fakhirkhan |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 4 Post: 14 Age:
31
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 5:01am |
|
|
Illegal Sexual Relationships:Why These Are So Common Now A Days?
Dear Members AOA Mein yahan ap logo se kuch discuss karna chahta hun ke aaj kal larkay or larkiyan apas mein illegal sexual relation kiyo rakhtay hein?? kya in ko koi dar khof nahin hay, Larkay to is mamlay mei bhot badnam hein, magar aaj kal kuch larkiyan bi bht aagy chali gyn hein, Mery zehan mein pata nahin kiyo yeh baat aati hay kya inko apni izzat, apny parents ka khyaal nahin aata ??? mein ne haal hi main ek affair dekha jo mery 3 friends ka tha, ek hi larki ne in teno se illegal affair rakha, or teno hi se sex kya, mein yeh dekh kar bhot herat mein hun... Mana ke agar koi GF & BF apas mein kuch kar lety hein magar teen boys se ek time mein......!!!!!!! KYA BOYS KO OR SPECIALLY US LARKI KO YEH SAB KARTY HWE APNI MOTHER AND FATHER KA, JISNAY USKO BHT PYAAR KYA, UNKA CHEHRA, UNKI IZZAT, UNKA PYAR SAMNY NAHIN AAYA, YAAD NAHIN AAYA??? PLZ MUST REPLY ME.....
|
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:19th Jun 2008, 6:24am |
|
|
Fakhirkhan Dekho dost is ki wajah sirf ek hi hai aur wo hai deen say douri, kyunkay ab jo zamana hai wo buhut hi khatarnaak hai, shaitaan nay har taraf apni shaitaniyat pheladi hai, jis ki wajah say naik insaan bhi ek lamhai ko bhatak sakta hai......
ek dafa agar insaan ek chotay say gunah main pair daal day tou phir baray gunahoon main us k pair khud ba khud dul jatay hain, kyunkay shaitaan ek aesi mohar laga deta hai gunahgaar k dil pe k uski ankhoon k agay patti par jaati hai, aur uska dil siyah hojata hai .....aur jab ehsaas e gunah ka ehsaas hota hai tou buhut dair hochuki hoti hai......
likin agar gunah k saath saath wo dain ki taraf bhi thora dhiyaan de hi deta hai tou kam az kam phir us main ek jung jaari rehti hai naiki uar badi ki jung.......yani k uska zameer zinda rehta hai.....aur wo gunah gaar banda/bandi akhir kaar sab chour hi deta hai.......likin ajkal tou yehi dekha jaraha hai k deen say doori buhut barh chuki hai jiski wajah say ye sab horaha hai......
aur saath main parents ki tarbiyat bhi buhut count karti hai.........kyunkay agar parents nay achi tarbiyat di hogi apne bachay ko tou wo gunah kartay wakt dugmagaye ka zaroor ....k kya main sahi kar raha hon...???
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:21st Jun 2008, 3:16am |
|
|
yesss han ji hitman
ap bne bilkul sahi kaha hai
bohat acha reply hai ap ka
very gud
im agreed with u
very wise reply.... |
fakhirkhan |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 4 Post: 14 Age:
31
|
|
Posted on:27th Aug 2008, 3:35am |
|
|
Kis ki Ghalti Hay???plx must reply
Friends AOA, mein ne bht din pehly yeh post kya tha jiska jawab dya gya.. Mein yeh pochna chahta hun ke kya Musalman yeh sab kab tak karta rahy ga, akhir kab tak, iska zameer iska dil kabhi to bharay ga ya kabhi to usko uktahat hogi,,,, or mard to hay hay mgr female......
is mein kis ki ghalti hay....?? kon kusurwar hay.... mujhy kabhi kabhi wehshat ci hony lagti hay..... |
Seemi |
Group: Members Joined: 11th Sep, 2007 Topic: 14 Post: 3829 Age:
27
|
|
Posted on:27th Aug 2008, 3:48am |
|
|
Fakhir KHan bhai Is mein aap ki bhi ghalti hia.. Aap apnay 3 dostoon ko samjha nahin saktay thay.. Yaa aaap bhi un ki is karwayi mein mulawis thay?
|
fakhirkhan |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 4 Post: 14 Age:
31
|
|
Posted on:27th Aug 2008, 3:59am |
|
|
Seemi Sister No No Sister I was not involed in that game.. mein ne bht bht samjhaya sab ko magar mein is ziada kya kar sakta hun.....??? |
Seemi |
Group: Members Joined: 11th Sep, 2007 Topic: 14 Post: 3829 Age:
27
|
|
Posted on:27th Aug 2008, 4:01am |
|
|
fakhir bhai Aap apnay dostoon ke paresnts ko bata saktay thay... Jo dost apnay dost ko burayi se na bacha sakay woh kaisa dost hai.... Aap apnay dostoon ko burayi se bacha saktay thay.
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:27th Aug 2008, 4:07am |
|
|
fakhir kasoorwar har insan khud hai jo ye Gunah karta hai...
Islam ne humain wahze tor pe bataya hai kya ghalat hai kya sahi hai,ab humara kam hai apni aqal istemal kar ke khud ko proof karain...
Allah ne humain ye bhi bataya hai ke humain Shaitan bar bar behkayega,aur Shaitan se bachne ke lye humain apne Mazhab ke zarye bataya gaya hai ke Shaitan se kaise bachna chahye..
to jo aise ghalat kam karta hai,wo simply shaitan ke behkawe me a jata hai..to uska apna kasoor hai.aise logon ko Shaitan bar bar behkata hai.ap ek bat azma kar dekh lain,agar ap 5 waqt ki namazain parhenge to ap ahista ahisat khud me ek change mehsoos karenge aur ap ka kabhi dil nahi karega kisi Ghalat kam ki taraf jane ka..Shaitan se bachne ke ye ek best tareeka hai...
|
rizkhan |
Group: Members Joined: 14th Oct, 2008 Topic: 0 Post: 1 Age:
39
|
|
Posted on:14th Oct 2008, 11:32pm |
|
|
Srif Ek waja Salam, I am a new member, Aap ki bat mara mind main bhi thi ar Allah ka bht karam hai k mjha is ki waja bhi maloom hai ar wo hai srif ar srif "Ilamic life" sa douri.....hamara ghroo main TV, Net, Mobile ar coo education k asrat ..... ar phir parents ki Lakrio ar Larko k Nikkah main dair krna hai.......Larkio ko bilkul azaad kar dia gaya hai jab k Aurat k meaning hi "Chupana" k hain....
Agar Larki ki jawani ki dehleez sa phela hi us ko Piar ar Mohaba sa khloos sa Islamic life k baray main btaya jaaiy tou .....aisa halaat nahee honga......aaj sa 10 saal 15 saal pehla ya batain nahee thi......jis trha aaj ho raha hai......
Ya ab hamara shareef ghranoo ka masla ho gaya ha ..... hr city k park ar picnic point srif ar srif .......Date point banay hoay hain.......kia koi Parents apni Larkio ki nigrani nahee krta ? un sa nahee poochta k woo kha gaee thi ar kis k saat? kha sa un k haato main mobile phone aa gaiay ?.... plz plz plz
Sb mil kar is barhti hoi aag ko rokna ar is k against main mazboot dewar khari krna ka soocha ........ Q k ya Aag ab bht taizi sa sahreef ghranoo k ghroo main School or College ki surat main enter ho rahi hai....
Allah mari bat ko samjhna ki Toufeeq ata farmaiy... Ami |
|