Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

I Want Sex With My Husband Regularly: What Should I Do?

Married Women Problem   >>  Sex Relationship
Low Sexual Desire
Causes of Low Libido in Men
Food For Sperm Count
Foods to Increase Sperm Count - Which Food is Right for You
Best Food For Libido
A Diet for Increased Sex Drive and Enhanced Libido
Food For Testosterone
Food to Improve Testosterone Levels in Men
Kiran Butt Group: Members  Joined: 28th Apr, 2008  Topic: 12  Post: 34  Age:  30  
Posted on:29th Sep 2008, 12:42pm
 

I Want Sex With My Husband Regularly: What Should I Do?

Salaam

shadi k bad to main kafi tens ho gye hun mere husbnd mere pas ziyada atay hi nahi lagta hi nahi k meri shadi huye hay.... khair muje aik sawal puchana hay kyun k i love to b have babay soon......

maine or mere husbd ne 11 augest ko sex kia us k bad 21 augest or phir 26 augest ko us k bad muje mere memses agye 1 september ko jo 7 september tak rahay.... us bad mere or mere husband k darmiyan abi tak kuch b nahi hua even kiss b nahi kia ayse perids a kar b kia main pergnet ho sakti hun kyun k aj 29 september hay or muje perds nahi aye......

koi asa amal bata dain jis se mere husband mere pas to aya karain.... wese mere sath thek hay par kuch karte nahi........ mere sawal ka jawab jaladi dijiye ga i will wait thank u

Veer Group: Members  Joined: 12th Oct, 2011  Topic: 85  Post: 4718  Age:  30  
Posted on:29th Sep 2008, 1:25pm
 

kiran butt

aap ne apni profile mein marital status Divorcee likha hai aap pehle yeh clear kare ke aap ko kitni divorce mel chuki hain.jo aap ka apne hasbund ke sath abhi bhi taluk hai.

Kiran Butt Group: Members  Joined: 28th Apr, 2008  Topic: 12  Post: 34  Age:  30  
Posted on:29th Sep 2008, 2:50pm
 

acha

Every 1 knows now k meri 3 month pehle shadi huy ehay profile change karne ka moka nahi mila diyan nahi raha hay ok nd dis is  my second marriage
goodman Group: Members  Joined: 11th Oct, 2007  Topic: 59  Post: 7336  Age:  32  
Blocked
Posted on:29th Sep 2008, 3:19pm
 

he is normal

kiran app married hoo hamay pata ha...agar app zeb bahi koo apni shadi kee mastiya suna deti too veer app say swal na kerta ......agar app kay husband weak may 1 or 2 bar sex kertay too yeah normal ha.....agar app extra ordinary kuch hasil kerna chati ha too app unkoo extra ordinary food like almonds,apple and mango juice provide keray.......

Veer Group: Members  Joined: 12th Oct, 2011  Topic: 85  Post: 4718  Age:  30  
Posted on:29th Sep 2008, 3:54pm
 

Kiran Butt

ok fine.

7 sep tak aap ke periods rahe aaj 30 ho gaye hai abhi tak aap ke periods nehin huye.periods na huye 22 din ho gaye hain.lehaza abhi wait kare aap ko periods ho jaye ge.lekin aak baat conform hai ke aap abhi pregnant nehin hoi.lehaza ager aap pregnant hona chahti hain to try jaari rakhe.

new shaadi hai es liye abhi kuch month esi problem ho gi es mein pareshan hone ki zaroorat nehin.aap ko mashwara hai ke aap noor clinic ki Book for Women achi tarha read kare aur apne hasbund ko bhi bole ke woh Book for Men read kare.

System Group: Members  Joined: 03rd Jun, 2008  Topic: 40  Post: 2266  Age:  32  
Posted on:30th Sep 2008, 2:07pm
 

Kiran Butt

what is your husband age..?
Kiran Butt Group: Members  Joined: 28th Apr, 2008  Topic: 12  Post: 34  Age:  30  
Posted on:30th Sep 2008, 4:41pm
 

age

He is 37 he never married before but mine is 2nd marriage.... regular sex ho ya na ho yeh bat matter nahi karti hay par muje dar lagta hay wo mujse dur rehte hay kahen muje chora to nahi chahate main chahti hun baby ho jaye to iis se rishta mazbot ho jata hay muje samj hi nahi ati kia karun..... muje lagta hi nahi hay meri shadi huye hay par aik ghar se dusre ghar main aa gye hun...... or meri age 25 hay....... kia karun to ager main pregnet nahi to muje perids late kyun hay.... wese kitne din k bad zaror hone chahye..... plz let me know.. dis is my 1st eid after marriage or main 5 din se apni ami k ghar hun or wo muje mazeed 8 din bad lene aye gay..... khair plz tell me some thing?
Veer Group: Members  Joined: 12th Oct, 2011  Topic: 85  Post: 4718  Age:  30  
Posted on:30th Sep 2008, 5:15pm
 

Kiran Butt

normally periods cycle 25 din se 45 din ka hota hai.yani ke kam se kam 25 din aur zaida se zaida din 45.ager 45 din tak periods na hon to sab se pehli nishani pregnancy ki he hoti hai.

aap acha sochey acha he ho ga.aap ke hasbund aap ke kareeb nehin ate os ki bhut se waja ho sakti hai zaroori nehin ke woh aap ko choorna chahte hain esi liye aap ke kareeb nehin ate.

ho sakta hai woh kisi tention mein ho ya phir office se thakey ate hon.ya phir koi aur waja.aap pehle yeh dekhe ke onhe problem kya hai.ager woh aap ke kareeb nehin ate to aap on ke kareeb jaye.

anyway pareshan na ho aur Allah par barosa rakhe aap ka ghar kharab nehin hota.Allah aap ke ghar ko abaad rakhe Ameen.

Sugar_lips Group: Members  Joined: 30th Sep, 2008  Topic: 0  Post: 9  Age:  23  
Posted on:1st Oct 2008, 1:32am
 

Babies: marriage savers?

Agur aap samajhti hain kay baby honay kay baad vo aapko kabhi nahi chor saktay hain, ya aapko pregnant is wajah say hona hain to aap ek bohot dangerous ghalti kerrahi hain. bachay honay say pehlay ek miya bivi kay beech kaafi understanding honi chahiye aur onki relationship ko ek stable jaga par pohonchna chahiye. Agur miya bivi kay beech communication problems ya kisee bhee type ke problems hain to inka asar bacho par bhee hota hain. Aapko pregnant honay say pehlay apki shohar say discuss kerna chahiye...shaayid vo bacho ke zimmidaari uthaanay tayyaar nahi hain...kya pata aapkay pregnant honay say vo aur bhee door chalay jaaye?
Sugar_lips Group: Members  Joined: 30th Sep, 2008  Topic: 0  Post: 9  Age:  23  
Posted on:1st Oct 2008, 1:36am
 

One more thing..

Aapki ye second marriage hain to aapko shaayid dar ho kay ye khuda na karay fail na hojaye. To make a marriage work, bohot effort lagta hain. Aapkay miya aapkay paas kiu nahi aatay? Kya onko kisee type ke tension hain? Agur hain to aap onki saathi hain aur aapko onko support kerna chahiye. Aap onka khayaal rakhay aur onki dost ban kar rahay...issay onkay dil mai aapkayliye muhabbat aur respect paida hogi aur aapka rishta mazboot hoga. Aap apnay uppar aur apnay husband kay uppar khoob quran parha karein kiu kay logo ke nazrein bhee bohot zehreeli hoti hain (trust me i've experienced the worst!)
chiko Group: Members  Joined: 01st Oct, 2008  Topic: 0  Post: 1  Age:  35  
Posted on:1st Oct 2008, 11:24pm
 

i want to know

i want to know about  -- plz plz plz plz tell me in full detail   
Kiran Butt Group: Members  Joined: 28th Apr, 2008  Topic: 12  Post: 34  Age:  30  
Posted on:1st Oct 2008, 2:56pm
 

kia bataon

detail main kia bataon maain ap sab ko bas abi to job nahi karte sara din pata nahi kahan rehte hay ghusa bohot karte hay........ 1 hi room main rehte huye insan kab tak dor reh sacta hay...... tention to koi nahi un ko mere khayal se ya batate nahi..... manabi tak us ghar main ajnabi hun mre samne koi bat na hi karta...... wo usa main illegel hay or main us citizen..... yeh waja na ho dor rehne ki k kuch or ho un k dimag main....... kisi se kuch keh b nahi sacti bohot tention main hun...
Veer Group: Members  Joined: 12th Oct, 2011  Topic: 85  Post: 4718  Age:  30  
Posted on:1st Oct 2008, 6:27pm
 

Kiran Butt

hasbund ke pass koi job na ho to sab se bari yehi tention hoti hai.ke woh khud aur apne wife ko kahan se khilaye ga.lehaza onhe job ki tention bhi ho sakti hai.jis ki waja se woh guse mein rehte hain.

gusa tab he ata hai insaan ko jab woh bechain hota hai.phir woh har kisi se ladta hai guse se bolta hai.es waqt onhe aap ki zaroorat hai.aap onhe pyar se pochey ager onhe koi problem hain to onhe share karne par majboor kare.

tention khatam sirf aap he kar sakti hain.mard ko sakoon apni wife se he melta hai.

Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 26  Post: 4432  Age:   
Posted on:3rd Oct 2008, 9:42am
 

kiran butt

aap sab se pehlay yeh bataien k kiya aap k husband ko aap ki 1st marriage ka pata tha?

no2 k hosakta hae k un ki shadi un k ghar walon ne un ki marzi k baghair ki ho woh kahin aur karna chahtay hon.

yeh bhi possible hae k sirf nationality k liye aap se shadi ki ho. beharhaal aap ko chahiye k aap un se baat karain. jab aap un k nikkah main hain to aap ka un pe haq hae nikkah ka matlab yehi hae k abb aurat ki zammadari mard ne leli hae. abb mard ka farz hae k aurat k tamam haqooq poore kare. aap pregnant nahi hain shadi k baad periods cycle disturb hojata hae preshani ki koi baat nahi.sugar lips ne aap ko pregnency k mutaliq achi suggestion di hain

aap pehlay apne mian se relation ko acha karain phir woh aap ki care bhi karebgay.jobless to woh shadi se pehlay bhi thay to un ko itni tention main shadi nahi karni chahiye thi k kisi ki zindagi kharab karain. Allah pak se dua karain aur "ya wadoodo" parrh kar dua kiy karain asar ki nimaz k baad. Allah pak sab behtar karega. aur aap khud se ammi k ghar ana kam kar dain agar mian sahib force karain to unhain kaha karain abb yehi mera ghar hae mera kahin aur dil nahi lagta .koshish karain ziada time apnay husband k ghar guzarain aur un ki family k sath bhi taluqat barrhaien.

 

nikama Group: Members  Joined: 15th Oct, 2007  Topic: 47  Post: 1808  Age:  34  
Posted on:3rd Oct 2008, 6:49pm
 

kiren butt..

 in short, tumharay husband ko USA kee immegration papers aur job kee need hai..when he wiill get all this..he will be very happy with you and with his life..the only tension is for him is not you , it is that he doest not have any secure future kiren...humm... u get my point or not ???
Kiran Butt Group: Members  Joined: 28th Apr, 2008  Topic: 12  Post: 34  Age:  30  
Posted on:3rd Oct 2008, 7:38pm
 

thanks

wo muje force kar k hi ami k ghar bhejte hay ager main na aon to jagara hota hay or gandi zuban use karte hay ho sact ahay job ka hi depression ho.....or jab mainaa jati hun to wapas lejane b nahi atay jab b kehti hun wapsa ana hay jagara karte hay....ap ne nikama muje positive soach di hay thaks a lot main ayse hi depression main thi maine socha b nahi k jo chez chhaye us k bad thek b ho sacke hay mager meri sab se bari problem yeh hi hay he doesnt want baby now is liye main tention main hun.... last time hum ne 26 aungest ko sex kia us kbad nahi kia 1st september ko muje perids huye.... 7 septem tak rahay.. us k bad mere or mere miyan k darmiyan kuch b nahi hua hay..... or muje aj 3 oct hay perids nahi huye..... to i am in tention k kia karun kia ayse pregnency ho sacti hay kiya....

Sorry main ap sab ko disturb karti hun.... par kia karun khud b distrub hun... muje kuch to batiye main pregnet ho gye to he will b very mad.... booht jagra ho ga... u guys dont know kitni mushkil main hun....

muje koi sugession dain

thank u....

Kiran Butt Group: Members  Joined: 28th Apr, 2008  Topic: 12  Post: 34  Age:  30  
Posted on:3rd Oct 2008, 8:18pm
 

1 more thing

maine ramazan main booht thandi chezian b khaiye hay jese katira gond nd tukh malanga isi type ki booht si chezain shakar ka sharabat wagera is waja se to perids delay nahi ?
Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 26  Post: 4432  Age:   
Posted on:4th Oct 2008, 8:05am
 

Kiran butt

u r not pregnent periods cycle change hota rehta hae . lekin aap kam az kam apnay mian se do tok baat karain k woh kiya chahte hain . agar aap ko is baat ka dar hae k kahin woh aap ko chorr na dain to is main darne ki koi baat nahi hae jaisi zindagi aap guzar rahi hain is se acha shadi na kartin to behtar tha.Allah pak hi aise mardon ko hidayat day. aap yahan bilajhijhak apni tention share kar liya karain agar koi solution nahi bhi nikalta phir bhi aap zehni tor par thorra behtar hojati hongi.
goodman Group: Members  Joined: 11th Oct, 2007  Topic: 59  Post: 7336  Age:  32  
Blocked
Posted on:4th Oct 2008, 8:44am
 

kiran do not worry

kiran u do not need to worry.........relax ........and do not take tension.......u pls explain here anything when u feel tension..........but pls donot make quarell with your husband also..........it is normal..........do not worry......
nikama Group: Members  Joined: 15th Oct, 2007  Topic: 47  Post: 1808  Age:  34  
Posted on:4th Oct 2008, 12:30pm
 

kiren butt..

thanks and good for you..tum uss kay paepers ka masla hul kuroo if u can then every thing will be okay..babay , fight , all that will be okay after that..beacuse ,I know kay hum jaisay loogoon ko perdais main USA/UK etc main immegration ka masla jub tuk hul nahee ho jata ,hum loog araam sakoon say nahee rah saktay hain,this is natural..samjee tum kiya ?.yaa and make sure kay wu immegration papers aur job milnay kay baad koi mustee wageera na kuray, did u get me..just do that and ur life would be full of happiness..God bless u ..u r a very good girl...see yaaaa

1 2  >>
Abnormal Menstrual Periods
Signs and Symptoms of Abnormal Menstrual Periods
Treat Premenstrual Syndrome
How to Treat Premenstrual Syndrome - Your Search Ends Here
Premenstrual Syndrome
Symptoms of Premenstrual Syndrome
Menstrual Flooding
Dealing With Menstrual Flooding
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012