farah 22
ap k mangeter ka ap ko ye sab batna k un ki kitni lerkiyon s edosti hai ap k liye ek alaram hona chaye 1 woh ap ko batan achah rahay hain k woh lerkiyon main kitna fame hain k lerkiyan un k sath sab share ker lety hain kal ko ap ko ye taana bhi milay ga k shadi se pehlay hi mujhay sochna chaye tha etc..... 2 woh ap ko signal de rahay hain k jo lerkiyan un ki sirif dost hain un k sath apna sab share kerti hain to ap un ki magater ho ker kiun nhn kerti ho 3 ho sakta hai ye ek terah se trap ho ap ko mangani main hi biwi bananay ka kiun k males k trap kuch bhi ho saktay hain wesay bhi ap ko samjhna chahye k nikah honay tak woh ap k liye na mehram hain humara maushra indian dramon au rfilmon k peechay lag ker is had tak gir gaya hai k jo kam aur batain log nikah k baad ager rukhsati na hoti to kernay se guraiz kertay thay aj kal mangani se pehlay hi ker jatay hain AZ_2718 ap ne yahan farah ko bohat acha mashwera diya hai lekin ap ne jo apna thread star kiya hai jis main ap lesbian lerkiyon k sexsual satisfaction k tareeqay pooch rahay hain us ko kia samjha jai yahan ap ka asal face hai ya wahan ????? |