fatiza |
Group: Members Joined: 10th May, 2008 Topic: 4 Post: 10 Age:
30
|
|
Posted on:13th May 2008, 4:04am |
|
|
Leachorea Problem: What Should Be The Treatment?
aslaam o alikum mai ye batana chahti hoon k mughee ye prob bohat purana hai.per mughee tab pta nahi thaa k ye kia hai. aur iss ka elaaj bhi kerwana perta hai. i am 25 yrs old. mai is bare me ab jaan gae hoon k ye prob hai to iss ka elaaj bhi hota hai. is lie guidence chahie. aur doctor se guzarish hai k is ka koi elaaj batain. mughee white colour ki ratubat hoti hai. kamar me in dino pain thaa. per pehlay mai ne kamar k dard ko bohat ziada notice nahi kiya. mai chahti hoon k jald se jald doctor sahab mughee reply kerain,aur is k bare me batain.is ka kia elaaj hai. thankyou.
|
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2047 Age:
45
|
|
Posted on:13th May 2008, 2:30pm |
|
|
leauchorhea koi bimari nahi hai jawani mai khawateen ke vagina se sufaid ratoobat ka aana na tu koi bimari hai aur na hi ilaj ki zaroorat.
read: Leucorrhea |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:14th May 2008, 1:59am |
|
|
fatiza agreed to my reply
so dont worry |
eman1122 |
Group: Members Joined: 08th Mar, 2008 Topic: 5 Post: 27 Age:
26
|
|
Posted on:14th May 2008, 6:34am |
|
|
must do for 7 days only yaar leuchorrhea k liya u just take mitti ka pyala(bowl)us main raat ko water daal kar rakh do......subha 1teaspoon zeera is water k sath pi lo...in 7 days yeh problem khatam ho jaye gi guranteed......... |
fatiza |
Group: Members Joined: 10th May, 2008 Topic: 4 Post: 10 Age:
30
|
|
Posted on:27th May 2008, 7:53am |
|
|
my menses problem aslaam o alikum
mughee ye prob hai k mere menses late ho jate hain.kabhi 2 din to kabhi 4 din.aik bar pure 7 din late ho gae date se.
mai doc se ye pochna chahti hoon k is se koi prob create to nahi hoti.ye theek kese ho sakta hai.koi solution. |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:27th May 2008, 10:27am |
|
|
fatiza periods ki date agey pechey hoti rehti hai..even one week bhi agey ho jati hai its normal..
menses ka cycle 25 se 45 din ka hota hai..to ager 2,3 din agey ho jaye to koi masla nehin..
kabhi kabhi tention lene ki waja se bhi periods late ho jate hain..lehaza aap koi bhi tention na liya kare. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:28th May 2008, 5:24am |
|
|
fatiza yes im agreed to veer
dont worry
u r normal |
doctorji |
Group: Experts Joined: 21st Apr, 2008 Topic: 3 Post: 540 Age:
38
|
|
Posted on:29th May 2008, 3:32pm |
|
|
ratubat muhtarma
apni ratubat kissi gynocologist ko check karwaye. ya inn chand sawalon ka jawab deejiye:
kitni ratubat nikalti hai? balghami ya jhaag wagheira payi jati hai? safaid se murad dhoodh ki tarah safaid ya ke paani ki tarah colourless safaid. (colourless safaid, ajeeb hi term hai waisay) badboo aati hai ratoobat me se? agar miqdaar kabhi zyada aur kabhi kamm hoti hai to kinn dinon me? wagheira wagheira
|
fatiza |
Group: Members Joined: 10th May, 2008 Topic: 4 Post: 10 Age:
30
|
|
Posted on:30th May 2008, 3:54pm |
|
|
doctorji aslaam o alikum
mughee jo ratubat hoti hai leachorea ki kabhi to safeed color ka pani aata hai.per ziada ter thick ratubat hoti hai. us ko colorless hi keh lain. ji smell bhi ati hai. per kab kab hota hai is ka mughe abdaza nahi hai. kuch dino theek bhi rehta hai.
mera aik aur masla ye hai k 3 months se mughee menses problem ho raha hai. pelay bilkul theek hote thay. per 3 months se aisa ho raha hai k mughee sirf 2 din theek se menses hote hain.3rd day bohat kam ho jate hain. aur ist day b bas zara zara hote hain. jab k pehlay aisa nahi hota thaa. jis din start hote, ussi din theek se hote thay. aur 4 din tak theek se hote thay. 5th day kam hote thay aur 6th day ko finish ho jate thay. per is bar aur is se pichli bar se theek se nahi ho rahay.na theek se start hote hain aur 2 din ho ker 3rd day kam ho jate hain.
is waja se mai bohat tense hoon. ap plz mer help kerain. is ka koi elaaj bataye plzzzzzzzz. |
Shararti |
Group: Members Joined: 14th May, 2008 Topic: 9 Post: 145 Age:
29
|
|
Posted on:30th May 2008, 4:14pm |
|
|
fatiza aap pehle apna ik masla hal karwalain phir koi doosra masla discus karain khair leakege to her larki ko hoti hai jo jawani main ho aur aap to wese hi 25 years old ki ho chuki ho itni age main to larkiyon ki shadi hojatin hain to aap ki kyoon nahin huvi main aap se iksawal poochta hoon aap ka koi boy friend to nahin hai jo aap se phone pe yan direct sexy batain discus karta ho yan aap apne ander sex ki feelings to nahion peda kartin kuch aesa jis se aap ko josh ata ho or aap ko leakage hojati ho becz jese aap kehrahi hain k aap ko smell wali leakage hoti hai or colorless or thik ratubat b hoti hai to yeh ratubat aese hi nahin shuru hojati is se pehle simple leakage hoti hai jo k her jawan larki ko hoti hai aap is condition tak kese paohunchin jawab dain
phir aap k menses k topic pe b baat karain ge plz reply me soon |
doctorji |
Group: Experts Joined: 21st Apr, 2008 Topic: 3 Post: 540 Age:
38
|
|
Posted on:31st May 2008, 8:36am |
|
|
basically basically aap ne jo ilamat batayi hain, unn se yehi lagta hai ke sabb kuch normal hai. may be something mental is disturbing u too much.
siraf aik baat thorri si khattak rahi hai, woh hai ke fluor ki bad boo ka aap ne zikar kiya hai. aap ko yehi mashwara diya jasakta hai ke relaxe ho kar aik baar apna check up zaroor karwa lijiye ga.
yeh menses ka massla bhi check up se hall ho jayega. goya aik hi thappar se aap do tang karne walay larrkon ko tarr daar jawab de dengi. :-)
|
noor123 |
Group: Members Joined: 16th Apr, 2007 Topic: 83 Post: 804 Age:
28
|
|
Posted on:31st May 2008, 12:21pm |
|
|
doctorji doctorji aap mujhe bai batawo, aap mujhe meri fav doctor khan jisia achi lagti ho
1- mensus khatam honi ka kuch roz baad leac. hota hai shaid 4-5 roz baad aur phir 7-8 days 10-12 day bahat ziyada hota hai ka washroom jana perhta hai
2- kabhi colorless hoti hai tub leach. kam kam hota hai aur kabhi white jisa tub ziyada hota hai jub ziyada hota hai tub us mai bahat white layer bi hoti hai jisia mensus mai red color ka sath hota hai ka lagta hai jisai gosht ka piece ho
3- kabhi atyi hai jub ziyada ho tub
aur mensus sai pehle aur mensus mai meri kamar mai bahat pain hota hai kabhi itni shadid hoti hai ka utha bi ni jata aur bp bi low hota hai, pait mai bi dard hota hai (kabhi)
mai na sona howa hai jin girls ko mensus mai prob hoti hai unh ka preg mai bi prob hoti hai |
doctorji |
Group: Experts Joined: 21st Apr, 2008 Topic: 3 Post: 540 Age:
38
|
|
Posted on:1st Jun 2008, 6:29pm |
|
|
noor123 noor sahiba aap kya idher koi test le rahi hain? pehle hi idher kuch ko shak hai mere doc hone par. lagta to aisa hi hai, buhat hi complicated kissam ke cases hain aap ki history me. ;-)
optical check up zaroori hai. kuch bhi ho sakta hai. filhaal saari mumkina beemarion ka zikar idher nahi kiya jasakta.
aap apna checkup "endometriosis" ke shak ki bina par karwaye.
aik baat ka zikar karna zaroori samjhunga. idher forum par aap ki siraf guidance ki jasakti hai. magar jo personall consultation hai uss ka mutabadal yeh advices har giz har giz nahi hai.
buhat si baaton ka idher nahi pata chal sakta, siraf koi gynocologist hi wahan aap ki madad kar sakti/a hai.
|
fatiza |
Group: Members Joined: 10th May, 2008 Topic: 4 Post: 10 Age:
30
|
|
Posted on:2nd Jun 2008, 4:49am |
|
|
Mr Shararti aslaam o alikum
ji aap theek keh rahay hain,pehlay mughee ye aadat thii sex ko feel kerne ki.per sab se meri mangani hoi hai mai ne aisa sochna chor dia hai.mai ne bhi ye baat note ki hai k agar mugh per shetaan ghalib ata hai aur jab mai aisa ghalat sochoon to mughee ratubat hoti hai. per ab mai aisa nahi sochti.shayed is lie mughee pehlay ki tarhan nahi hota leachorea prob. per pori tarhan se theek nahi hai,mai na b sochoon to b kabhi kabhi ho jata hai.
doctor sahab mai theek hona chahti hoon puri tarhan se. aap plzzzzz is ka hal batain.
mai ne apni ami ko bataya hai leachorea aur menses k bare me per wo koi khas tawajo nahi de rehi. mai ne bohat bar kaha k mughee dawa laa dain. per abhi to nahi li. per mai phir se un se kahoon gi.
shayed is leachorea ki waja se meri ankhoon k gird halkay per chukay hain.mai engaged hoon.kia is leachorea ka asar meri married life per to nahi pere ga?kia is se pragnancy per to koi effect nahi aata?
mai ne is site to is lie join kia hai k mughee mere masloon ka hal mil sakay,mera elaaj ho sakay per abhi tak mughee koi hosla afza jawab nahi mila.
doc sahab plz solve my problem. |
noor123 |
Group: Members Joined: 16th Apr, 2007 Topic: 83 Post: 804 Age:
28
|
|
Posted on:2nd Jun 2008, 12:31pm |
|
|
doctorji meri ami bi koi tawaja nahi dayiti aur agar unhwo na daye hai toa baba ki nak kat jati hai
doctor ji aap mujhe doctor khan jisia lagti hai ais pori forum per woai meri medical question ka jawab dayiti thi magar kuch jealous ppl na unh ka dil break ker diya
kia ho sakta hai mujhe doctor khan kahti thai leac bimari ni hoti kuch log kahti hai bimari hoti hai
endometriosis kia hota hai aap medicine na batawo lakin mujhe ya bata do ka kia prob ho sakti hai agar treat na kerwo meri baba ni mani doctor ka laye woai kahti hai acha acha aur phir woai kam nahi kerti |
doctorji |
Group: Experts Joined: 21st Apr, 2008 Topic: 3 Post: 540 Age:
38
|
|
Posted on:4th Jun 2008, 7:57pm |
|
|
confused muhtarma and muhtarmaat
aik waqat me aik hi insaan aaye na. ab asal massla fatiza ka hai ya noor123 ka?
dono ke massayel gharelu hai. idher iss forum me aap ko massla ka hall bataya jasakta hai magar ilaaj nahi kiya jasakta. ilaaj ke liye to aap ko doctor ke paas hi jana hoga. forum me jahan mujhe yeh takk nahi maloom ke fatiza aik larrki hai ya larrka, ilaaj kaisay karun? aur kiss ka karun? yeh kya baat hui bhala?
aap ko direction bata dee hai. aage aap ki marzi. iss topic par khaaksaar ab iss se zyada aap ki madad nahi kar sakta. aur koi nayi baat ho to uss ka zikar kijiyega.
|
fatiza |
Group: Members Joined: 10th May, 2008 Topic: 4 Post: 10 Age:
30
|
|
Posted on:5th Jun 2008, 7:33am |
|
|
doctor sahab aslaam o alilum
first of all mai nehi janti k ye noor madam mere forum me kyun interfare ker rhi hain.
2ndly me ap se ye pochna chahti hoon k kia blood pressure ki goli aik time me aik se ziada khane se maslan 4 ya 5 khane se death ho jati hai kia?
|
fatiza |
Group: Members Joined: 10th May, 2008 Topic: 4 Post: 10 Age:
30
|
|
Posted on:5th Jun 2008, 7:37am |
|
|
doctor sahab ji aslaam o alikum
mai ne ap se apne menses k bare me poochaa thaa k un ka cycle theek se nahi chal raha to us ka koi hal bataye k kese theek ho ga phir se. pichlay do theen bar se aisa ho raha hai.
i will b very thank ful to u |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:5th Jun 2008, 10:09am |
|
|
fatiza aap yeh bataye ke aap ka menses cycle kitne din ka hai ho sakta hai jis ko aap theek nehin keh rehi woh shayed theek ho.
normal periods cycle 25 se 45 din ka hota hai.ager aap ka cycle 25 se 45 din ke ander start hota hai to pareshani ki koi baat nehin.ager esa nehin hai to kisi lady doctor se consult kare.woh aap ke kuch test le kar aap ko mashwara de sakti hai |
noor123 |
Group: Members Joined: 16th Apr, 2007 Topic: 83 Post: 804 Age:
28
|
|
Posted on:5th Jun 2008, 11:23pm |
|
|
doctorji fatiza doctor ji mera koye masla nahi hai bhala larkwo ko bai mensus howi hai
fatiza aap pouch lo apna prob aur mai madam nahi sir hon |
|