naveel19 |
Group: Members Joined: 28th Dec, 2012 Topic: 1 Post: 1 Age:
21
|
|
Posted on:28th Dec 2012, 2:22am |
|
|
ehtelam
kiya ehtelam ke bad ap sirf itni hi jaga ku wash kar skta han jitni gandi hui hu , or bad me wazu kar lain tu kiya ap pak hu jata han ,,,,, kindly ans me as possible
|
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6467 Age:
54
|
|
Posted on:28th Dec 2012, 4:38am |
|
|
ehtelaam k baad ghusal farz hai 1. ehtelaam k baad mokammal ghusal karna FARZ hai. mokammal ghusal maiN jism par lagi gandagi ko saaf karne k baad a) halaq tak ghararah karna b) naak k ander ooper tak pani pahonchana aur c) pooray jism ko iss taarh paani bahana k jism ka koi hissah dry nah rah jaa.ay farz hai
2. lekin agar aap iss liyeh ghusal nahi karsaktay k beemaar hain (aur beemari maiN ghusal karnay say beemaari baRh sakti hai), pani available nahi aur paani milnay tak koi namaaz qaza hosakti hai yaa aisi hi koi aur sharayee uzr ki wajah say ghusal nahi kar saktay to ... iss uzr k khatam honay tak ghusal ki jagah tayam.mum karkay namaaz paRh saktay haiN |
furqan ch |
Group: Members Joined: 23rd Dec, 2012 Topic: 1 Post: 15 Age:
18
|
|
Posted on:28th Dec 2012, 5:27am |
|
|
wasai gusal karna farz haj likin agar koj bohat zadda majboori hai tuo then app koi farzee kaam kare paar merai hisaab sai ghusal kiye beghai namaz nhi parhi jaa saktee
|
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6467 Age:
54
|
|
Posted on:28th Dec 2012, 5:31am |
|
|
agreed with furqan ap ghusal kiyeh beghair baqi saray kaam karsaktay haiN... sirf namaaz /quran nahi paRh saktay
|
|