shafiq im agreed to Dr ji...
wese shafiq sahab ap pregnnacy stop kion kerna chatey hain? i mean whts the reason....
40 days means apki wife ko pregnant huye wuye 5 weks ho chukey hain....so ap k baby ki heartbeat aur us mein jaan aney wali hi...with in few days aur with in next week....
wese to ye bohat bara gunnah hai aur jub bachay mein jaan aa jaye to ye ek nanhi si jaan ka qatal ho ga....is liye jo bi kerna hai soch samajh ker kijiye...agar bohat ziada majboori mein aisa kadam utha rahey hain to phr apne Dr se mashwara keryen aur jitni jaldi ho sakye ye kam ker leyn |