Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

roza

Religion and Culture
 
 
Libra292 Group: Members  Joined: 15th Jul, 2011  Topic: 2  Post: 9  Age:  23  
Posted on:19th Jul 2011, 7:04pm
 

roza

hello  dear members..mera sawal yeh k Ramzaan shuru hone wale hai ..tu rozay k duraan kissing yah romance ki ja sakhti hai apnay husband k sath yah nahi ?yah mera roza ho or unka na ho tu tab ?kya kar sakhtay hai hum ?plzzz detail mein bata den ?or rozay k duraan sex bhi nahi kar sakhtay hai na?
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 46  Post: 2526  Age:  49  
Posted on:19th Jul 2011, 7:48pm
 

libra292

ROZA

ka matlab hai ruk jana yani jesi life hum 11 month guzartay hain is month main hum khud ko un sab baton se rok len jo jaiz aur halal hain lakin allah ki khushnoodi k liyay un tamam kamo se ruk jain jab tak roza hai yani SEHAR se IFTAR tak

mera nhn khayal k koi aisi aag lagi hai k roza rakh ker kissing kerna bohat zaruri hai?

ager rozay k sath is bat ki ehtiyat ki jai to kya problem hai

wesay rozay main insertion ya with out insertion ager male ka discharge ho gaya to roza toot gaya

aurat ka roza insertion hotay hi toot jai ga male chahay discharge ho ya na ho

mear mashwera hai k roza rakh ker kissing se bhi bacah jai to behter hai kiun k shaitan to aisay moqay dhoondhta hai

aur husband akser yeh keh ker aurat ko trap ker letay hain k koi bat nhn main responsible hun

lakin ais anhn hai merd ager aisa keray ga ya kahay ga to woh to hoga hi responsible is gunah ak aurat bhi sath denay per utni hi gunah gar hai

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 263  Post: 4444  Age:  39  
Posted on:19th Jul 2011, 8:39pm
 

yaha per spam post allow nahi hai.

Libra292: iss topic per pehle hi discussion ho chuki hai. aik hi topic per bar bar new thread start kerna sahi nahi hai. lehaza aap ko bar bar kaha jaata hai keh koi new thread start kerne ki bajaye isi topic per pehle se mojood thread per sawal karain.

Senior moderator se guzarish hai keh same topic per bar bar new thread start kerne wale members ko sakht qisim ka notice dain takeh woh aisi harkat dobara na karain.

Iss topic per previous post read ker ne ke liye category Religeon and Sex ko click karain.
  1. Sex And Romance In Ramadan - What Are The Limitations?
  2. French Kissing: Is That Allowed In Islam?
  3. Can I See Wife Naked During Fasting In Ramadan?
  4. Is French Kiss Allowed During Fasting?
  5. Whether Kissing Or Night Fall May Breach The Fasting?

  6. Ghusl In Islam: What Is The Correct Way To Perform?
  7. Whether Kissing Is Allowed In Fasting?
  8. Sex Limit in Roza
  9. Ramadan Question: Kissing & Sucking Breast During Fasting

  10. Kia Roze Ki Halat Mein Must Zani Karne Se Roza Toot Jata Hai
‎‎‎‎



WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 46  Post: 2526  Age:  49  
Posted on:19th Jul 2011, 8:59pm
 

alirajput

sorry main ap se ikhtilaf kerun ag

kiun k her aurat pehlay aik musalman hai baad main biwi aur koi biwi ager yeh keh ker khud ko beri kerwana chahay k woh husban dki her bat manty thi to aisa nhn hai

jab baqi sab batain manwaleti hain biwiyan to sahi bat kiun nhn manwatin ???

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 263  Post: 4444  Age:  39  
Posted on:19th Jul 2011, 9:26pm
 

Kissing durnig fasting

re: "as I think this thread might be deleted anytime."

iss thread mai 6 relevant post aur 4 author ho chuke hai lehaza mera khayal hai keh yeh post delete nahi hoga. lekin Libra292 ne ab agar koi Spam thread start kya tu woh zaroor delete ho jaaye ga, aur ho sakta hai keh Libra292 ko Block bhi ker dia jaay.
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 130  Post: 7699  Age:  55  
Posted on:20th Jul 2011, 5:16am
 

Bewaqoof /admin

ramadan ka maheenah shooroo honay wala hai... jo log new commers hain ya onki info nahi hai, woh rozay aur zakaat say motalliq sawaalaat zaroor karengay.........beshak inpar pahlay bhi baat hochuki ho.

aisay thread ko delete karnay ki bajaa.ay last libks bhi issi thread main diyeh jasaktay hain...thread delete karna koi daanish.mandi nahi...har member iss qaabil nahi hota k woh search karkay apnay sawaal ka jawaab haasil karsakay..........agar search karkay hi jawaab haasil karna hai to iss forum ki kia zaroorat hai...........net par har topic /issues par behtareen articles /replies ki koi kami nahi

hope k ap /admin iss taraf bhi tawajjah dengay

WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 46  Post: 2526  Age:  49  
Posted on:21st Jul 2011, 4:20pm
 

admion, myrizvi

please is jahil insan ka koi ilaj ker len

yeh insan ab tention banta ja raha hai
ager yeh admin hai to khul ker samnay aai

is k anay se pehlay forum theek thaak chal rah atha
lakin jab se yeh aya hai is ne puray forum ka mahol tabah ker diya hai

ager yeh shakhas isi terah forum ka mahol kherab kerta rah ato meri teraf se sorry mujhay yeh forum chorna ho ga






Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 27  Post: 4679  Age:  30  
Posted on:21st Jul 2011, 5:39pm
 

Kissing durnig fasting

rozay meiN sex allow nahi agar kiya jaye to roza TooT jata hae. aur farz roza toRnay ka kaffarah 60 musalsal rozay haiN. albattah miyaN biwi kissing, huging kar saktay haiN it is allowed.
Iqra_alone Group: Members  Joined: 02nd Jul, 2011  Topic: 15  Post: 153  Age:  24  
Posted on:21st Jul 2011, 6:19pm
 

re

Aur agar un 60 fasts mei ek bhi tota to 60 aur lene parege.
rafaz Group: Members  Joined: 14th Mar, 2007  Topic: 20  Post: 939  Age:   
Posted on:21st Jul 2011, 8:38pm
 

plz read

plz read following fatwa on web site

www.edited.com/ur/ref/110086



rafaz Group: Members  Joined: 14th Mar, 2007  Topic: 20  Post: 939  Age:   
Posted on:21st Jul 2011, 8:54pm
 

plz read

plz read following fatwas on fast on web site

www.edited.com/ur/ref/95383

www.edited.com/ur/ref/37715

www.edited.com/ur/ref/37887

www.edited.com/ur/ref/49614

www.edited.com/ur/ref/71213

www.edited.com/ur/ref/107335



Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 263  Post: 4444  Age:  39  
Posted on:21st Jul 2011, 11:25pm
 

60 roza

re: "Aur agar un 60 fasts mei ek bhi tota to 60 aur lene parege."

aur agar banda physically fit nahi hua tu 60 roza rakhtay rakhtay inteqal hi ho jaaye ga.
Iqra_alone Group: Members  Joined: 02nd Jul, 2011  Topic: 15  Post: 153  Age:  24  
Posted on:22nd Jul 2011, 1:17am
 

re bewaqoof

Bewaqoof nam bewaqoof jawab. Agar 60 roze se insan ka intiqal hota hai to aj roze se kitne marte.
Iqra_alone Group: Members  Joined: 02nd Jul, 2011  Topic: 15  Post: 153  Age:  24  
Posted on:22nd Jul 2011, 1:19am
 

moderator

Yaha par moderator ki maujudgi hai ya nahi.
Iqra_alone Group: Members  Joined: 02nd Jul, 2011  Topic: 15  Post: 153  Age:  24  
Posted on:22nd Jul 2011, 2:31am
 

re ali

Hmai jab link ki zarorat hoti to moderator kiya likhta hai ab upar dekho kitne links diye hai.
Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 27  Post: 4679  Age:  30  
Posted on:22nd Jul 2011, 6:10am
 

Ali bhai

farz rozah toRnay ki qaza 60 musalsal rozay haiN. agar kisi sharai uzar ki wajah se rozah na rakha ja sakay to baad meiN is ki qaza ada ki jasakti hae . aur agar yeh yaqeen ho k qaza adaa nahi kar sakega beemari ya uzar ki wajah se to aik rozay k badlay miskeenouN ko khana khilaye ( tadaad ka sahih ilm nahi koi rehnumai farma day)

agar aap kisi sharaye uzar ki wajah se rozah nahi rakh saktay to aap pehlay kisi aalim ya mufti se pooch laiN k aap ka uzar (reason) valid bhi hae ya nahi.

nimaz k baghair bhi rozah hojata hae lekin Allah pak farmata hae k ay meray banday mujhay teray bhookay pyaasay rehnay ki koi zaroorat nahi (mafhoom)

WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 46  Post: 2526  Age:  49  
Posted on:22nd Jul 2011, 6:20pm
 

alirajput

mera khayal hai ap rozay ki base ko samjhay hi nhn

ap ager saudia main rahay hain kabhi to ap ko andaza huwa hoga k yahan is germi yani 48+ degree main bhi labor dhoop main kam kerti hai khulay asman k neechay

rozay ka yeh matlab nhn k ap k pass pesay hain to ap acha khan akhila ker rozay se bach jain gay

roza sirif kuch halton main chornay ki ijazat hai yeh nhn k koi bhi pesay wala apnay pesay k zor per rozay chor de

mujhay kabhi kabhi ap ki baton per herat hoti hai k ap k baqol ap saudia main rahay huway hain is k bawajood islam ki bohat basics se aap na ashna hain

is k ilawa aik bat aur main en observe ki hai
ap ki id aisa lagta hai 2 se ziyadah log use kertay hain kiun k ap k id main kabhi 110% indian rang hota hai

ager aisa hai to plz clear ker den takay main difrenciate ker sakun aur us post ka jawab aap ki bijai unhi ko doon

????
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 46  Post: 2526  Age:  49  
Posted on:23rd Jul 2011, 3:22pm
 

alirajput

janab sorry
main aisi gustakhi nhn ker sakta k kisi bhi member k liyay koi aisi raai rakhun jis se kisi ko insulting feel ho

main ap ki post ka jawab alag dun ga
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 46  Post: 2526  Age:  49  
Posted on:23rd Jul 2011, 3:28pm
 

alirajput

main ne apni post main kaha tha k roza chornay ki kuch wajoohat hain jab k aap un wajoohat main kisi terah bhi fit nhn hotay
isi liyay kaha tha k ap ko jo bhag dor kerni perti hai apnay transport business k liyay yaqeenan woh itni hard nhn k ap roza chornay ki position main hon

aur jo yeh kaha gaya hai 60 miskeenon ko khana khila den
woh kafara k liyay hai roza ka badal sirif yehi hai k insan khud rakhay lakin ager doctor yeh keh de k roza rakhnay se life ko threat hai to woh kisi ko rakhwa sakta hai


Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 263  Post: 4444  Age:  39  
Posted on:23rd Jul 2011, 4:01pm
 

physically unfit and lagatar 60 roza

re: "Bewaqoof nam bewaqoof jawab. Agar 60 roze se insan ka intiqal hota hai to aj roze se kitne marte."

Iqra_alone: mai ne kaha tha keh physically fit na ho tu 60 roza rakhtay rakhtay inteqal ho jaaye ga. aap nahi maanti. kya aap aik bhi misal de sakti hai keh kisi ne physically fit na honey ke bawajood bhi lagatar 60 roza rakha aur os ka inteqal nahi hua. agar aik bhi misal nahi de sakti tu phir apne oopar wale comments ke baaray mai kya khayal hai.
For More Detail Click On Page No: 1 2  >>
 
 
 
Pakistani Driver Honesty In Dubai  How to apply UK student visa  Bangladeshi Community Celebrating Canada Day In Toronto

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014