jawabaat Q: laiken kia yeh bataya ja sakta hay k yeh maloomat sarkaari tor par declared hain ya ghar sarkari ?
Ans: "govt of pak" ki to nahi haiN... yeh "leaked info" haiN jo mukhtalif adaray 'unofiicially' agay fwd kar detay haiN
Q: dosrii baat yeh k aysi maloomat k out hony aur awaam-un-naas tak puhanhncny ka source kia hay ?
Ans: ajkal har qism ki "info" easily mass media tak pahonch jaati haiN ... 'source' koi nahi batlataa magar khabar aam hojati hai...yeh IT ka daur hai piyaray
Q: kia inn sab rich men k assaasy pakistan main hain ya beroon pakistan ?
A: both jagah ... dollars ki shakal k beshtar asaasay out of country hain... deger assets pak maiN bhi aur foreign maiN bhi
Q: kia yeh black money hay ya white money ?
A: both yani "black n white" |