MAin bht kamzoor hogya houn
Meri age ubi 19 years ha main Musht Zani ki adat main tha pichly 4,5 saal say Lekin ub main ny choar di ha ,or main bht kamzoor hogya houn,Mjy ihtilaam mahinay main 1,2 dafa hota ha ,mjy batain main apni seht kiasay bahal kr skta huon main seht mand houna chahta houn or meri pennis ka size bhi pehly say bohot chota hogya ha main kiasay bhri kr skta houn apni pennis ,btain main bohot pareshaan houn main kiasay aik qabil mard bn skta houn or main kiasay shadi k qabil bn skta houn , mjy shadi kay baad bivi k agy sharminda honay ka bohot dur lagta ha.. |