what i know about athra..
athra ek bemari hai jo ke aurton me payi jati hai.iska ilaaj bhi mumkin hai.
athra me kuch aurton ki pregnancy abort ho jati hai,kissi ko ladkon ka athra hota hai ..thats mean ke jab wo ladka hone wala hota hai to pregnancy abort ho jati hai,agar ladkiyon ka athra ho to ladki hone par pregnancy abort ho jati hai.
kuch aurton ko agar ladki ya ladke ka athra ho to paidaish ke foran bad baby ki death ho jati hai...
iske lye ek 3 month ka corse hai,tablette khani padti hain..
but pregnancy na hone ko athra nahi kehte......
|