Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Mujhe Har Waqt Marnay Ka Khof Rehta Hai

General Health   >>  Psychiatric Problem
 
 
 
sweet_987 Group: Members  Joined: 07th Aug, 2011  Topic: 14  Post: 46  Age:  29  
Posted on:11th Sep 2011, 8:02am
 

Mujhe Har Waqt Marnay Ka Khof Rehta Hai

Dr  sahib salaam main bukhut uljan main hon ek ajeeb sa dar rihta hai dill main souchta hon ki bas tu marnay wala hon kise chez main dill nahi lagta ye moot ka hoof dill main rihta hai jiss ki waja say dill ki dharkan tez hojati hai per mera dihan dharkan ki taraf hojata hai tu our taintion hojati hai

dr sahib mujay pata hai ki ye mere souch hai wakham hai lakin ye wakahm ye souch muj per etna hawe hojata hai ki bass our kahi dehan hi nahi jata app say ghuzarish hai ki tipss kay sath sath kouch madicen be lik day taki uss say mujay dehan hatany main madad milay our main mentaly fresh raho .shukrira
Guide Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 3  Post: 497  Age:  40  
Posted on:11th Sep 2011, 8:44am
 

Marnay Ka khof: Anxiety

aap ki beemari ka name anxiety hai. iss ka ilaj psychiatrist ya clinical psychologist kertay hai. wahi aap ko sahi medicine bhi likh ker dain ge. ham log online medicine nahi likhtay.

aap apne problems ko tafseel se discuss karain, agar yaha ke members ne aap ke problem ko samajhtay huye proper mashwara (Suggestions) dia tu bhi aap ki aadhi beemari khatam ho jaaye gi.

Note:
aap ne oopar ka post Capital letter mai likha tha ose normal font mai tabdel kya gaya hai. ainda aap mukammal post Capital Letter mai nahi likhay ge.
shajo Group: Members  Joined: 03rd Jun, 2011  Topic: 0  Post: 2  Age:  36  
Posted on:11th Sep 2011, 8:46am
 

sweet 987

salam o alikum
janab app ko ek biradrana mashwara don agar app ko bura na lage. mott to sub ki atal hai.......chaye koi be ho fakir ho ya mulk ka saddar so bo marna hai. lakin agar hum mot sai dar jayen gai to kuch be nahi kar payengai. mot sai darne ki sab sai bari waja Allah Tallah ka khof dil sai nikal jana hai....app Dil mai Allah Ka Khof mehsoos karen. us ko razi karen....phir dekhen kaise app ka ye khof nikal jata hai. baki rehgay bat medican ki too wo app ko Dr. saheb he baten gain.


Mr bajwa4u Group: Members  Joined: 24th Nov, 2010  Topic: 10  Post: 227  Age:  25  
Posted on:11th Sep 2011, 9:54am
 

khoof Allah ka hona chayh. aur moot yad honi chayh lkn uska khoof nhi hona chayh.

Guide Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 3  Post: 497  Age:  40  
Posted on:11th Sep 2011, 10:20am
 

Instruction for all

1. yeh aik medical sawal hai, lehaza yaha per jo bhi jawab ho ga medical point of view se ho ga. jis member ko beemari Anxiety ke baaray mai maloomat nahi, woh baraye meharbani iss thread mai jawab nahi dain. agar dain ge tu on ke jawabat delete ker diya jaaye ge.

2. albatta supportive therapy mai achche mashwaray diye jaa saktay hai.

3. Mr bajwa4u: aap ne sirf title likha aur os ke neechay message box mai kuch nahi likha. reply ka yeh tareeqa sahi nahi. iss qisim ke post delete ker diye jaatay hai.
1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012