afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:22nd Apr 2011, 9:43pm |
|
|
Dua For Iftar.. salam doctor sahab sorry mai bhul gayi thi new topic kaise start karte hai plz mujhe reply dijiye urjant muje iftar ke waqt kya padkar roza kholna hai aur mujhe is baar dil se sub kuch karna hai bus ye hi hai ki allah meri sunle bus plz doctor sahab roza kholte waqt kya padna hai aur nafli roza karke niyat karna hai plz mujhe reply dijiye |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 130 Post: 7702 Age:
55
|
|
Posted on:23rd Apr 2011, 4:46am |
|
|
iftar ki dua R"ذَهبَ الظَّمأُ، وابتلَّتِ العُروقُ وَثَبَتَ الأجرُ إنْ شاء الله".
"پیاس بُجھ گئی ، رگیں سیراب ہوگئیں ،اور ان شا٫ اللہ اجر ثابت ہوگیا"
(صحیح سنن ابی داﺆد)
|
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 130 Post: 7702 Age:
55
|
|
Posted on:23rd Apr 2011, 4:49am |
|
|
dua روزہ افطار كرنے كى دعا
حضرت عبد اللہ بن عمر رضي اللہ عنہ سے روايت ہے کہ رسول اللہ صلى اللہ عليہ وسلم جب روزہ افطار فرماتے تو ان الفاظ ميں دعا كرتے:
ذَهَبَ الظَّمَأُ وَابْتَلَّتِ الْعُرُوقُ وَثَبَتَ الأَجْرُ إِنْ شَاءَ اللَّهُ
ترجمہ: پياس جاتى رہی اور رگیں تروتازہ ہو گئیں، اگر اللہ تعالى نے چاہا تو ثواب بھی ملے گا ۔
(سنن أبي داود، كتاب الصيام، باب القول عند الإفطار، حديث 2359، حكم الشيخ الألباني: حسن، اردو ترجمہ مولانا داؤد راز دہلوى رحمت اللہ عليہ
|
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:23rd Apr 2011, 3:43pm |
|
|
myrizvi salam sir mujhe toh urdu aati hi nahi mai kaise iftar ki dua padun mujhe aap english me bhejiye plz plz mujhe kal se roza rakhna hai
|
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:23rd Apr 2011, 8:00pm |
|
|
myrizvi pl reply me sir its urjent i dont know urdu send me this dua in english plz help me
|
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:23rd Apr 2011, 8:11pm |
|
|
plz reply me plz reply me myrizi sir plz reply me its urjent plz
|
hasna
|
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 41 Post: 2016 Age:
27
|
|
Posted on:23rd Apr 2011, 8:23pm |
|
|
afajju mere 5surah me likha hai pura wazeefa.
wo wazeefa periods se farag hoty he shuru krna hai mean 7roz rkhne he.
me apko 5surah me se daikh k yha reply krdungi agur apne aj roza rkhna hai to rkh lijiye inshaAlah iftaar se pehlay hi apko me wo dua aur tareeqa likh k bta dungi.
ap relax rhy.aur roza rkhy. |
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 12:04am |
|
|
hasna ji salam hasna ji plz mujhe woh wazeefa bhejiye aaj shaam tak mujhe hone zaroori hai plz abhi mai roza rakh rahi hun mujhe woh wazeefa bhejiye its urjent plz reply me
|
hasna
|
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 41 Post: 2016 Age:
27
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 1:10am |
|
|
afjju salam
mere 5surah me 7roze wala wazeefa nhi hai..:(
isme ek hi roza ka likha hai k dono miya bivi ek din roza rkhy aur iftaar se pehlay ghusal kre phir surah muazamil ek dafa pni per dam kr k usi pani se dono roza iftaar kre............aur olaad k liye dua kre.
ek aur wazeefa hai
musalsal 3din k roze rkhy aur raat ko sone se pehlay surah FURQAAN ki ayat number 24 (wa lazeen...............imama) ye ayt 21 bar per k sojaye.aur phir roza iftaar krlay.iskay liye ghusal ki zarorat nhi hai. |
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 1:10am |
|
|
plz reply me plz koi toh mujhe reply dijiye mujhe roza rakhna aur iftar ki dua aur wazeefa dijiye plz reply me
|
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 1:12am |
|
|
hasna ji hasna ji myrizvi joh un ho ne iftar ki dua aur dua bheji hai woh urdu me hai mujhe woh english me chahiye i mean uno ne joh bheja woh english letters me chahiye bus
|
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 1:13am |
|
|
plz reply me plz koi toh mujhe reply dijiye mujhe roza rakhna aur iftar ki dua aur wazeefa dijiye plz reply me
|
hasna
|
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 41 Post: 2016 Age:
27
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 1:24am |
|
|
afjju mere 5surah me 7roze wala wazeefa nhi hai wo mene kisi aur k 5surah me read kai tha...:(
mere 5surah me yehi hai k dono husband wife ek roza rkhy kisi b din iftaar k waqat ghusal kre aur phir surah muzammil pani per dam kre aur isi pani se roza iftaar kre aur laad k liye dua kre.aur ye ap month me ek dafa zaror kre.
aur b wzaif he wo b apko send kru gi me sab wazaif ko ek jaga likh rhi hu taky bad m emjko b read krne me asani ho.lz wait for wzaif
ap aja ka roza jaisay oper btaya hai aisay iftar krna.aur iskay k liye koi mehsoos dua nhi hai.
rizvi uncle ne arbic likhi thi roza iftaar krne ki dua aur phir urdu em trjma likha. |
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 1:27am |
|
|
hasna ji haan mujhe wohi chahiye chahiye hasna ji plz woh mujhe english me bhejiy ena pllz 7 roze ek baar me ek baar aap ne kaha tha ki ya bariyu ya khaliqu ya mutakabbiru ye 3 namon ko 21 dafa padna hai aur pani par dum karke peena hai aise kaha tha
|
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 1:39am |
|
|
plz reply me hasna ji plz reply dijiye iska mujeh bohoth tention horahi hai roza toh mai ne rakhli lekin 7 din ke roze ki niyyat kari hun qasim sir ne toh kahan tha ki aap roza rakh sakti hai aur dil me joh dua hai woh maange lekin mujhe wazeefa chaiye 7 din ke roze ke liye
|
hasna
|
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 41 Post: 2016 Age:
27
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 1:47am |
|
|
affaju ok me apko daiti hu dhoondh k hosakta hai k isi forum me b mjood ho.plz wait me onlien hi hu subah tk isliye apko zaror dungi.ap nhi ghubraye aur preshan b nhi ho.theek hai. |
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 2:32am |
|
|
hasna ji hasna ji plz reply dijiye im waiting for ur reply plz
|
hasna
|
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 41 Post: 2016 Age:
27
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 5:19am |
|
|
afajju mene sara forum daikha hai apne jis wazeefa ki baat ki hai wo mjko nhi mil rha......:(net per b nhi milrha khi se b.
ek baat khu gi k jis din roza rkha jaye niyat b usi din ki jati hai 7rozo ki niyat ek sath nhi hoti hai apko jo mene oper btaya hai ap wo roza rkh lay.
inshaAllah me khi se b apko 7roze wala wazeef dhondh k dungi inshaAllah.
wo wazeefa mjko yaad b hai laikin conferm nhi hai me topic shuru krti hu hosakta hai k koi aur bta dy agur nhi to dear mjy bht afsoos horha hai mjy wazeefa nhi mila...:((
im very sorry ap yaqeen kro me fajar se pehlay ki baithi net per laikin mjy wo wazeefa nhi mil rha mene 5surah me perha tha kiska tha 5surah nhi yaad...:( |
hasna
|
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 41 Post: 2016 Age:
27
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 5:32am |
|
|
SHUKAR HAI ALLAH KA WAZEEFA MIL GYA HAI DEAR MERE hi 5surah me tha wazeefa..............shukr hai k mjy mil gya hai.
dear bht asan haiawlo akhir 11 , 11 dafa darood pak aur YA MUSAWIRO 21 dafa perh k pani per dam krna hai aur isi pani se roza iftaar krna hai aur baby k liye dua krni hai.dua ye hai........
RABE LATZARNI FARDAN WA ANTA KHAIRALWARESEEN
aur aisa 7din tk krna hai inshaAllah Allah pak zaror apna karam kre gy.
sab roze rkhne k bad ap apne husband se milna waisay roza iftaar ken k bad b mil sakty he.isme koi hurj nhi hai aur siraf baby ka soch k hi intercourse krna.aur jb hubby discharge hojaye to humesha ya mutakabir 10 dafa dono perha kro.
dear ap soch b nhi sakti me kitni hushi feel krhi hu k mjy wazeefa mil gya hai agur nhi milta to me shaid hudko kbhi b muaaf nhi krpati.aur humesha hulash rehti dil me is baat ki.
MERI DUA HAI K Allah pak apki duaye qabool fermaye apko naik aur saleha olaad se nawaze ameen.apni duao me mjy b yaad rkhna aur un sabko jinkay pass abhi olaad nhi hai.
take care Allah khafiz |
afajju
|
Group: Members Joined: 13th Jul, 2010 Topic: 5 Post: 168 Age:
26
|
|
Posted on:24th Apr 2011, 5:18pm |
|
|
hasna ji salam hasna ji aap ka bohoth bohoth shukriya aap ne mujhe wazeefa batadiya hai alhumdulillah meri aaj ka roza bohoth acche se guzari hai thanks a lot
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 2 3 >> |
|