fedzz
|
Group: Members Joined: 03rd Nov, 2014 Topic: 1 Post: 2 Age:
24
|
|
Posted on:3rd Nov 2014, 11:15pm |
|
|
Mangetar Ki Doodh Pilane Wali Maan Se Najaiz Taalluqat - Kya Mangetar Se Shaadi Jaiz Hai?
agar larkay ki shadi fix ho gai ho lakin uska sexual relation us larki ki soteeli maa k sath ho jis ka doodh larki pee k bari hui ho to kya us larkay ka nikah us larki k sath ho sakta ha?
|
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 130 Post: 7756 Age:
55
|
|
Posted on:4th Nov 2014, 4:33am |
|
|
contact any mufti of your maslak /firqah |
humabutt
|
Group: Joined: 01st Jan, 1970 Topic: 1 Post: 6 Age:
|
|
Posted on:4th Nov 2014, 7:16am |
|
|
reply i am religious scholar han ho sakta hai bez wo us ki soteli maa hai
|
Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 264 Post: 4458 Age:
39
|
|
Posted on:4th Nov 2014, 10:59am |
|
|
mangetar ki soteli maa se najaiz taluqat humabutt: kya aap real mei religious scholar hain? yaqeen nahi aata. agar aap real mei religious scholar hai tu phir jahilon walay andaz mei jawab na dain balkeh Quran aur Hadees ke reference se baat karain, beghair reference tu har koi kuch bhi keh sakta hai.
iss forum per beshumar post religious problem per mojood hai, lekin aap os per proper reference ke saath munasib jawab dene ki bajaye har jagah sirf yahi elan kerti phir rahi hain keh aap religious scholar hain.
aap agar religious scholar hai tu iss ka Elan kerne ki bajaye iss forum per mojood sawalon per proper jawab dain. aap ke jawab ko read ker ke hum log khud hi faisla ker lain ge keh aap ketne paani mai hain.
|
fedzz
|
Group: Members Joined: 03rd Nov, 2014 Topic: 1 Post: 2 Age:
24
|
|
Posted on:4th Nov 2014, 4:00pm |
|
|
question can any give me proper ans please.according to islam |
My Reply
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2358 Age:
46
|
|
Posted on:4th Nov 2014, 5:34pm |
|
|
mangetar kimaa se najaiz taluqat 1. aap ki mangetar ne jis aurat ka doodh pya hai, agar os aurat ka doodh aap ne nahi pya tu woh mangetar aap ki doodh shareek nahi kehlaye gi. yani woh doodh shareek bahan nahi huye. aisi larki se shaadi ki ja sakti hai.
2. Aap ke na-jaiz taluqat (shaadi ya nikah nahi) mangetar ki soteli maa, sagi maa, sagi bahan ya beti se ho; os ka asar aap ki shaadi per nahi hoga. yaani aap shaadi ker saktay hain.
3. . Na-jaiz taluqaat se rishta qaim nahi hota. lehaza mangetar ki soteli maa aap ke bivi nahi kehlaye gi, lehaza os ki beti se shaadi ki jaa sakti hai.
4. Oopar jo bhi jawab dia hai woh common sense ki bunyaad per dia hai. Religious point se koi Aalim e deen hi jawab de saktay hai.
5. Aap ne Na-jaiz taluqaat ke baaray mei nahi poocha keh woh jaiz hai keh nahi. Hum khood hi bataye detay hai keh Najaiz taluqaa kisi se bhi ho woh ghalat aur HARAM hai. lehza meri nazar mai mangetar se shaadi kerna asal masala nahi balkeh os ki mother se na-jaiz taluqaat asal masala hai, jis ki aap ko parwah nahi.
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 |
|