 
 
fazia Group: Members  Joined: 21st Apr, 2007  Topic: 14  Post: 47  Age:  29  
Posted on:16th Aug 2008, 6:36pm
 

Menses Delayed

Salaam everybody.
main ny kuch din aphly apni aik friend ka problem discuss kiya tha jis ka rape howa tha.
ab problem ye hy k us k sath wo incident 14 june ko howa tha.4 june ko us ko periods howy thy.then 8 july ko  howay, but now she says k aaj 16 august ho gaya hy but she didnt have her periods.us ka 35 days ka cycle hai.

She wana know k kiya 35 dys is tarha poory hon gy k is month ki 8 ko 30 days ho gay.
Then 13aug  ko 35,to kiya in 35 days k bad next preriods  hon gay??? 
She is very much worried.plz is ka reply zarur kijye ga,specially doctors n experts.

Thanx

bay khaber Group: Members  Joined: 01st Aug, 2008  Topic: 1  Post: 39  Age:  44  
Posted on:16th Aug 2008, 6:49pm
 

foran test kerwain

is say pehlay bhi yeh topic kisi aur rang main discuss ho chuka hai

islam nay talaaq ya widow ki IDAT 4 month 10 din isi liyay rakhai hai kay hamal in dino main kabhi bhi zaher ho sakta hai

is liyay aisi kisi bhi surat main foran test kerwalain aur is gandagi ko saaf kerwa lain

ho sakta hai kisi ko is baat per etraz ho kay main nay aik bachay ko jo abhi paida honay wala hai gandagi kaha lakin yeh zaroori hai kiyunkay ager jaisa kay aap nay bataya yeh aik rape hai to yaqeenan intehaai nafrat hai ap ki dost kay dil main us shakhas kay liyay jis ka yeh makrooh feal hai

is liyay sari zindagi zehni azaab ki bijai abhi say is ka saafaya behter hai

dooseri baat yeh sab indian drama aur filim main hi chalta hai kay aisay bachon ko paida kerna aur palna ho

haqeeqat is say kaheen talakh hai

 

My Reply Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 2  Post: 2318  Age:  46  
Posted on:16th Aug 2008, 8:38pm
 

re: menses and pregnancy

menses period pregnancy ke beghair bhi aage peeche ho sakte hai, lekin ziadah behtar yeh hai ke kisi lady doctor se personally consult kar ke mashwarah kare. ya phir two weeks ke baad kisi laboratory se pregnancy test kara le.
fazia Group: Members  Joined: 21st Apr, 2007  Topic: 14  Post: 47  Age:  29  
Posted on:17th Aug 2008, 1:42pm
 

re: menses and pregnancy

thanx baykhabr n my reply

but ap plz aisy bhi guide karain k kitny late  ho skty hain periods

her cycle is of 35 days.4 june ko howay( rape 12 june ko howa.)

then 8 july ko

n ab august main nahi hoay.

she says k she feeels normal.na to chakr aaty hain na vomiting wagaira,but priods na hony ki wjh syshe is very tensed.

plz kuch comment karain dr and xperts

thanx

 

bay khaber Group: Members  Joined: 01st Aug, 2008  Topic: 1  Post: 39  Age:  44  
Posted on:17th Aug 2008, 3:48pm
 

chaker ka time

chakar ka time koi makhsoos nahen

behter yehi hai kay aap test kewa lain

waisay to normal girl ya female ko ager 2 periods aajain to it means she is ok lakin phir bhi ehtiyatan

8 july kay baad aaj 17 august hai yani normal time taqreeban guzar chuka hai

aik baat ka aap yaqeen kerlo kay us rape kay baad to kuch aisa nahen huwa

is ka jawab sirif ap ki dost hi day sakty hai

???

fazia Group: Members  Joined: 21st Apr, 2007  Topic: 14  Post: 47  Age:  29  
Posted on:17th Aug 2008, 4:47pm
 

re:urgent reply required

thanx bay khabr

she told me dat she after rape aik bar hi menses howy hain wo bhi 8 july ko

or wo bhi sahi time py

"aik baat ka aap yaqeen kerlo kay us rape kay baad to kuch aisa nahen huwa"

is ka kiya matlb hy?? means kiya nahi howa???

main ny suna hy k periods k foran bd k dinon main pregnancy nahi ho sakti.is it true??

she also told me k us ny emergency tablet bhi lay li thi after almost 20 hours,jis dr k paas gay thy us ny recomend ki thi.

so plz ab reply karain

Veer Group: Members  Joined: 12th Oct, 2011  Topic: 85  Post: 4723  Age:  31  
Posted on:18th Aug 2008, 5:54pm
 

fazia

aap yeh sawal apne pervious post mein karti to zaida bather tha ta ke members saari post read kar ke aap ko mashwara de sakte.anyway

periods ke foran baad bhi pregnancy ho sakti hai lekin periods khatam hone k 5 din baad zaida pregnancy ke chance hot hain.

ager aap ki friend ne emergency tablet use ki thi doctor ke mashware ke mutabik to woh pregnant nehin ho gi.bather yehi hai ke aap on ko kisi lady doctor se checkup karwao..main ne pehle bhi kaha tha ke es tarha ke cases mein sab test karwane chahein ke aya koi aur bimari to nehin lagi.

es liye aap kisi unknow doctor ke pass ja kar on ka sara masla share kare ta ke doctor os ke mutabik help kare sakhe.

bay khaber Group: Members  Joined: 01st Aug, 2008  Topic: 1  Post: 39  Age:  44  
Posted on:21st Aug 2008, 2:24pm
 

AISA KUCH?

aisa kuch say murad kay ap ki dost kay saath koi aur sex to nahen huwa?

kiyunkay yeh bhi hota hai akser cases main kay ager victom lmazor ho to serkari DR> aur bohat log usay halwa samajh laytay hain aur victom is ka kisi say ziker bhi nahen ker sakty

yeh baat bhi bohat eham hai

main is baat per hairan hum kay aap yahan to pooch rahi ho lakin kisi sahi lady DR. say kiyun rabta nahen ker layty ho

jo kay aik sahi tareeqa bhi hai

 

For More Detail Click On Page No: 1
 
 
 
Pakistani Student In Michigan University Usa  How to get UK settlement spouse visa for us citizen  Anita Dongre Fashion Designer In Dubai

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014