jigarlhr
|
Group: Members Joined: 18th Sep, 2014 Topic: 1 Post: 5 Age:
23
|
|
Posted on:18th Sep 2014, 7:08pm |
|
|
Manni ko rok lena Sir plz tell me k ye nuqsande hai k nahi ma har baar mushtzani apni tango sa krta hu duba kr phr jab manni nikalne lagti hai to ma rok leta hu ye adat mere nahi choot rahi plz tell me k kiya kru r zehan ma weham hai buhat k iska bht nuqsaan hai ...kiya ye such hai ...plz reply |
Guide
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 6 Post: 1035 Age:
51
|
|
Posted on:19th Sep 2014, 5:49am |
|
|
mushtzani ke doran mani ko rok lena jism se nikalne wali cheezo ko zabardasti rokna sahi nahi. maslat peeshaab kerne ke doran ose zabardasti roka, stool nikalne ke doran ose zabardasti rokna. bilkul isi tarah semen nikaltay waqt ose zabardasti rokna sahi nahi.
mushtzani achchi aadat nahi hai, lehaza ham mushtzani kerne ki himayat nahi ker saktay chahay woh kisi bhi tareeqa se kya jaaye. aur nikaltay huye mani bhi nahi rokna chahiye.
|
jigarlhr
|
Group: Members Joined: 18th Sep, 2014 Topic: 1 Post: 5 Age:
23
|
|
Posted on:19th Sep 2014, 10:51am |
|
|
thnx for reply Sir ye adat kse choro bht bht control k bawajood nai chutt rahi adat ... R weham hai dil ma k mne apna ab tak buhat nuqsaan kr liya hai r baaaz b nai araha ... |
Guide
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 6 Post: 1035 Age:
51
|
|
Posted on:21st Sep 2014, 7:28am |
|
|
ehtelam Deleted Topic Number: 36857 Posted by jigarlhr
Mjy aaj tak ehtlam nai huwa ma 23 year old hu sirf aik baar huwa tha
ehtlam .... Plz clear me k ye koi bemari to nahi ?? Ma har week
mushtzani jse gunah ma mubtla hu .... Butt ab mne toba krli h... Plz
tell me about ehtlam
Jawab: baraye meharbani aisay post
na karain jin per pehlay hi jawab dia jaa chuka hai. aap se guzarish hai
keh aap koi new sawal kerne ki bajaye iss forum per mojood pehlay se
sawal jawab read karain.
|
jigarlhr
|
Group: Members Joined: 18th Sep, 2014 Topic: 1 Post: 5 Age:
23
|
|
Posted on:21st Sep 2014, 9:35am |
|
|
link btade plzz Mjy plz link btade kaha pa hai asnwer is ka mjy nahi mil raha .... Ehtlam k hawa sa
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 |
|