Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Forum Ko Istemal Kerne Ka Tareeqa

Suggestions   >>  General Suggestions
 
 
 
Guide Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 3  Post: 497  Age:  40  
Posted on:15th Aug 2011, 6:52am
 

Forum Ko Istemal Kerne Ka Tareeqa

Categories
Left side per dekhai aap ko categories ki list nazar aa rahi hogi. aap apne pasand ki categories ko click karai tu os categories mai mojood thrads ki list nazar aa jaye gi.

Site Map
oopar right side per dekhai aik jaga Site Map likha hoga. aap ose Click karain tu na sirf Categories balkeh sub categories ki bhi list mil jaaye gi. aap apne pasand ke kisi bhi subcategories per click karai tu os subcategories ke tamam threads ki list mil jaaye gi.

Sawal Poochne Ka Tareeqa
kisi bhi sawal poochne se qabal aap Site Map jaaye aur apne sawal se milta julta thread talash karain. ose read karain agar os thread mai aap ke sawal ka jawab mojood hai tu theek warna osi thread ke neeche apna sawal post ker dain. sawal sirf registered member hi ker saktay hai.

Registration
forum per kisi bhi thread mai koi post kerna ho ya alag se koi topic start kerni ho tu pehle iss forum per registered hona pare ga. os ka tareeqa yeh hai keh oopar left side per aik jagah Register likha hoga. ose click karai tu aik page khul jaaye ga. os page per mojood tamam colum ko fill ker ke os page ke neechay Register ko click ker dain tu aap register ho jaaye ge. lekin forum per koi sawal kerne ya new thread start kerne ke liye aap ko apna account bhi acctivate karani hogi.

Account Activate Karanay Ka Tareeqa
aap ne register hotay waqt jo apna jo email address likha tha os email address ko kholain, waha noorclinic walo ne aik email bhaija hoga ose talash karain, agar inbox mai na milay tu Spam aur Junk Mail mai bhi talash karain. Mil jaaye tu os mail per jo kuch likha hai os per amal karain aap ka account activate ho jaaye ga.

Login Honey Ka Tareeqa
aap forum per login walay box mai apna email address dalain aur password walay box mai woh password dalain jo iss forum ke liye banaya tha. aur Login ko click ker dain. agar aap ne sahi email aur password likha hoga tu aap login ho jaaye ge. os ki pehchan yeh hai keh oopar left side per Welcom ke baad aap ka email address nazar aa raha hoga.

New Sawal Kerne Ka Tareeqa
login hone ke baad aap oopar right side par Site Map ko click karain. phir apne sawal ke mutabiq Category aur Subcategory ko talash karain. matlooba Subcategory ko click karain tu aap ko apne sawal se milta julta thread mil jaaye ga. aap on ko read karain aur jis thread mai munasib samjhain os ke end per apna sawal ker dain.

New Topic Start Kerne Ka Tareeqa
loging hone ke baad oopar daikhai Start New Topic likha nazar aaye ga. ose click karain tu aik page khul jaaye ga. os page ke end mai new topic start kerne ka box bana hoga. Box mai aap apna topic ki detail likhain ge os se oopar walay Box mai apne toic ka Title likhay ge. Title aisa hona chahiye keh ose read kertay hi andaza ho jaaye ke neechay detail kya hai. os se oopar walay box mai woh category select karai jis mai aap ka topic fit hota nazar aata hai.

Note
aksar log isi thread ke neeche sawal ker detay hai, jo keh ghalat hai. aise tamam sawalo ke jawab nahi diye jaatay aur on tamam sawalo ko iss thread se delete bhi ker dia jaata hai. aap bhi iss post ke neeche apna koi sawal na dalain woh bhi jawab diye beghair delete ho jaaye ge.
rijah Group: Members  Joined: 08th Nov, 2012  Topic: 0  Post: 16  Age:  35  
Posted on:12th Nov 2012, 8:03am
 

second time pregnancy problem

plz mara question ka koi to answer tha
1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012