rash1
|
Group: Members Joined: 16th May, 2008 Topic: 15 Post: 29 Age:
28
|
|
Posted on:27th Jul 2012, 10:11am |
|
|
Kya Ramadhan Mei Mushtzani Aur Mubashrat Ker Saktay Hain
heloo guys main pochna chahta hoon kya Ramdaan kay nahenay main moshtzani ya mabashrat kernay ki ijaazat hai islaam main ?
|
MalikZafar
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2009 Topic: 2 Post: 40 Age:
50
|
|
Posted on:28th Jul 2012, 7:10am |
|
|
Mubashrat in Ramzan Gi han mubashrat ki ijazat hy lekin iftar k bahd aur Sahar sy pehly. Mushtzani to gunah hy, is ke ijazt kesy ho skty hy aur wo bhi Ramzan ul Mubarak my.
|
Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 263 Post: 4444 Age:
39
|
|
Posted on:12th Dec 2013, 10:00am |
|
|
ramadhan mushtzani aur mubashrat roza rakh ker yeh sab kuch nahi ker saktay. sehri se qabal aur iftar ke baad aisa kerne se roza nahi tootay ga. mushtzani aik bad habit hai, aur beshtar log isay gunah bhi samajhtay hai, lehaza ramzan ke saath kisi bhi month mei ham mushtzani kerne ka mashwarah nahi detay.
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 |
|