it is true k bengal or india k baaz elaqouN maiN khatnah dhoom dhaam say like a marriage party manayee jati hai. jismaiN saray khandaan k logouN ki shirkat / dawat hoti hai.... aur iss function k liyeh paisay jama karnay k chakkar maiN khatnah ki TAQREEB agay baRhti jati hai... hum nay to sona hai k 15/16 saal tak k "bachay" ki khatnah nehayat shaan o shaukat say manayee gayee... lol
ge.ring wali ya patti wali.?
yeh baat samajh nahi aayee k yeh dounouN kiss type k khatnah haiN... bahar kaif jiss qism ka bhi ho... jiss tareeqay maiN aasaani ho /sahoolat ho (as per dr. nayee (barber nahi).... it's not joke k aaj bhi inn elaqouN maiN nayee hi khatnah bhi kartay haiN... aap jald az jald yeh kaam kissi achchay dr. say karwalaiN... ab to dunyaa maiN bahoot see jagah ... new born boy ka bhi khatnah kia jata hai jo behtar rahta hai.... even yeh k usa maiN non-muslim parents bhi aisaa karwatay haiN k medically iskay bahoot faiday haiN |