Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Mai Kamzor Hoo: Shaadi Ke Qabil Nahi Hoo

Unmarried Boys Problems   >>  Boys Problems
Penis Cosmetic Surgery
Penis Enlargement Cosmetic Surgery
Penis Width And Length
How To Accurately Measure The Width And Length Of Your Penis
Cancer Of Penis
Cancer of the Penis the Staging, Grading and Treatment Penis Size & What To Do About A Small Penis
Penis Exercises
Do Penis Exercises Really Work?
janssali Group: Members  Joined: 19th Mar, 2009  Topic: 1  Post: 4  Age:  28  
Posted on:19th Mar 2009, 2:18pm
 

Mai Kamzor Hoo: Shaadi Ke Qabil Nahi Hoo

sir   main kuch bhi khaon mujhe nahin lagta mujhe shadi sai phele hi bohut kamzori hai main shadi k kabil bhi nahin hoon mani ghari nahin hoti or ahtilam bhi bohut hota hai mujh main bardasht nahin hai timing barhane or kamzori ka koi hal batain

thanks.

Veer Group: Members  Joined: 12th Oct, 2011  Topic: 85  Post: 4718  Age:  30  
Posted on:19th Mar 2009, 3:32pm
 

janssali

ager aap ko kuch khata peeta lagta nehin to aap apne family doctor se consult kare.lekin es ka taluk semen se hargiz nehin hai.

semen ki thickness nehin count ki jati.semen mein sperms count hote hain.ethalam zaida ho ya kam tab bhi koi farak nehin parta.medically es ka koi nuksan nehin.lehaza es k liye na he kisi ilaj ki zaroorat hai aur na he pareshan hone ki.

Kali Zuban Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 29  Post: 1792  Age:  28  
Posted on:20th Mar 2009, 11:53pm
 

re: mai shaadi ke qabil nahi

aap ke profile ke mutabiq aap married hai. tu phir aap yeh kio likh rahe hai keh aap shaadi ke qabil nahi. pehle aap iss baat ko clear kare keh aap married hai ya unmarried?

mani gaarhi ho ya patli iss se koi farq nahi hota. mani mai sperm count normal honi chahiye. generally sab ka hi sperm count normal hota hai read: Semen and Sperm  ehtelam bhi koi bimari nahi, bahut ziadah ho ya bahut hi kam dono soorat normal hai, aur kisi qisim ke ilaj ki zaroorat nahi. read: Ehtelam (Night Fall) agar aap unmarried hai tu timing barhane ki koi zaroorat nahi aur agar married hai tu read: HTML clipboard How To Prolong Time Duration?
Kali Zuban Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 29  Post: 1792  Age:  28  
Posted on:21st Mar 2009, 4:03pm
 

janssali: Your Topic 13032 deleted

Sir pls mare help karian mane app sai phele bhi sawal kia thaa lakin koi sahi jawab nahi mila

sir mare shadi nahin hoi v or mujhe drops atin hain or koi bhe movie ya darama main kise bhi larki ko daikh loon to mujh main bardast nahin rahti or timing barhane ka koi tariqa batain takh main shadi k kabil ho jaon.

thanks

Note: Please aik hi topic per muliple new post na kare. jo kuch kehna hai apne original topic per kare.

janssali Group: Members  Joined: 19th Mar, 2009  Topic: 1  Post: 4  Age:  28  
Posted on:23rd Mar 2009, 4:04am
 

timeing

DR.sb salam . pls mare help karian mane app sai phele bhi sawal kia thaa lakin koi sahi jawab nahi mila

sir mare shadi nahin hoi v or mujhe drops atin hain or koi bhe movie ya darama main kise bhi larki ko daikh loon to mujh main bardast nahin rahti or timing barhane ka koi tariqa batain takh main shadi k kabil ho jaon.mare manne bohout jaldi choot jati pls pls timeing barhane ka hal batain.

thanks

 

ark4ualway Group: Members  Joined: 28th Dec, 2008  Topic: 2  Post: 9  Age:  32  
Posted on:23rd Mar 2009, 4:18am
 

Useful Advice

Dear Jansaali sb.Zyada ehtelam hota hai iske liye to aap morning mein excersise kijye aur khub running bhi kijye aur yaquin maniye yeh sab problem thik ho jayega aur phir khana(gheza)bhi badan pe lagne lagegi.Excersise k baad Chane(Kale chane)grams khayie.InshAllah sab hik ho jayega aur jaldi shaadi ker lijye aur married life enjoy kijye.All th Best
janssali Group: Members  Joined: 19th Mar, 2009  Topic: 1  Post: 4  Age:  28  
Posted on:28th Mar 2009, 3:39am
 

kale chane

Dear Dr.sb Salam  sir app nai mujhe kale chane khane ka mushwara dia thaa subha excersise k baad dr sb kia main raat ko bhe chane kha sakta hoon or pls pls iss sai mujhe kia kia faida ho go wo bhe bata dain.

thanks.

m.iftikhar Group: Members  Joined: 18th Feb, 2009  Topic: 2  Post: 70  Age:  23  
Posted on:28th Mar 2009, 4:13pm
 

iftikhar

yaar mia yaha likh likh k pagal ho gaya hun lekin meri baat pe pata nhe koi q nhe amal karta ..yaar agar ehtelaam agar mahinay mai 2 dafa tak ho ye aik sehat mand insan k nishani hai lekin agar ehtelaam boht zyada ho to ye kamzori hai iska ilaj zaruri hai .....yaar veer tum yaha har kisi ko gumraah kar rahe ho tumhe ALLAH ka wasta faltu baatein mat bataya karo yaha  apne ilm mai izafa karo tum veer ...aap log khud socho jiss ko mahinay mai 10 baar ya isse zyada ehtelaam hota hai ya wo mushtzani karta hai to aise bande mai kamzori aa jati hai us k penis mai erection kam hoti sperm patli aati hai  yaar ye medically nuqsan deh nhe hai to kya hai ..............veer tum mujhe mere sawal ka jawab zarur dena ..ye batao aakhir ye sab q medically nuqsan deh nhe hai ?  iski detail do ......

1
Pregnancy and Menses
When Does Pregnancy Occur
Irregular Menses
Suffering From Irregular Menstrual Cycle
Abortion
What You Should Know About Abortion
Pregnancy Date Calculation
How To Calculate Your Pregnancy Due Date
 
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us Last Updated: 28th March 2013