Neha Qamar
Neha! ap sy eik guzarish hy k ap ALLAH ki hadood ko samjhein. bura ni manana ye mangni hy Nikah nahi huwa ap ka . n ye sab ny agr ap ko aur b ALLAH ki hadood ko abur krwa dia mean Zana tak ki noabt a gai n kbi to aesa b dekhny mein aya hy k Mangniyein b toot jati hain , n aur toh aur Nikah b toot jaty jis mein k rukhsati na hui ho, n agr thora cool mind sy soachna k ALLAH na kary k jis larki k sath b aesa ho mean Nikah n mangni toot jae... Aur us ny ALLAH ki hadood sy tajawuz kiya ho to kiya un ka us wakat ka rona dhona kis kam ka ghalti to us ny khud ki n jan bhuj k ki... Plz cool mind sy soachna kbi ye.... bcz ye sab ap ki shehwat ka ghalib ana hy... n agr is kadhar ghalib a gai k Nikah n rukhsati sy pehly zina kr diya to phir.... Ab beth k pachtawaj ka kiya hoaat jb chiriyan chug gai khaeet I hope ap khud b kbi ni chahein gi k ap ki olad mean mean beta beti ap k pas e parda kuch aesa kary k prnts ko sharmindagi nadamat ka samna krna pary ya khud ap ka apna zameer kbhi ap ko malamat kry Jahalat sab sy bri yeh hy k hum gunah to krein magar gunah ko gunah na samjhein Baki apni kamzoriyon ka ilaj krein... Baat to sach ki n may b thora krwi b lagy ap ko I m sory if my words Hurt some one
|