shakag123 |
Group: Members Joined: 03rd Oct, 2012 Topic: 1 Post: 18 Age:
29
|
|
Posted on:4th Oct 2012, 4:18pm |
|
|
plz help me i am new in this forum and dont know how to use but plz help me . meri shadi ko 1 month huwa hai per mouje kuch jannana hai ,, kia ap bahan bhaiyo mein say kio meri help karein ga,, mein bohat pershan hoon, mein jannana chahta hoon k larki k kawari hone ki kia nishani hoti hai??? |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6482 Age:
54
|
|
Posted on:4th Oct 2012, 11:48pm |
|
|
koi nishani nahi hai jaisay laRkay k kanwaray honay ki koi nishani nahi hai. shadi say pahlay aik doosray k kirdaar o ikhlaaq ki chaan been karni chaahiyeh aur shadi k baad aik doosray par shak nahi karna chaahiyeh. warnah zindagi jahannam ban jayegi.
enjoy married life...shak aur waham ko apnay dimaagh say nikaal daiN. agar aap maiN yaa apki biwi ki sabeqah zindagi maiN kuch khaamiyaaN thi bhi to ab oski tahqeeq ka nah apko faidah hai hai apki biwi ko...
Allah ko maano, aik doosray par trust karo aur khush o khurram zindagi gozaaro
|
shakag123 |
Group: Members Joined: 03rd Oct, 2012 Topic: 1 Post: 18 Age:
29
|
|
Posted on:7th Oct 2012, 6:54pm |
|
|
kio nishani nahi hai???
bhai u are right per mouje kuch janana hai kuch problem hain ap nahi samaj saktey aur na mein is tara open forum mein persnal problms share kar sakta hoon plz ans me help me,, aur shak nahi hai bus waise kuch janana hai
|
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6482 Age:
54
|
|
Posted on:9th Oct 2012, 12:13am |
|
|
kuch nah samjhya khoda karay koi 1. ap nahi
samaj saktey aur 2. na mein is tara open forum mein persnal problms share
kar sakta hoon 3. plz ans me help me
yeh to acha khasa joke hai :) jab ap personal problem share hi nahi karsaktay to ham samajh kaisay saktay haiN? aur jab samjhengay nahi to apki help kaisay karengay ): lagta hai ap time pass karnay aa.ay ho.... jo oopar jawab dia gaya hai, ossay zeyadah jawab mumkin nahi hai
|
shakag123 |
Group: Members Joined: 03rd Oct, 2012 Topic: 1 Post: 18 Age:
29
|
|
Posted on:9th Oct 2012, 4:30pm |
|
|
bhai mere pas itna falto time nahi hai bhai mere pas itna falto time nahi hai k forum search kar k time pas k liye sab ko pershan karo ,, sab ek jiase nhi hotey ,, ap ne bus easy say tarike say kah diya k kio nishani nhi hoti ap ne itna b nahi socha k aglay per kia guzari ho gi,, mein pershan hoon to he post ki hai ,, aur kuch janta nhi hoon ,, pershan hoon , bolne say aise swal karne say dar lagta hai ,, kabi kiye nahi hai
per ap ne mouje majboor kar diya hai k mein bool he paro to suney ,, meri shadi zabardasti hoi hai and jis say hoi hai us per mouje shadi say phele ka shak tha k wo thek larki nhi hai per ghar walo ki maan k kar li ,, per mene 1 month mein ek baar b usey touch nhi kia,, mein nhi janta tha k sex kiase karte hain,, per yeh book par k kafi kuch jaan gaya,, per sex karne say phele ek baar janana chahta hoon k is cheez ki nishani kia hoti hai q k book mein asia kuch nhi likha ya mouje nazar nhi aya,,, ek baar mouje sab pata chal jahe ta k mere zehan say sab saaf ho jahe ,,,
k wo theek hai ya nahi theekk,,,, agar theek hai to gud agar nhi theek to b usey samjah sako k ab tum meri izat hoo etc.... and plz bhai ab dishurt mat karna agay bohat mushkil say asie lafz likhe jo just mere tak he they,, q k mein isay apni izat uchalna samjta hoon per majboori hau jab tak share nhi karo ga kuch jaan nhi sakoo ga,, thanks |
farah22 |
Group: Members Joined: 08th Sep, 2012 Topic: 13 Post: 224 Age:
23
|
Blocked |
Posted on:9th Oct 2012, 5:15pm |
|
|
shakag ager apki wife ka charactr sahi nhe tha tou ab tou shadi ho gae ha. nibha len. un per trust karen. aur itni muhabbat karen k unko khud feel ho k wo ap se sach share karen. aur ap unka past samajh ker ignore karen |
sajjaall |
Group: Members Joined: 09th Oct, 2012 Topic: 0 Post: 7 Age:
27
|
|
Posted on:9th Oct 2012, 5:21pm |
|
|
farah aap ny bilkul sahi kaha farah i m agree with u |
farah22 |
Group: Members Joined: 08th Sep, 2012 Topic: 13 Post: 224 Age:
23
|
Blocked |
Posted on:9th Oct 2012, 5:24pm |
|
|
sajjall thanks for appreciating. :) |
goodman |
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 59 Post: 7344 Age:
32
|
Blocked |
Posted on:9th Oct 2012, 5:56pm |
|
|
faraha per farah ignore kerna itna asan nahi hoo ga? |
shakag123 |
Group: Members Joined: 03rd Oct, 2012 Topic: 1 Post: 18 Age:
29
|
|
Posted on:10th Oct 2012, 6:21am |
|
|
farah its not easy yeh asaaan nahi hai per is mein aisa he karo agar allah na kare k wo galt hoi,, per jo mere main sawaaal hai us ka kio b jawab nhi de raha,, mein pal pal jaal raha hoon plz help kar dooo |
|