shamshaad
|
Group: Members Joined: 28th Nov, 2012 Topic: 8 Post: 30 Age:
28
|
|
Posted on:14th Apr 2013, 8:39pm |
|
|
thyorid problem hey only doc reply dey Muj thyorid increase k masla ha main dawa ley rahy hon ek month hogaya ha or doc ne mujhe kaha ha ek month or lagy ga Mujhe janna ha k main excersie kar loon Mujhe dar hai k mra weight kahy bhut teezi se increase na hojay or ye bhy k masla khatam na hua tu Plz mry sawal k jawab dey |
zaree gul
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2013 Topic: 2 Post: 32 Age:
26
|
|
Posted on:15th Apr 2013, 8:25am |
|
|
same problem
Assalam u alikum...mera bhe thyroid ka masla hy..main koi 6 months sy medicine ly rahi hun ...mera weight beh ake dam gain hva hy....mujhy bhe ddr saab sy pochna tha k ic sy kya kya masly aur ho sakty hain....exercise kon sy kry aur kya perhez kiya jay...plz reply ..thnx |
shamshaad
|
Group: Members Joined: 28th Nov, 2012 Topic: 8 Post: 30 Age:
28
|
|
Posted on:16th Apr 2013, 7:32pm |
|
|
reply Hey doc reply tu karyyyy |
psychdoc
|
Group: Members Joined: 04th Mar, 2011 Topic: 11 Post: 1356 Age:
33
|
|
Posted on:16th Apr 2013, 9:52pm |
|
|
Thyroid problem:
Thyroid problems basically 2 tarah ki hoti hain: 1. Hyperthyroid, jis mein thyroid gland overfunctioning kar raha hota hai. 2. Hypothyroid: Jis mein thyroid gland ki functioning low ho jaati hai. Hypothyroidism ziada common hota hai, aur iss mein TSH level increase kar jaata hai, aur T3 aur T4 level low ho jaata hai. Iska saath saath thakawat aur weight gain bhee develop ho jaati hai. Aap log apni lab results ( TSH level, T3 level, T4 level) mention kar dein to ziada specific answer dia jaa sakta hai. Ji exercise nah sirf kar saktay hain, balkeh exercise bohot zaroori hoti hai, nah sirf thyroid patients ka lia, balkeh sab ka lia. |
zaree gul
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2013 Topic: 2 Post: 32 Age:
26
|
|
Posted on:19th Apr 2013, 5:56am |
|
|
psychdoc
Asslam u alaikum...dr saab reports kesy send krun aap ko?? |
psychdoc
|
Group: Members Joined: 04th Mar, 2011 Topic: 11 Post: 1356 Age:
33
|
|
Posted on:19th Apr 2013, 4:13pm |
|
|
Zaree Gul:
Walaikum Salam, Aap apna lab results yahan likh dein, that's what I meant. |
shamshaad
|
Group: Members Joined: 28th Nov, 2012 Topic: 8 Post: 30 Age:
28
|
|
Posted on:19th Apr 2013, 10:27pm |
|
|
hey doc report kese parhon ye pata nah ha Main symptm bataty hon mra wgt loss hogaya ha 65 se 44 gaya ha or saans pholty ha heart beat tezz rehty ha mry hand foot girty kanpty rehty ha Ajkal tu garmi bhy bhut lagte ha Bas m achy hojaun ab plz Muj ye bhy batayn iski waja kia hoty h ? Report tu mj samjh nah aty sorry for that |
psychdoc
|
Group: Members Joined: 04th Mar, 2011 Topic: 11 Post: 1356 Age:
33
|
|
Posted on:20th Apr 2013, 6:11pm |
|
|
Shamshaad:
Aap jo symptoms bata rahee hain unka hisab sa aap ko Hyperthyroidism hai ( overfunctioning of thyroid gland). Iss mein weight loss, tremors ( shaking of hands), rapid heart beat, heat intolerence (garmi ziada lagna), aur aksar cases mein eye balls ziada prominent ho jaati hain. Apna doctor ki treatment recommendations par amal karain. |
shamshaad
|
Group: Members Joined: 28th Nov, 2012 Topic: 8 Post: 30 Age:
28
|
|
Posted on:21st Apr 2013, 9:20pm |
|
|
to doc jo kehty ha mry doc wahy karahy hon Ab tu dawa lene k dil nah chahata ha
|
shamshaad
|
Group: Members Joined: 28th Nov, 2012 Topic: 8 Post: 30 Age:
28
|
|
Posted on:22nd Apr 2013, 5:05pm |
|
|
hey Muj excersice tu batay plzzz main bhut lazy hogay hon |
|