Chorea very very nice advise by Dr.Waterr & Dr.KK....
may be k ye chorea bi ho sakta he iss disease mein patent ki body k parts mein ghair ghair hamwar harkat hoti hein aur jhatky bi lagty hein ye disease khandani bi ho sakti he ye darmiyani age mein hoti he bahz oqat bachpan mein bi ho jati he barri age k log khud hi theek ho jaty hein iss ko senile chorea kehty hein iss disease ko Huntington!s bi kehty hein ....
Cuses ..
1. Sydenham!s chorea ...jo reumatic fever(Bokhar) k bhad hota he..
2. Lupus Erythematosis
3. Hypoprathyroidism
4. Hyperglycemia
5. polycythemia
6. Thyrotoxicosis
7. Stroke
8. Wilson!s Disease
above mentioned disease ki waja se chorea shidat se hota he iss k ilawah bahz oqat (Druge) bi chorea ka sabab banti hein in mein (Birth Control) tablets aur anti- histasin Druges waghaira shamil hein...
Clinical Features
patent ki body k tamam parts mein achanak jhatky lagty hein legs ko jhatky lagty hein jin ki waja se patent tawazen barqrar nahi rukk sakta chalna moshkil ho jata he bahz oqat patent chalty chalty gir jata he arms ko bi jhatky lagny se patent k hath mein pakrri huee chezein gir jati hein kissi cheez ko mazboti se pakarr nahi sakta ...
ager patent kuch likh rah he to likh nahi sakta patent k chehry aur garden ko bi jhatky lagty hein patent apna tawazen kho bethta he aik jaga aram se bi nahi beth sakta aur na kharra ho sakta he issy (Sydenhem!s chorea kehty hein ...
Laboratory Test
Blood T3,T4,TSH thoyroid gland check karwayein
Blood mein lupus ki disease janany k liye 1 ESR,ANA,Anti DNA Sed Rate blood mein calcium,phasphorse ki level check karwayein
Blood mein CBC sodium aur shugar ka level check karwayein..
Patent ko maqwi ghaza khani chahiye |