Wife Want More Intercourse: I Cant Do More Than 2 Times
dactor shab asslam alaikum wa rahma tullahe wa barkathu ummid aap mujhe apne behtrin mashwaron se hum kinar karenge mera ek dost hai jis ne do sal pahle shadi ki hai lekin wah abhi tak pure rat men sirf ek bar apne biwi se sohbat (jama )kar saka hai dobara jama karne ke liye wah tayyar nahin ho pata hai bahut try karne ke bad do martba ho sakta hai lekin uski biwi tin se zayed martba chahti hi meharbani kar ke koi dawa bta dijiye ki wah apne is msle men kamyab ho ske aur donon ki zindagi bahtarin se guzar jaye allah aap ko inaam se nawaze wasslam
|