s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:27th Dec 2008, 8:28pm |
|
|
Aqwaal-:E:-Zareen
Maine socha jis trha hum apne sms ya aur buhot kuch yahan share krte hain osi trha ache alfaaz,Aqwaal-E-Zareen bhi yahan share krein ge.
ALLAH ko Ye Na Batao Ke Meri Pareshani Kitni Bari hai, Balke Pareshani Ko Batao ke Mera ALLAH sab se Bara hai..
|
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 3:00am |
|
|
sabi dear wah ji aap ne to barri kamal ki baat bata di:) SubhanAllah |
azzi |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2008 Topic: 4 Post: 288 Age:
42
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 3:15am |
|
|
Golden Words jis tarah chamak ke beghair Moti kisi kaam ka nahin hota, isi tarah Khush khalqi ke beghair Insan kisi kaam ka nahin hota. |
paroot |
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 3:36am |
|
|
s4u wah wah thanks ke app ne yeh aqwal post kya jes per hum sab ko amal karna chahe...
app ese he aqwal post karte rehe... |
mabrish |
Group: Members Joined: 26th Dec, 2008 Topic: 15 Post: 150 Age:
31
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 11:32pm |
|
|
WAH WAH... ASSALAM ALAIKUM....
AZAAN SE NAMAAZ KE DARMIYAN HAMARI ZINDAGI HAI... ABB HAMKO DECIDE KERNA HAI KE KAISSE GUZARAIN...
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 11:40pm |
|
|
3 chezein
3 cheezain zindagi me 1 bar milti hain
1.Waalden
2.Husn.
3.Jawani
3 cheezain soch samajh ker uthao
1.Qadam
2.Qasam
3.Qalam
3 chizain soch ker karo
1.Mohabbat
2.Bat
3.Faisla
3 chizin kisi ka intezar nahin kartien
1.Maut
2.Waqt
3.Umar
3 chizein choti na samjho
1.Qarz
2.Farz
3.Marz
parho samjho or amal bhi karo
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 11:43pm |
|
|
Maryam sis,& all thanks 4 wah wah
|
khayali |
Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 28 Post: 1443 Age:
25
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 11:48pm |
|
|
s4u nice.........goooooooooooooood work |
sunny007 |
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4216 Age:
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 12:05pm |
|
|
bateeji
very nice thread ye mat socho k Allah tumhari dua foran qabool nahi karta, balke ye shukar karo k Allah tumhari khataoun ki saza foran nahi deta....
|
its-pk |
Group: Members Joined: 13th May, 2008 Topic: 18 Post: 181 Age:
24
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 12:21pm |
|
|
Re. (Golden Words) Hi dude , mujhay ek baat kahne thi aghar app logo ko bara na lagay toh , app jo yeh Golden Words yaha per post kar rahain hain in mai say jaha tak mujh ko pata hai yeh Hazrat Ali (R.A) kay farman hain in mai say kuch toh baqe ka mujhay nahin pata hai , mai yeh kaha na cha raha tha kay bhatar yeh hai kay app log yaha jo Golden Words post karay saath mai yeh bhi lakhay kay yeh kis ka farman hai thanks.......
|
khayali |
Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 28 Post: 1443 Age:
25
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 12:31pm |
|
|
its .pk yar na likhy tu kia hoga,,,,,,,,,,,,,,,
|
its-pk |
Group: Members Joined: 13th May, 2008 Topic: 18 Post: 181 Age:
24
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 12:37pm |
|
|
Re. (Golden Words)
like : ALLAH ko Ye Na Batao Ke Meri Pareshani Kitni Bari hai, Balke Pareshani Ko Batao ke Mera ALLAH sab se Bara hai. { Hazrat ALI (R.A) } ------------ Jis ka rabita khuda kay saath hoo woh nakaam nahin hota, Nakaam woh hota hai jis ke umedain duniya say wabasta hoon. { Hazrat ALI (R.A) } ------------ Jo shakhs tumhari nigahon say tumhari zaroorat ko samaj nahin sakta, Us say kuch mang kar khod ko sharminda na karo. { Hazrat ALI (R.A) } ------------
|
azzi |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2008 Topic: 4 Post: 288 Age:
42
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 12:38pm |
|
|
Golden Words Saanp (snake) ka sar, Bichhu ka dank, aor buray aadmi ka ang ang zehreela hota hai.
|
its-pk |
Group: Members Joined: 13th May, 2008 Topic: 18 Post: 181 Age:
24
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 12:42pm |
|
|
Re. khayali (Golden Words) dude aghar nahin lakh na hai toh na lakho , lakin aghar likh diya jaye toh zayida bhaitar hai :)
|
azzi |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2008 Topic: 4 Post: 288 Age:
42
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 12:42pm |
|
|
Golden Words Kaanton se bhari huee shaakh ko ek Phool khoobsoorat bana deta hai, aor ghareeb se ghareeb ghar ko Naik shoar aorat jannat bana deti hai. |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 6:32pm |
|
|
Aqwaal~E~Zareen
Jahel se barh ker koi Ghareebi nahi, Aqal se barh ker koi Dolat nahi, Wehshat se barh ker koi Takabur nahi,
~:(Hazrat Muhammad S.A.W):~
|
Hima Malin |
Group: Members Joined: 28th Dec, 2008 Topic: 1 Post: 94 Age:
34
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 7:53pm |
|
|
Aqwaal_E_Zareen
Jo baat tumhain shakk main dalay usay chor do... (Hazrat Muhammad S.A.W)
Ameer taqab'bur karain to bura hai, Lekin Gareeb karain to bohat bura hay... (Hazrat Abu Bakar)
Insaan zabaan k parday main chupa hai.... (Hazrat Ali)
Hamesha sach bolo ta'kay tumhain qasam khanay ki zarurat na paray... (Hazrat Ali) |
Hima Malin |
Group: Members Joined: 28th Dec, 2008 Topic: 1 Post: 94 Age:
34
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 7:56pm |
|
|
Aqwaal_E_Zareen Moat ko hamesha yaad rakho, magar moat ki aarzoo kabhi na karo... (Hazrat Ali)
Ziada khana bhi aik bimari hai... (Hazrat Usman)
Khamoshi gussay ka behtreen ilaaj hai... (Hazrat Usman) |
Hima Malin |
Group: Members Joined: 28th Dec, 2008 Topic: 1 Post: 94 Age:
34
|
|
Posted on:28th Dec 2008, 7:57pm |
|
|
Aqwaal_E_Zareen
Aisay shaks ko dost rakho jo naiki kar kay bhool jaye... (Hazrat Junaid Baghdadi)
Mard ki seerat dekho uski soorat par na jao... (Hazrat Junaid Baghdadi)
|
azzi |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2008 Topic: 4 Post: 288 Age:
42
|
|
Posted on:29th Dec 2008, 12:24am |
|
|
Golden Words The Messenger of Allah (peace be upon him) said: ‘Acquiring knowledge in company for an hour in the night is better than spending the whole night in prayer.’ Al-Tirmidhi Hadith 256 Narrated by Abdullah ibn Abbas |
|