re agree with koyal
simpleguy ne jo aayat pesh ki hai wo to sahi hai, lekin jis tarha us ne apne taraf se interpritaion ki hai wo ghalat hai. yaqeenan es aayat ka us ne kisi aalim ya mufti se confirm nahi kia hai..
Islam es situation k lie kehta hai..
agar wo larki shadi k baad sach much ye kaam chor degi, aur aap k saath sencere rahegi to ye ek bohot bare sawab ka kaam hai. aap ek aise aalim se pooch le jo riwayat ki kharion se hat kar aap ko Islam ke circle main samjhaie, wo b aap ko yahi kahega k agar tum apni baaton main mukhlis ho to shadi kar lo us se.
lekin muashira bilkul es k ulat chalta hai, agar aap ne shadi kar li to muashire k baatien sunne parenge. q k aisi waqt main log apne masaiel chor kar, apni kotahian chor kar aap k peeche lag jaienge.
ab aap ki marzi hai, agar aap muashire k baatien bardasht kar sakte hain to pir ye ek bohot bare sawab ka kaam hai..
|