skybird547 insan k jism ka har hisa aak bara hota hai aur aak chota.jese aak aankh bari ho gi aak choti.aak hath bara ho ga aak chota.esi tarha breast bhi aak chota ho aak bara koi pareshani wali baat nehin.yeh aak qudarti amal hai.
breast suck karne breast ka size nehin bharta.ager esa hota to jin k breast chote hain to phir woh suck karwati aur apna breast size bara kar leti.
breast aak chota aur aak bara hone ka es baat se koi taluk nehin ke aap ki wife ne pehle kisi ke sath sex kiya hai. |