dr.sarmad
|
Group: Members Joined: 10th Apr, 2008 Topic: 9 Post: 18 Age:
26
|
|
Posted on:1st May 2008, 1:10pm |
|
|
Fiqa Ka Masla: Mai Nimaz Kaha Parhoo
salam bhaio plz mera aik masla hai wo ye ke mera ehle_SUNAT ke FIQA se belong kerta hun jub ke mere gher ke pas jo MASJID hau wo WAHABI FIQE se belong kerne walo ke leye hai aur un ka NAMAZ perhane ka andaz hum se differ kerta hai kia aise surat mein mein gher mein NAMAZ perh skta hun plz reply
|
ch Babar
|
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1873 Age:
40
|
|
Posted on:1st May 2008, 1:35pm |
|
|
Wahabi Fiqa Wahabi koi fiqa nahi hae, Imam Muhammad Bin Abdul Wahab (R.A) Ahle-e-Sunnat ki Mash'hoor Fiqa Hanbli se taulaq rakhtay thay, aor Ahle-Sunnat ke 4 maslik Hanfi, hanbli, shafi, malki ye sab ahl-e-sunnat hain aor in main kai ilmi ikhtilaf hain (aqeeday sab ke eik hain) agar woh log "aameen" oonchi awaz main kehtay hain, ya "rafa yadain" kartay hian to ye cheezain bhi Hadees se sabit hain is ka ye matlib nahi ke un ki masjid main nimaz parrna chorr di jai. aap ko un se nimaz pe ikhtelaf hae aor aap un ke peechay nimaz nahi parrna chahtay laikin Pakistan main kuch aisay log bhi hain jo Khtam-e-Nubuwwat ke munkir hair Sahabah Karam (R.A) ko galian dete hain kabhi un ke baray main aap ne socha hae????? |
razi_82
|
Group: Members Joined: 16th Apr, 2008 Topic: 6 Post: 369 Age:
32
|
|
Posted on:1st May 2008, 1:44pm |
|
|
dr sarmad ho sakta hay wo firqa ya fiqa aap ki nazar main wahabi ho to koi buri baat nahi hay wahab Allah hee ka naam hay wahabi ka matlab howa wahab walay laikin aap kis firqay se taluk rakhty ho aur kese apne aap ko ahl-e-sunnat kehtay ho samajhtay ho? janab aap ka taluk ahl-e-bidat wa shirk se hay na k ahl-e-sunnat se ahl-e-sunnat ko ilzaam na do ye naam le kar mera challange hay aap ko ye bi maloom na hoga k ahl-e-sunnat wal jammat ka matlab kia hay aur ye kiun kaha jata hay....
|
ch Babar
|
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1873 Age:
40
|
|
Posted on:1st May 2008, 1:48pm |
|
|
Dr. sarmad kya aap bata saktay hain ke Ahle sunnat ki kya defination hae??? |
razi_82
|
Group: Members Joined: 16th Apr, 2008 Topic: 6 Post: 369 Age:
32
|
|
Posted on:1st May 2008, 2:02pm |
|
|
ch baber bhai mujhe aap ki id chahyay agar aap ko munasib lagay to main yahoo aur orkut use karta hun and orkut par kaam bi karta hun kai books bi rakhi hain main ne albums main....aur bi bohat kuch |
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:2nd May 2008, 2:35am |
|
|
FIQA (Dr.Sarmad) - Amaloon ka daromadar Niyaaton per hai...!
Bahi app kisi bhi masjid ma namaz pardh sakte hain... iss ma Fiq ki koi shart nahi hai Na-Aoozubil-ALLAH.
|
ch Babar
|
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1873 Age:
40
|
|
Posted on:2nd May 2008, 3:33am |
|
|
Razi Bhai main ne yahan kisi post main apna name bataya tha aap orkut pe search kar saktay hain :) |
|
For Detail Click On Page No: 1 |
|