pc321
|
Group: Members Joined: 08th Dec, 2010 Topic: 5 Post: 14 Age:
33
|
|
Posted on:22nd Nov 2012, 1:36am |
|
|
Gusal-e-Janabat Kiye Beghair Roza Rakhna
Assalam O alaikum!
Dear All friends & there's users(married) both Men & Women
mera sawal ye hai ke KIA HUSBAND WIFE RAT MAI JUB JINSI MILAAP KARTY HAI OR BAGER NAHAY YA GUSAL KIYE SOJAY OR SAHRI K TIME UTH K ROZA RAKHY.. KIA WO ROZA HOJYAGA?
EXPLAIN:- Agr koi Miya BV rat koi INTER COURSE karty hai or wo nahay ya gusal k bager sojaty hai, or sahri karty hai chahye wo nafil rozy ke liye ya farz rozy ke liye , to kia wo rozy hojangy?please any baddies spcelly married women & men isme meri help and guide kare plz...
Regard
Nasir
Karachi
|
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6608 Age:
54
|
|
Posted on:22nd Nov 2012, 3:43am |
|
|
g haaN 1. g haaN, ghuslay janaabat kiyeh beghair bhi rozah rakha jasakta hai
2. albattah fajir ki namaaz say qabal qabal ghusal karlena chaahiyeh takay fajir ki namaaz qaza nah ho
3. nabi kareem saw say bhi mansoob hai k onhouN nay ommol momeneen say hambistari k baad ... ghusal kiyeh beghair sahri khaa kar rozah rakh lia tha.... aur azaan k baad ghusal karkay namaaz paRhi thi
4. waisay zimnan arz karta chalouN k rozah aur namaz 2 alag alag ibadaat haiN... aisa nahi hai k agar namaaz nahi paRhi to rozah bhi nahi hoga... namaaz k beghair bhi rozah mokammal hojayega... go k tarkay namaaz ka gonaah apni jagah rahega
|
pc321
|
Group: Members Joined: 08th Dec, 2010 Topic: 5 Post: 14 Age:
33
|
|
Posted on:22nd Nov 2012, 6:22am |
|
|
RE:MY Rizvi Thanks for ur good guidelines and help for that...
|
|