Semen Story..... waisay to ap ho mentalcase. lekin according to question jo mere zehan mai hai wo bata raha hon ....
mani mai sperms hotay hain, ye samajh lo k MANI aik darya (river) hai... jis mai SPERMS swimming kartay hain... bachay ki paidaesh mai SPERMS ki zaroorat hai aur SPERMS mani mai swimming kartay hain, ab mani (river) patli ho ya moti,, iska kaam bas itna hai k SPERMS ko apnay bahaao k sath wife k andar pohncha dena hai (during intercourse)....
During intercourse, millions ki taadad mai SPERMS swimming kartay kartay andar janay ki koshish kartay hain,, ye aik tara ki race hai,, jo swimmer sab say fast aur strong hoga race wohi win karay ga,, aur ziada tar winner 1 hi hota hai,,, jiskay race win karnay ki soorat mai ,, andar zygote mai SPERM aur EGG ka milaap hota hai aur bachay ki paidaesh ka amal start ho jata hai....
Doctors: agar story mai koi galti ya kami hai to kindly isay correct kar dain... |