Earthquake in Pakistan city re: "yeh kese koi bata sakta hai k zalzala aigaa ya nahi ??????????"
scientifically yeh maloom hai ke kaha kaha zalzala aa sakta hai, albatta scientist iss koshish mai bhi hai keh woh bata sake keh zalzala kab aaye ga. bahut jald woh iss koshish mai bhi kamiab ho jaaye ge.
jab scientist yeh bata sakte hai keh maa ke pet mai palne wala bachcha larka hai ya larki; jis tarah woh bata sakte hai keh barish kab hogi, toofan kab aaye ga, tu isi tarah aik din zalzala ke baare mai bhi bata de ge keh kab aaye ga. |