Nafarman |
Group: Members Joined: 22nd Mar, 2007 Topic: 5 Post: 27 Age:
24
|
|
Posted on:30th Jun 2008, 11:48pm |
|
|
What Is The Treatment OF Bawaseer Disease (Piles In English)? Bawasir ka desi ilaj kia hai?
Asallam oluikum alls my Doctors
Mera ek bohat bara masla hey mere bahi ki age thakriban 22 years hey ur us ko Baywa Seer ho gayi hey bohat thakleef bi hoti hey
aap sab Doctors sey guzarish hey k baraye meharbani achey sey acha ilaj bataiye Baywa Seer ka jo k kharamat hoo
main Answers ka wait kar raha ho baraye meharbani jald sey jald answer dejiye aur acha sey acha ilaj bataiye
|
booji93 |
Group: Members Joined: 03rd Jun, 2008 Topic: 8 Post: 54 Age:
51
|
|
Posted on:30th Jun 2008, 11:55pm |
|
|
Bawaseer Piles Ka Roohani Ilaaj dear.
agar aapke bhai namaz padhte hain to mere pass is ka ilaj ha. fajr ki namaz ki sunnato main pahli rakaat main Surah Nashra aur doosri rakaat main surah Feel pabandi se padhen Inshallah bawaseeer ka khatma ho jaye ga.
Agar faida ho to mere liya dua karen. |
Nafarman |
Group: Members Joined: 22nd Mar, 2007 Topic: 5 Post: 27 Age:
24
|
|
Posted on:1st Jul 2008, 3:26am |
|
|
Bawasir nahi bahi wo nahi pharte
koi Aur Ilaj ?? Dr sahab plz jald sey jald reply kejiye |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:1st Jul 2008, 3:41am |
|
|
Bawasir ka roohani ilaj agar wo nahi perhtay to unhen kahen k ab start ker deyn
ab daily 5 times namaz perheyn aur sath hi daily Quran pak ki tilawat bi kia keryen....ye sub se best ilaj hai....Allah ki kalaam se berh ker aur kisi cheez mein shifa nahi hai |
z4u |
Group: Members Joined: 23rd Mar, 2008 Topic: 13 Post: 201 Age:
33
|
|
Posted on:1st Jul 2008, 4:14am |
|
|
good treatment of Bawasir good answer......very easy treatment |
z4u |
Group: Members Joined: 23rd Mar, 2008 Topic: 13 Post: 201 Age:
33
|
|
Posted on:1st Jul 2008, 4:20am |
|
|
Bawaseer ka behtareen ilaj halky giza khayen, gosht , khajoor, masale dar cheezen, garam cheezen, aam wagaira se parhez karen....pani zyada piyen....rice khayen, cacumbar, hari sabjiyon, salad ka zyada istemaal karem..agar stool sakht hota ho to sonf -khadi shakkar ka istemaal karen stool soft hoga aur friction nahi hogi...fhir bhi aap docter ko batayen kyon ke hamen pata nahi ke unki konsi stage hai..... inshallah farq hoga |
Nafarman |
Group: Members Joined: 22nd Mar, 2007 Topic: 5 Post: 27 Age:
24
|
|
Posted on:1st Jul 2008, 11:08pm |
|
|
Yaar yaar koi Doctor nahi hey jo sahi reply dey shakey jab aap logo ko ilim nahi hey to plz maswara nahi dai kyun nahi samajte hoo aap log serif doctor sey pocha hey to doctor sahab kaha gaye howe hain aab tag koi reply nahi kya unhonai |
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:1st Jul 2008, 4:19pm |
|
|
nafarman open this link it will INSHALLAH help you:Piles: Several Household Level Remedies to keep in check |
doctorji |
Group: Experts Joined: 21st Apr, 2008 Topic: 3 Post: 540 Age:
38
|
|
Posted on:3rd Jul 2008, 3:50pm |
|
|
Bawaseer Ka Ilaj janab doctors bhi idher udher hi maujood hote hain, itni jaldi nahi ghabraate janab.
khair aik aur topic me khaksaar ne iss beemari ke ooper kafi lambi chorri behes ki thi. mere khayal me zeb saheb ne woh topic cherra tha. ussi ki taraf reffr karunga. agar koi member dhoond kar usse link kar de to meherbaani hogi mujh par.
janab nafarmaan saheb. bawasseer ki buhat si wajuhaat hoti hai. wajah ki muasabat se hi ilaj kiya jsakta hai, fauri ilaj koi bhi nahi hai. jabb takk poori ilamat na malom hon, wajah samajh na aaye to kaisay koi ilaj kare. bhai ki umar likhiye, agar kahi aur ilaj karwa rahe hain to yeh likhiye ke unn doctors ne konsi wajah batayi hai. agar nahi ilaj shuroo kiya to ab shuroo karwaye. basically aap ko agar wajah ka pata chal jaye to phir ilaj ke baare me bhi mashwara diya ja sakta hai, baz dafa surgery ke saath ilaj kiya jata hai baa z dafa siraf medicines se aur baaz dafa topic ilaj hai.
ab aap thorri si roshni daaliye iss masslay par. bawaseer is not always a beemari itself, its mostly a symptom of other deseases. |
Red Chilli |
Group: Members Joined: 20th Feb, 2008 Topic: 5 Post: 4968 Age:
|
|
Posted on:3rd Jul 2008, 3:56pm |
|
|
Re: Doctorji
aap is topic ki baat ker rehe hain?
http://www.forum.noorclinic.com/thread.php?topic=7189
|
umairmpk |
Group: Members Joined: 12th Jan, 2009 Topic: 0 Post: 1 Age:
27
|
|
Posted on:12th Jan 2009, 1:00pm |
|
|
bawaseer ka ellaj mere bhai aap ye web site visit kre umeed he ke aap ka masla hal ho jaye ga.
http://www.toheedia.net/rasala/june06/bawaseer.htm
|
nadya |
Group: Members Joined: 01st Feb, 2009 Topic: 1 Post: 9 Age:
33
|
|
Posted on:14th Feb 2009, 2:41pm |
|
|
tb hi doctor wht is tb is kii causes sytums ka hay is main kia kia purhaiz hay or kai yai aik insan say dusray insan ko lug jati hay plss ans me insan kitna arsay main theak ho sakta hay plss help me |
m0on |
Group: Members Joined: 22nd Sep, 2010 Topic: 6 Post: 15 Age:
25
|
|
Posted on:22nd Sep 2010, 4:54am |
|
|
sunny mere maqad ki nali k bahir gilti ban gai hai aur doctor ko check kerwaya to os ne kaha k medecine khao agar aram agya to theek warna opration ho ga is waja se me bohat tension me hon kiya keroo plzz koi mujhe ya khatam kerne ki medicen ya tareeqa bataye plzz
|
m0on |
Group: Members Joined: 22nd Sep, 2010 Topic: 6 Post: 15 Age:
25
|
|
Posted on:22nd Sep 2010, 4:55am |
|
|
sunny mere maqad ki nali k bahir gilti ban gai hai aur doctor ko check kerwaya to os ne kaha k medecine khao agar aram agya to theek warna opration ho ga is waja se me bohat tension me hon kiya keroo plzz koi mujhe ya khatam kerne ki medicen ya tareeqa bataye plzz
|
H/dr_Qasim |
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 186 Post: 6474 Age:
35
|
|
Posted on:22nd Sep 2010, 9:05am |
|
|
mOon doctor ki treatment jari rukhin, esky sath sath constipation say buchny kay leyeh jsut vegetables use kurin , agur problem seriose hay tu operation doctor ky mushwary pur kurwayaa ja sukta hay
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:23rd Sep 2010, 3:51am |
|
|
yes agreed to qasim
Allah per bharosa rakheyn aur treatment krtey raheyn
Allah kerey ga k operation ki zarurat hi nai parey gi ap ko...
medicine se hi thik ho jao gay |
shahid205 |
Group: Members Joined: 03rd May, 2012 Topic: 1 Post: 2 Age:
22
|
|
Posted on:3rd May 2012, 9:56am |
|
|
BAWASEER asslamalaikum to all doctors, most respectfully it is
stated that i am 21 years old and suffering from piles. all doctors ,
mje badi bawaseer hae yani sirf stools sakht ate hae aur constipation
feel hota hae. khon kabi nai aya. Symtoms yh
hae kh anus ke kareeb aur thora oper swellings hae. pain nai hota hae
blkh whole day bechaini rhti hae aur stomach lagta hae jase har wakt
bhra ho. swellings aisy feel hoti hae jase ring ki trh ho jo pressure
dalne se sakht ho jaty hae aur stool ko rokti hae ,... pressure hatne se
dobara apni jgh pe a jati hae. swellings anus se bahr nai nklte hae
blkh andr he hae. mje kamzori aur kabi kabar faintness bi mahsoos hoti
hae. mucus bi kabi ata hae. pain nai hota blkh thakawat hoti hae aur
jism bojhal rhta hae. all my gentle doctors are requested to suggest
me what precautions i have to take.Allah Will give u reward for this
(ameen). anyone plz reply as soon as possible.
|
simplelife |
Group: Members Joined: 14th Feb, 2012 Topic: 9 Post: 140 Age:
26
|
|
Posted on:11th May 2012, 1:57pm |
|
|
piles mai ny TIBB I NABVI (SAAW) mai prha ha ky zaitoon ka tail bawaseer ko kaat deta ha ........isay khao aur laggao kunkay yah bawaseer ko kat deta ha .......agr ap ko fori hal chahya to zaitoon ka tail khali pait pee lia karen aik chamach .......aur is ko sweeling wali jaga per bhi lga lia karen inshallah jaldi aaram aay ga ...........ya swelling blood pooling ki waja say hoti ha ...........zaitoon blod circulation ko normal ky kay bawaseer kahtam kar deti ha ........
also use injeer (FIG) .....is say bhi Allah ky hukam say bawaseer khtam ho jati ha
|
|