Kiran Butt |
Group: Members Joined: 28th Apr, 2008 Topic: 12 Post: 34 Age:
30
|
|
Posted on:5th May 2008, 1:24pm |
|
|
Pregnancy: What Should I Do?
Asalamolikum maine pehle b mesg kar k apni confusion dor ki hay........ jab meri 1st marraige huye i was 20 only 3 mo nth rahi meri shadi us arse main mera husband every day sex karta tha perids k dino k ilawa.... muje baby nahi hua chek up karwane se pata laga k baby tube main sirf sujan hay or koi masala nahi hay.......... us k bad meri dadi ne mera ilaj kia jo k aik gynacologist hay par ab un ki death ho chuki hay..... par un k ilaj k bad main thek thi is bat ko aik sal ho gya hay..... ab meri shadi hay muje perids date k 4 ya 5 din bad hote hain........ meri dubara shdi 5 sal bad ho rahi hay.... kia yeh sahi sign hay..... muje bad main baby to ho ga na ab meri age almost 25 hay or mere fiancy ki 35 muje nas zaroor dijiye ga. muje baby ka bohot shok hay muje zaror bataiye ga.... thak u
|
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:5th May 2008, 2:45pm |
|
|
kiran mujhe bhut dukh hua yeh sun k aap k hasbund ki death ho gayi .Allah on ko janat mein jaga de Ameen...
sister periods ka crycle 24 se 45 din ka hota hai..date aagey pechey hoti rehti hai kabhi 4 se 5 din pehle aur kabhi 4 se 5 din baad kabhi kabhi one weeks bhi lag jate hain its normal jab periods ho rahe hain so dont worry about this.
aap normal ho aur Allah chahe to aap ko baby bhi ho ga inshallah aap be fiker ho ke shaadi karo best of luck.. |
Seemi |
Group: Members Joined: 11th Sep, 2007 Topic: 14 Post: 3829 Age:
27
|
|
Posted on:5th May 2008, 4:48pm |
|
|
Kiran aap khamkha pareshan ho rahi hien.. Apnay aap ko relax rakhein. or ALLAH ka naam le kar shaadi kar lein... InshaALLAH sab theek rahay ga. Otherwise jitna is mamlay pe sochein gi, utna aap depress hoon gi or aap ki sehat pe bura asar paray ga. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:6th May 2008, 3:35am |
|
|
kiran dont worry....and dont take tension...ap shadi keyern aur Allah se aulad ki dua kertey rahiye...apne gunahon ki muaffi mangiye aur Allah se apni aulad ki iltaja kijiye...InshaAllah apko Allah sehetmund aulad se nawazey ga...aameen....
veer: i think kiran apne husband ki nahin balke apni dadi ki death ka bata rahi thin.....am i right kiran? |
Aag |
Group: Moderators Joined: 21st Nov, 2007 Topic: 22 Post: 1130 Age:
34
|
|
Posted on:6th May 2008, 10:25am |
|
|
Kiran Butt Its normal and u just need to be relax. Baby birth is the gift of ALLAH so dont wory and pray for better life and children. ALLAH bless you. |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:6th May 2008, 5:17pm |
|
|
oo yes sorry about say that |
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:6th May 2008, 5:52pm |
|
|
agree to zeb aag and seemi & veer |
saima arif |
Group: Members Joined: 26th Mar, 2008 Topic: 10 Post: 401 Age:
35
|
|
Posted on:7th May 2008, 3:36am |
|
|
kiran kiran u r only 25 u r so young some woman ko baby 40/45 may bhi hota hey app fikar na karey app to abhi bhoot young ho |
doctorji |
Group: Experts Joined: 21st Apr, 2008 Topic: 3 Post: 540 Age:
38
|
|
Posted on:7th May 2008, 6:40am |
|
|
muhtarma world war II ke bad germany me khawateen ka banjh pann apne urooj par tha. kissi ko nahi maloom tha ke kion. magar maujooda tehqeeq ki sabit shuda baat hai ke agar khawateen kissi baat ko buhat barra massla bana len aur har waqt stress me hi rahe to iss baat se bhi waqti banjh pann aa maujood hota hai. iss liye relax karen.
abhi train hi nahi aayi aur aap pehle hi se yeh soch soch kar darr rahi hain ke kahin train ke neeche na aajaun. ;-) |
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2048 Age:
45
|
|
Posted on:7th May 2008, 11:36pm |
|
|
re: pregnancy bazahir aap bilkul theek hai, lehaza shaadi ke baad prenant bhi ho jaaye gi. lekin yeh pregnancy kab hogi, is ka jawab koi doctor bhi nahi de sakta. ho sakta hai keh shaadi ke pehle hi mahina mai ho jaye aur ho sakta hai keh pregnancy mai kai saal lag jaaye.
aap shaadi kare aur sab kuch allah per chor de. agar koi bimari hai tu os ka ilaj karai, bimari nahi hai tu pregnant hone ke liye bila wajah koi medicine waghaira khane ki zaroorat nahi, aur na hi kisi qisim ka desi totka istemal kijye ga. is tarah fida ke bajaye ulta nuqsaan ho sakta hai. |
Sawan |
Group: Members Joined: 01st May, 2008 Topic: 4 Post: 6 Age:
27
|
|
Posted on:7th May 2008, 11:36pm |
|
|
thankx Hello h r u.
mujy bohat khussi hoi hoe app ke rae sun kay un k bary me.abi be is dunia ma achy log baqi hai.th |
bilal1st |
Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 0 Post: 1 Age:
23
|
|
Posted on:8th May 2008, 5:39pm |
|
|
bilal1st mian seemi ki baaat se zehmat hun appp ko baby ka shook hai INSHALLAH ALLAH IYAN apko baby zaroro dian gay ye hum sab bhaiyun ki app k liye dua hai. |
|